% ISB File: Shakti_1982.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{hame.n bas ye pataa hai ... hamane sanam ko Kat likhaa}%
\film{Shakti}%
\year{1982}%
\starring{Smita Patil, Amitabh Bachchan, Dilip Kumar, Rakhe, Amrish Puri, Kulbhushan Kharbanda}%
\singer{Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Nita
% Transliterator: Nita

\printtitle
#indian

hame.n bas ye pataa hai vo bahut hii khuubasuurat hai
lifaafe ke liye lekin pate kii bhii zaruurat hai

ham ne sanam ko Kat likhaa, Kat me.n likhaa
ai dil_rubaa, dil kii galii shahar\-e-\vafaa
ham ne sanam ko   \threedots

pahu.Nche ye Kat jaane kahaa.N, jaane bane kyaa daasataa.N
us par raqiibo.n kaa ye Dar, lag jaaye unake haath gar
kitanaa buraa a.njaam ho, dil muft me.n badanaam ho
aisaa na ho, aisaa na ho apane ye raat din
ham ne sanam ko   \threedots

piipal kaa ye pattaa nahii.n, kaaGaz kaa ye Tuka.Daa nahii.n
is dil ke ye aramaan hai.n, is me.n hamaarii jaan hai
aisaa Gazab ho jaaye na raste me.n ye kho jaaye na
ham ne ba.Dii taaqiid kii, Daalaa ise jab Daak me.n
ye Daak Baabuu se kahaa
ham ne sanam ko   \threedots

baraso.n javaab\-e-\yaar kaa, dekhaa kiye ham raastaa
ek din vo Kat vaapas milaa aur Daakiye ne ye kahaa
is Daak khaane me.n nahii.n, saare zamaane me.n nahii.n
koii sanam is naam kaa koii galii is naam kaa
koii shahar is naam kaa
ham ne sanam ko   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaane kaise kab kahaa.N iqaraar ho gayaa}%
\film{Shakti}%
\year{1982}%
\starring{Dilip Kumar, Rakhee, Amitabh Bachchan, Smita Patil, Amrish Puri}%
\singer{Lata, Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

jaane kaise kab kahaa.N iqaraar ho gayaa
ham sochate hii rah gae aur pyaar ho gayaa   (2)

gulashan banii.n galiyaa.N sabhii
phuul ban gae kaliyaa.N sabhii     (2)

lagataa hai meraa seharaa tayyAr ho gayaa
ham sochate \threedots 

tumane hame bebas kiyaa
dil ne hame dhokhaa diyaa 
uf taubaa jiinaa kitanaa dush{}vaar ho gayaa
ham sochate \threedots 

ham chup rahe kuchh na kahaa
kahane ko kyaa baaqii rahaa
bas aa.Nkho.n hii aa.Nkho.n me.n iqaraar ho gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
