% ISB File: ShamaaParwaanaa_1954.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{beqaraar hai koii, aa mere diladaar aa}%
\film{Shama Parwana}%
\year{1954}%
\starring{Shammi Kapoor, Suraiyya}%
\singer{Suraiyya, Rafi}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: Neha Desai (umdesai@cc.umanitoba.ca)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Sun Jan 21, 1996
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)

\printtitle
#indian

beqaraar hai koii, aa mere diladaar aa
hai kisii kii zi.ndagii, aa ishq hai gamaKvaar aa

Dasatii hai naagan sii, furaqat kii raate.n
jhuTii hai.n bin tere jiine kii baate.n
haay kaisii bebasii, aa mai.n huu.N talabagaar aa

chun luu.N Gam tere, dukh\-dard miTaa duu.N
ho.nTho.n pe nagamo.n kii kaliyaa.N khilaa duu.N
ro rahii hai beqasii, aa husn hai biimaar aa

ha.Nsanaa hai bas me.n, na ronaa hai bas me.n
mahalo.n me.n rahakan, ???
ma.nzilo.n me.n pyaar kii, aa to.D ke diivaar aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mauj Kaamosh hai ... jaake laage nainaa wo paaye nahii.n chainaa}%
\film{Shamaa Parawaanaa}%
\year{1954}%
\starring{Shammi Kapoor, Suraiya}%
\singer{Suraiya, Asha, Chorus}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12591 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

mauj Kaamosh hai bahataa hu_aa dhaaraa Thaharaa
subah se shaam hu_ii dil na hamaaraa Thaharaa

aa
ko \:	( o
	jaake laage nainaa wo paaye nahii.n chainaa
	nadiyaa kinaare wo guzaare din\-rainaa ) \-2

su \:	saa.Ns jo aaye dil ko dukhaaye
	ko_ii aise jiine ko kahaa.N se jigar laaye

ko \:	o
	jaake laage nainaa wo paaye nahii.n chainaa
	nadiyaa kinaare wo guzaare din\-rainaa

aa \:	gin\-gin lahare.n bitaaye din\-ratiyaa.N \-2
	jaise\-jaise nadii bahe waise bahe.n a.Nkhiyaa.N \-2
	aas jo aaye tuufaa.N uThaaye
	ko_ii aise jiine ko kahaa.N se jigar laaye

ko \:	o
	jaake laage nainaa wo paaye nahii.n chainaa
	nadiyaa kinaare wo guzaare din\-rainaa

aa \:	piyaa se milan ko kinaare kha.De tarase \-2
	kachhu na bataaye gorii duniyaa ke Dar se \-2
su \:	aa.Nkh jhukaaye dard chhupaaye
	ko_ii aise jiine ko kahaa.N se jigar laaye

ko \:	( o
	jaake laage nainaa wo paaye nahii.n chainaa
	nadiyaa kinaare wo guzaare din\-rainaa ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o parawaane shammaa ko apanii rusawaa na karanaa}%
\film{Shamaa Parawaanaa}%
\year{1954}%
\starring{Shammi Kapoor, Suraiya}%
\singer{Suraiya}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12590 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

o parawaane shammaa ko apanii rusawaa na karanaa \-2
o parawaane

( rusawaa kiyaa gar tuune mujhii ko
kyaa mu.Nh dikhaa_uu.Ngii mai.n kisii ko ) \-2
o parawaane duniyaa ha.Nsegii aisaa na karanaa
o parawaane shammaa ko apanii rusawaa na karanaa
o parawaane

( ye imtehaa hai chup\-chaap jal jaa
Dhal jaa wafaa ke saa.Nche me.n Dhal jaa
saa.Nche me.n Dhal jaa ) \-2
o parawaane sabako sikhaa jaa jal\-jal ke maranaa
o parawaane shammaa ko apanii rusawaa na karanaa
o parawaane

( ulfat hai baaqii har chiiz faanii
ye Katm hotii hai ab ye kahaanii ) \-2
o parawaane aatii huu.N mai.n bhii dam bhar Thaharanaa \-2
o parawaane \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sar\-e\-mahafil jo jalaa parawaanaa}%
\film{Shamaa Parawaanaa}%
\year{1954}%
\starring{Shammi Kapoor, Suraiya}%
\singer{Suraiya, Rafi}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12594 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

ra \:	sar\-e\-mahafil jo jalaa parawaanaa \-2
	kar gayaa naam\-e\-wafaa parawaanaa \-2
su \:	shammaa se siikhe wafaa parawaanaa \-2
	ye jalii hai to jalaa parawaanaa \-2

ra \:	mar ke bhii rah na sakaa shammaa se duur \-2
	Kaaq ban\-ban ke u.Daa parawaanaa \-2
su \:	raat bhar shammaa kha.Dii jalatii rahii \-2
	is tarah jal na sakaa parawaanaa \-2

ra \:	jaan de dii wahii.n kuchh der na kii \-2
	shammaa se pahale jalaa parawaanaa \-2
su \:	shammaa kii aag me.n jalane aayaa \-2
	Kud na kyuu.N Kaaq hu_aa parawaanaa \-3

ra \:	apanii lau me.n to sabhii jalate hai.n \-2
	shammaa kii lau me.n jalaa parawaanaa \-3
	kar gayaa naam\-e\-wafaa parawaanaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{shaam\-e\-bahaar aa_ii karake si.ngaar aa_ii}%
\film{Shamaa Parawaanaa}%
\year{1954}%
\starring{Shammi Kapoor, Suraiya}%
\singer{Suraiya, Rafi, Chorus}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12593 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

su \:	shaam\-e\-bahaar aa_ii
	karake si.ngaar aa_ii
	Kaabo.n ke haar laa_ii
ra \:	abr\-e\-bahaar chhayaa
	paiGaam\-e\-yaar laayaa
	dil ko qaraar laayaa
su \:	shaam\-e\-bahaar aa_ii
	karake si.ngaar aa_ii
	Kaabo.n ke haar laa_ii

	aayaa Kushii kaa zamaanaa
	ulfat ne chhe.Daa taraanaa
ra \:	ho.nTho.n pe dil kii hai.n baate.n
	aa_ii.n mohabbat kii raate.n
su \:	jhukane lagii.n kyuu.N nigaahe.n
ko \:	nigaahe.n
ra \:	dil se milii.n dil kii raahe.n
ko \:	raahe.n
su \:	unakaa payaam aayaa
	dil kaa salaam aayaa
	ho.nTho.n pe naa\-e\-Kudaa
	kisakaa ye naam aayaa

su \:	shaam\-e\-bahaar aa_ii
	karake si.ngaar aa_ii
	Kaabo.n ke haar laa_ii
ra \:	abr\-e\-bahaar chhayaa
	paiGaam\-e\-yaar laayaa
	dil ko qaraar laayaa

	uThegii palako.n kii chilaman
	ba.Dhegaa ulfat kaa daaman
su \:	dilo.n ke Gu.nche khile.nge
	mere masiihaa mile.nge
ra \:	kamii hai dard\-e\-jigar me.n
ko \:	jigar me.n
su \:	ha.Nsate hai.n aramaa.N nazar me.n
ko \:	nazar me.n
ra \:	unakaa payaam aayaa
	dil kaa salaam aayaa
	ho.nTho.n pe naa\-e\-Kudaa
	kisakaa ye naam aayaa

su \:	shaam\-e\-bahaar aa_ii
	karake si.ngaar aa_ii
	Kaabo.n ke haar laa_ii
ra \:	abr\-e\-bahaar chhayaa
	paiGaam\-e\-yaar laayaa
	dil ko qaraar laayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{terii qudarat ... meraa diladaar na milaayaa}%
\film{Shama Parwana}%
\year{1954}%
\starring{Suraiya, Shammi Kapoor}%
\singer{Suraiyya / Rafi}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

terii kudarat terii tadabiir mujhe kyaa maaluum
banatii hogii kahii.n taqadiir mujhe kyaa maaluum

o, meraa diladaar na milaayaa 
mai.n kyaa jaanuu.N terii khudaa_ii

hogaa tere bas me.n jahaa.N
apane to dil mil na sake
mujh ko to hai itanaa pataa
bichha.De hue mil na sake
o meraa diladaar na milaayaa \threedots

ham pe tere tiir-e-qazaa 
zulm nayaa kar bhii gaye
dekhe koii haay ki ham 
jiite bhii hai.n mar bhii gaye
o meraa diladaar na milaayaa \threedots

% Rafi's version

terii kudarat terii tadabiir mujhe kyaa maaluum
banatii hogii kahii.n taqadiir mujhe kyaa maaluum

o tuune meraa yaar na milaayaa
mai.n kyaa jaanuu.N terii ye khudaa_ii
o tuune meraa yaar \threedots

mai.n dekh dekh phiraa kuchh nishaa.N nahii.n milataa
terii zamii.n pe meraa kaaravaa.N nahii.n milataa
jahaa.N me.n aane se pahale jise milaayaa thaa
kahaa.N gayaa vo meraa maharabaa.N nahii.n milataa
o tuune meraa yaar \threedots

agar tuu chaahe to patthar ke dil ko pyaar mile
Kizaa ko ra.ng to viiraane ko bahaar mile
ye kyaa sitam hai ki mai.n hii na paa sakuu.N us ko
ki jis ke milane se dil ko mere qaraar mile
o tuune meraa yaar \threedots

bahaar-e-Gam kaa mere dast-e-naa ?? se uThaa
magar ye duurii kaa pardaa na darmiyaa.N se uThaa
uThaa ye duurii kaa pardaa jo tujh se mumakin ho
nahii.n to aa ke mujhii ko phir is jahaa.N se uThaa
o tuune meraa yaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuu hii bharosaa tuu hii sahaaraa paravaradigaaraa}%
\film{Shamaa Parawaanaa}%
\year{1954}%
\starring{Shammi Kapoor, Suraiya}%
\singer{Suraiya}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12592 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

aa
( tuu hii bharosaa tuu hii sahaaraa
paravaradigaaraa paravaradigaaraa ) \-2
tuu hii bharosaa

( kahane lagii hai ab dil kii dha.Dakan
mushkil hai paanaa saahil kaa daaman ) \-2
tuu hii badal de qisamat kaa dhaaraa
paravaradigaaraa paravaradigaaraa
tuu hii bharosaa

khaalii na jaaye.n merii du_aa_e.n \-2
ik baar sun le dil kii sadaaye.n \-2
apanaa samajh ke tujhako pukaaraa
paravaradigaaraa paravaradigaaraa
tuu hii bharosaa tuu hii sahaaraa
paravaradigaaraa paravaradigaaraa
tuu hii bharosaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
