% ISB File: Shagird_1967.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ba.De miyaa.N diivaane aise naa bano}%
\film{Shagird}%
\year{1967}%
\starring{Joy Mukherjee, Saira Banu, I S Johar}%
\singer{Rafi, I S Johar}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11039 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ba.De miyaa.N diivaane aise naa bano
hasiinaa kyaa chaahe hamase suno
ba.De miyaa.N diivaane \threedots

sabase pahale suno miyaa.N karake varjish bano javaa.N
cheharaa ##polish## kiyaa karo tho.Dii maalish kiyaa karo
##style## se uThe qadam siinaa zyaadaa to peT kam
ai kibalaa ujale baalo.n ko ra.ng Daalo ban jaa_o gulafaam
ba.De miyaa.N diivaane \threedots

hasiinaa kyaa chaahe
jau \:	yahii to maaluum nahii.n
hamase suno

siikho karatab na_e\-na_e ##fashion## ke Dha.ng na_e\-na_e
Dhiilaa\-Dhaalaa libaas kyo.n resham pahano kapaas kyo.n
fan ye jaaduugarii kaa hai aramaa.N tujhako parii kaa hai
to kibalaa maaro ma.ntar Te.Dhii (?) ban kar nikalo vaqt\-e\-shaam
ba.De miyaa.N diivaane \threedots

tanhaa_ii me.n agar kahii.n aa jaa_e vo nazar kahii.n
kahi_e haatho.n me.n haath Daal e gul\-cheharaa parii\-jamaal
muddat se dil udaas hai tere ho.nTho.n kii pyaas hai
ai dilabar mere lab par kab chhalakegaa tere lab kaa jaam
ba.De miyaa.N diivaane \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil\-vil pyaar\-vyaar mai.n kyaa jaanuu.N re}%
\film{Shaagird}%
\year{1967}%
\starring{Joy Mukherjee, Saira Banu, I S Johar}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: David Anthony Windsor <daw601@leonard.anu.edu.au>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@hendrix.coe.neu.edu>
% Date: 06/13/1996

\printtitle
#indian

dil\-vil pyaar\-vyaar mai.n kyaa jaanuu.N re
jaanuu.N to jaanuu.N bas itanaa jaanuu.N ki tujhe apanaa jaanuu.N re

tuu hai buraa to hogaa par baato.n me.n terii ras hai
jaisaa bhii hai mujhe kyaa apanaa lage to bas hai
ghar ho teraa jis nagarii me.n chaahe jo ho teraa naam re
ghar\-var naam\-vaam mai.n kyaa jaanuu.N re \threedots

aadat nahii.n ki sochuu.N kitano.n me.n hasiin hai tuu
laT me.n hai.n kitane ghuu.Nghar naino.n me.n kitanaa jaaduu
bas tuu mohe achchhaa laage itane hii se mujh ko kaam re
laT\-vaT nai.n\-vain mai.n kyaa jaanuu.N re \threedots

kuchh jaanatii to kahatii rut ban kar ke mai.n khilii huu.N
Daalo.n sii jhuumatii mai.n saajan se aa milii huu.N
tuu hii jaane rut hai kaisii aur hai kitanii ra.Ngii.n shaam re
rut\-vut shaam\-vaam mai.n kyaa jaanuu.N re \threedots

paayaa hai jab se tujhako dil par nahii.n hai qaabuu
ek pyaas hai labo.n par bikhare pa.De hai.n gesuu
kuchh to kah de dard hai kaisaa, kaisii pyaas hai ye har gaam re
lab\-vab, pyaas\-vyaas mai.n kyaa jaanuu.N re \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{duniyaa paagal hai, yaa phir mai.n diivaanaa}%
\film{Shaagird}%
\year{1967}%
\starring{Joy Kumherjee, Saira Banu, I S Johar}%
\singer{Rafi, I S Johar}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

duniyaa paagal hai yaa phir mai.n diivaanaa
mujhako chaahatii hai zulfo.n me.n ulajhaanaa
duniyaa paagal hai   \threedots

ye baahe.n jinako tum gale kaa haar samajhe ho
Gesu ki jinako tum mahakataa pyaar samajhe ho
haar hai phandaa, pyaar hai kha.njar
tum ho nishaanaa
    jiyo mere shaagid.r
    ## Thank You ##
duniyaa paagal hai   \threedots

aazaadii hai to tum ho shahazaade mere pyaaro.n
shaadii hu_ii to samajho bhikhaarii ban gaye yaaro.n
jo hai akelaa, vo alabelaa
usakaa zamaanaa
    shaabaash mere shaagid.r
    ## Thank You ##
duniyaa paagal hai   \threedots

chuu.Dii jo chhanake to kaho talavaar chhanakii hai
paayal baje bhaago ki ye khatare kii gha.nTii hai
pa.Dane na paaye, husn kaa saayaa
dekho bachaanaa
    are vaah\-vaah mere shaagid.r
    ## Thank You ##
duniyaa paagal hai   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{vo hai.n zaraa Kafaa\-Kafaa to nain yuu.n milaae hai.n}%
\film{Shaagird}%
\year{1967}%
\starring{Saira Banu, Joy Mukherjee, I S Johar}%
\singer{Lata, Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

vo hai.n zaraa khafaa khafaa
to nain yuu.n milaae hai.n ki ho ho
naa bol duu.n to kyaa karuu.N
vo ha.Ns ke yU.N bulaae hai.n ki ho ho

ha.Ns rahI hai chaa.NdanI
machal ke ro naa duu.n kahii.n
aise koI rUThataa nahI.n
ye teraa khayaal hai
kariib aa mere ha.nsii.n
mujhako tujhase kuchh gilaa nahii.n
baat yU.N banaae hai.n ki o ho \threedots
vo hai.n \threedots

aise mat sataa_iye
zaraa taras to khaa_iye
dil kI dha.Dakan mat jagaa_iye
kuchh nahI.n kahU.ngaa mai.n
naa a.Nkhiyaa.n jhukaa_iye
sar ko kandhe se uThaa_iye
aise nii.nd aae hai ki ham \threedots
vo hai.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
