% ISB File: ShaharSeDoor_1946.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{lo phir yaad kisii kii aa_ii}%
\film{Shahar Se Door}%
\year{1946}%
\starring{Meena, Irshad, Al Nasir}%
\singer{}%
\music{Pt Amarnath}%
\lyrics{D N Madhok}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 21, 2005

\printtitle
#indian

lo phir yaad kisii kii aa_ii \-2
lo phir yaad
dil me.n ek dard suhaanaa aa.Nkh me.n aa.Nsuu bhar laa_ii
phir yaad kisii kii aa_ii
lo phir yaad

paradesii piyaa re moraa Dolaa jaaye jiyaa re kyaa kiyaa re \-2
mere dil ko dil me.n le lo le lo
mere dil ko dil me.n le lo phir jaanaa raah apanii paraa_ii
lo phir yaad kisii kii aa_ii
lo phir yaad

mai.n kahii.n huu.N balam tum kahii.n ho \-2
mai.n wohii.n huu.N magar tum nahii.n ho tum nahii.n ho \-2
yahii du_aa hai teraa dil bhii kahii.n aaye sanam \-2
yahii pukaaraa karo tum bhii mere achchhe balam \-2
mere dil ko dil me.n le lo le lo
mere dil ko dil me.n le lo phir jaanaa raah apanii paraa_ii
lo phir yaad kisii kii aa_ii
lo phir yaad
dil me.n ek dard suhaanaa aa.Nkh me.n aa.Nsuu bhar laa_ii
phir yaad kisii kii aa_ii
lo phir yaad

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
