% ISB File: Shapath_1997.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chuum le mere gaalo.n ko}%
\film{Shapath}%
\year{1997}%
\starring{Mithun, Jackie, Harish, Ramya Krishnan, Vinita, Karina Grover, Kader}%
\singer{Baabu}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chuum le mere gaalo.n ko chuum le mere haatho.n ko
chuum le mere baalo.n ko
raat kyaa gazab kii aa_ii hai hosh me.n nahii.n dono.n hai.n
bekhudii bhii kyaa chhaa_ii hai
chuum le mere baalo.n \threedots

mausam mastaanaa hai aashiq diivaanaa hai
maane na jiyaa dha.Dake hai ye kyaa naadaanii hai
pyaasii javaanii hai baaho.n me.n bhar ke haa.n haa.n
chain luuT le meraa ye kaisii a.nga.Daa_ii
aa lagaa luu.n siine se kah rahii hai tanhaa_ii
zulfo.n ke saa_e me.n rahane de
chuum le merii aa.Nkho.n ko
chuum le mere baalo.n \threedots

sholaa bha.Dakaataa hai kitanaa ta.Dapaataa hai
kyo.n duur jaataa hai
mastii to chhaane de garmii to aane de
karane de ko_ii to khataa
TuuTataa badan meraa khumaar kar degaa
mastii kaa aalam hai rut hai suhaanii
chuum le mere gaalo.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hai ba.Daa anaa.Dii muNDaa goraa ra.ng dekh ke}%
\film{Shapath}%
\year{1997}%
\starring{Mithun, Jackie, Harish, Ramya Krishnan, Vinita, Karina Grover, Kader}%
\singer{Sadhana Sargam}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

hai ba.Daa anaa.Dii rabbaa isako samajhaanaa
ishq me.n hai Duubaa ko_ii isako samajhaanaa
terii javaanii kaa nishaanaa ho gayaa
mu.nDaa goraa ra.ng dekh ke diivaanaa ho gayaa

hosh meraa kho gayaa hai hosh me.n na laanaa
aa merii dilajaanii zaraa aa.Nkh to milaanaa
terii javaanii kaa nishaanaa ho gayaa
mu.nDaa goraa ra.ng dekh ke \threedots

jahaa.N jahaa.N jaatii huu.N vo vahaa.N vahaa.N aataa hai
sapane sajaataa hu_aa mere nakhare uThaataa hai
ye to paagal ho gayaa hai
raato.n ko jagaataa hai
kaise bataa_uu.n ki kaise kaise sataataa hai
mushkil ise to samajhaanaa ho gayaa
mu.nDaa goraa ra.ng dekh ke \threedots

chhuune de chhuune de tere gore gore gaalo.n ko
aajaa mai.n sa.nvaaruu.n tere kaale kaale baalo.n ko
meraa dil to kho gayaa hai
tere hii khyaalo.n me.n aa_ii hai pyaar kii bahaar
ka_ii saalo.n me.n shamaa ko dekhe paravaanaa ho gayaa
mu.nDaa goraa ra.ng dekh ke \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ishq aur pyaar kaa ... tho.Daa intazaar kaa mazaa liiji_e}%
\film{Shapath}%
\year{1997}%
\starring{Mithun, Jackie, Harish, Ramya Krishnan, Vinita, Karina Grover, Kader}%
\singer{Altaf Raja}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ishq aur pyaar kaa mazaa liiji_e
tho.Daa intazaar kaa mazaa liiji_e
dil\-e\-bekaraar kaa mazaa liiji_e
tho.Daa intazaar kaa mazaa liiji_e
mazaa liiji_e mazaa liiji_e mazaa liiji_e

bekhyaal ho ga_e hai.n hosh me.n naa laa_i_e
aa_i_e kariib aake aa.Nkho.n se pilaa_i_e
aa.Nkho.n se bhii khumaar kaa mazaa lii_ji_e
tho.Daa intazaar kaa \threedots

o o aadhii raat Dhal chukii hai chaa.Ndanii javaan hai
ko_ii badahavaas hai to ko_ii badagumaan hai
ho o husn ke nikhaar kaa mazaa liiji_e
tho.Daa intazaar kaa \threedots

mastiyaa.n hai.n bekhudii hai chaahato.n kaa jaam hai
na to ko_ii bebasii hai na to ko_ii kaam hai
din hai aitabaar kaa mazaa liiji_e
tho.Daa intazaar kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{le le le yaar jaam se tuu ... chusakii chusakii}%
\film{Shapath}%
\year{1997}%
\starring{Mithun, Jackie, Harish, Ramya Krishnan, Vinita, Karina Grover, Kader}%
\singer{Kumar Sanu}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aah chusakii chusakii aa haa haa
chusakii chusakii chusakii
le le le yaar jaam se tuu is dilabar ke naam se tuu chusakii

a.nguurii paanii mastii kii ravaanii
aa_ii kas ke javaanii ba.Dii suhaanii
le le le yaar jaam se \threedots

mahabuubaa ko bhulaanaa jo chaahe jism ko dabaanaa
are kuchh soch mere yaaraa le pyaar se tuu chusakii

saath me.n ek hasiinaa ho raat ko chaa.Nd sitaaro.n kii
are mastii vaalii baate.n ho.n mahafil me.n kuchh yaaro.n kii 
kuchh na soch mere yaaraa
le le le yaar jaam se \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{muNDe aur ku.Diyaa.n Disko bhaa.nga.Daa karane}%
\film{Shapath}%
\year{1997}%
\starring{Mithun, Jackie, Harish, Ramya Krishnan, Vinita, Karina Grover, Kader}%
\singer{Bali Brahmbhat}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ku.Dii ku.Dii ku.Dii ku.Dii ku.Dii
mu.nDe aur ku.Diyaa.n Disko bhaa.nga.Daa karane aaye hai.n
haayo rabbaa haayo rabbaa
aise karane vaalii saarii chiize.n laa_ii hai
mu.nDe aur ku.Diyaa.n \threedots

milanaa hai mil kar kisii bahaane se
raat ko na roko kisii paravaane se
ham khul ke kare.nge pyaar ki ab kisii se na_iyo.n Daranaa
mu.nDe aur ku.Diyaa.n \threedots

mausam hai piine kaa pii lo yaar dilabar kii aa.Nkho.n se
haayo rabbaa haayo rabbaa
usakii ravaanii kaa sokhiyaa.n zi.ndagaanii kaa
luuT le mazaa javaanii kaa
ham khul ke kare.nge pyaar ki ab na_iyo.n Daranaa
mu.nDe aur ku.Diyaa.n \threedots

inako bataa_o ye javaanii kaa mazaa hai
do gha.Dii do pal kaa nashaa hai
inako samajhaa_o ye zid par a.D ga_e hai.n
ki mu.nDe biga.D ga_e hai.n
are sab ke sab hairaan pa.De hai.n
puuchhoo inake ghar jaake pa.Dhanaa likhanaa bhuul ga_e hai.n
ye ku.Diyo.n ke hosh u.Daate hai.n
vaqt inake aage hai par ye biga.D ga_e hai.n
mu.nDe aur ku.Diyaa.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
