% ISB File: Sharaabi_1984.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{de\-de pyaar de}%
\film{Sharaabi}%
\year{1984}%
\starring{Amitabh Bachchan, Jaya Prada, Om Prakash, Pran, Deepak Parashar, Suresh Oberoi, Mukri}%
\singer{Kishore/ Asha}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11632 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

de\-de pyaar de
de\-de pyaar de pyaar de pyaar de\-de hame.n pyaar de \-2
duniyaa vaale kuchh bhii samajhe.n ham hai.n prem diivaane
jahaa.N bhii jaa_e.N tujhe pukaare.n gaa ke prem taraane
de\-de pyaar de \threedots

aane ko to roz hii aate suuraj\-chaa.Nd\-sitaare
ho phir bhii a.Ndherii hai ye duniyaa tuu hii raah dikhaa_e
prem\-pyaar\-sukh\-chain kii varShaa terii nazar se barase
ye dukh\-dard kii aag me.n bhii ko_ii dil naa pyaasaa tarase
de\-de pyaar de \threedots

yahaa.N dilo.n ke biich kha.Dii jo vo diivaar giraa de
haa.N dil me.n so_ii\-so_ii aisii pyaar kii jot jagaa de
pyaar ho dil me.n to lagatii hai saarii duniyaa pyaarii
ham saarii duniyaa ke saarii duniyaa hamaarii
de\-de pyaar de \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{intahaa ho ga_ii, i.ntazaar kii}%
\film{Sharaabi}%
\year{1984}%
\starring{Amitabh, Jayaprada}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{}%

% Transliterator: Anurag Shankar <anurag@cis.brown.edu>
% Credits: Sumeet K. Hingorani <sumeet@happy.cc.utexas.edu>
%          Anurag Juneja <juneja-anurag@CS.YALE.EDU>
%          Shashikant Joshi <rava0002@gold.tc.umn.edu>
% Editor: Rajiv Shridhar <rajiv@hendrix.coe.neu.edu> 

\printtitle
#indian

kishor: intahaa ho ga_ii, i.ntazaar kI
	aaI na kuchh khabar, mere yaar kI
	ye hame.n hai yaqii.n, bevafaa vo nahii.n
	phir vajah kyaa huI, i.ntazaar kii, intahaa ho\threedots

	baat jo hai usame.n baat vo yahA.N kahI.n nahI.n kisii me.n
	vo hai merii, bas hai merii, shor hai yahii galii galii me.n
	saath saath vo hai mere Gam me.n mere dil kii har khushii me.n
	zi.ndagii me.n vo nahI.n to kuchh nahI.n hai merii zi.ndagii me.n
	bujh na jaaye ye shamaa, aitabaar kii
	intahaa ho\threedots

lataa: 	o, mere sajanaa, lo mai.n aa gaI
	are, logo.n ne diye ho.nge ba.De ba.De nazaraane 
	lAI huu.N mai.n tere liye dil meraa
	dil yahii maa.Nge duaa ham kabhii ho.n na judaa
	dil meraa teraa hai ye dil meraa
	ye merii zi.ndagii hai terii \- 2
        tuu meraa sapana, mai.n tujhe paa ga_ii
        o, mere sajanaa, lo mai.n aa ga_ii
	laa laa\threedots

kishor: Gamo.n ke a.ndhere Dhale, bujhate sitaare jale
	dekhaa tujhe to dilo.n me.n jaan aaI
	hoTho.n pe taraane jage, aramaan diivaane jage
	baaho.n me.n aake tuu aise sharamAI
        chhaa gaI phir vohii bekhuudii
	laa laa\threedots

dono:   laa laa\threedots

kishor: vo gha.Dii kho ga_ii i.ntazaar kii
        aa ga_ii rut hasii.n, rasm\-e\-yaar kii
        ye nashaa ye khushii, ab na kam ho.n kabhii
        umr bhar na Dhale, raat pyaar kii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jahaa.N chaar yaar mil jaaye.n}%
\film{Sharaabi}%
\year{1984}%
\starring{Amitabh Bachchan, Jayaprada, Om Prakash, Pran, Ranjeet}%
\singer{Kishore, Amitabh}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Prakash Mehra}%

% Contributor: Dharmesh Patel <dxp8108@hertz.njit.edu>
%              Anand Tiwari <anand@cegt201.bradley.edu>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 10/24/1996
% Credits: Vandana Venkatesan <vvenkate@pcocd2.intel.com>
%          Ashok Dhareshwar <ADhareshwar@worldbank.org>

\printtitle
#indian

jahaa.N chaar yaar mil jaaye.n ,vahii.n raat ho gulazaar
jahaa.N chaar yaar
mahafil ra.Ngiin jame \threedots
mahafil ra.Ngiin jame, daur chale dhuum mache
nazar dekhe naye chamatakaar, jahaa.N chaar yaar\threedots

##One o'clock, in my house, there was a cat, there was a mouse##
khel rahe the, Da.nDaa gillii, chuuhaa aage, piichhe billii
chuuhe ko pa.D gaye, jaan ke laale, bolaa mujhako, ko_ii bachaa le
chuuhaa aage, piichhe billii, piichhe billii, chuuhaa aage
chuuhaa aage, piichhe billii\threedots haa!

ba.nd jharokaa, ba.nd thii khi.Dakii, biga.Dii hu_ii thii haalat usakii
mere paas thaa bharaa gilaas, pii gayaa chuuhaa saarii ##whiskey##
aka.D ke bolaa kahaa.N hai billii, dum dabaake billii bhaagii
chuuhe kii phuuTii kismat jaagii
dum dabaake billii bhaagii, chuuhe kii phuuTii kismat jaagii\threedots haa

khel ##risky## thaa \threedots
khel ##risky## thaa, ##whiskey## ne kiyaa be.Daa paar
khel ##risky## thaa \threedots
mahafil ra.Ngiin jame, daur chale dhuum mache
nazar dekhe naye chamatakaar, jahaa.N chaar yaar\threedots

ek thaa ##husband##, ek thii ##wife##, ##miserable## thii unakii ##life##
##drunkard husband, fighter wife##, dhiire\-dhiire shauhar aka.Daa
roz ke jhaga.De, roz ke lafa.De, lafa.De jhaga.De aur jhaga.De lafa.De
lafa.De jhaga.De, jhaga.De lafa.De, jhaga.De lafa.De, lafa.De jhaga.De

biivii kii thii ek sahelii, usane usako kuchh samajhaayaa
tab biivii kii samajh me.n aayaa, raat ko shauhar pii ke aayaa
daravaaze par phir chillaayaa, aa ii o uu
us din biivii ban ga_ii bholaa, ku.nDii kholii ha.Ns ke bolii
jaan\-e\-tamannaa, a.ndar aao, pahale to kuchh khaao vaao
phir bistar par ho.ngii baate.n ba.De pyaar se kaTe.ngii raate.n

shauhar chau.nkaa, bhuule se mai.n yah kis ke ghar aa gayaa, yaar?
merii biivii mujhe kabhii bhii nahii.n de sakatii itanaa pyaar!
shauhar bistar chho.D ke bhaagaa, ku.nDii taalaa to.D ke bhaagaa
bhaagaa re bhaagaa re bhaagaa re bhaagaa re, haa! 

bolaa devii maaf kiijie, mere saath zaraa inasaaf kiijie
mujh ko apane ghar jaanaa hai, varanaa biivii phir maaregii
us din biivii hosh me.n aaii, ba.nd ho ga_ii saarii la.Daaii
nafarat haarii ulfat jiitii, luTii khushii phir lauT ke aaii
aaii re aaii re aaii re aaii re, haa! 

phir biivii ne itanaa diyaa pyaar piinaa chhuuT gayaa
phir dono.n aise mile pyaar me.n hii Duub gae
pyaar agar mile to har nashaa hai bekaar
jahaa.N chaar yaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{log kahate hai.n mai.n sharaabii huu.N}%
\film{Sharaabi}%
\year{1984}%
\starring{Amitabh, Jayaprada}%
\singer{Kishore, Asha}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Anjaan, Prakash Mehra}%

% Contributor: Ashish S Bokil (abokil@hubcap.clemson.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)

\printtitle
#indian

ham ham huu.N ham ham de re naa aa aa aa aa aa.N 

log kahate hai.n mai.n sharaabii huu.N \- 2
tumane bhii shaayad yahii soch liyaa hA.n \threedots
log kahate hai.n mai.n sharaabii huu.N 

kisiipe husn kA guruur javaanii kA nashaa 
kisiike dil pe mohabbat kii ravaanii kA nashaa 
kisiiko dekhe saa.Nso.n se ubharataa hai nashaa 
binaa piye bhii kahii.n had se guzarataa hai nashaa 
nashe mai.n kaun nahii.n hai.n mujhe batAo zaraa 
kise hai hosh mere saamane to laao zaraa 
nashaa hai sab pe magar ra.ng nashe kA hai judaa 
khilii khilii huii subah pe hai shabanam kA nashaa 
havaa pe khushabuu kA bAdal pe hai rimajhim kA nashaa 
kahii.n suruur hai khushiyo.n kA kahii.n Gam kA nashaa 
nashaa sharaab mai.n hotA to nAchatii botal 
maikade jhuumate paimaano.n mai.n hotI halachal 
nashaa sharaab mai.n hotA to naachatii botal 
nashe mai.n kaun nahii.n hai.n mujhe batAo zaraa \- 2
log kahate hai.n mai.n sharaabii huu.N \- 2
tumane bhii shaayad yahii soch liyaa 
log kahate hai.n mai.n sharaabii huu.N 
tho.Dii aa.Nkho.n se pilaa de re sajanii dIvaanii \- 2
tujhe mai.n tujhe mai.n tujhe naulakkhaa ma.ngaa duu.ngaa sajanii divaanii 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{manzilo.n pe aa ke luTate ... manzile.n apanii jagah hai.n}%
\film{Sharaabi}%
\year{1984}%
\starring{Amitabh Bachchan, Jaya Prada}%
\singer{Kishore}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Anjaan, Prakash Mehra}%

% Contributor:  Vivek Vohra (vivek@oz.che.rochester.edu)
% Transliterator: Vivek Vohra (vivek@oz.che.rochester.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

manzilo.n pe Ake luTate hai.n dilo.n ke kaaravaa.N
kashtiyaa.n saahila pe aksara, Duubatii hai.n pyaara kii

manzile.n apanii jagaha hai.n raaste apanii jagaha \- 2
jaba kadama hii saatha naa de.n, to musaafir kyaa kare
yuu.N to hai hamadard bhii aura hamasafara bhii hai meraa \- 2
ba.Dhake koI haatha naa de, dila bhalaa phira kyaa kare
manzile.n apanii jagaha hai.n raaste apanii jagaha 

Duubane vaale ko tinake kaa sahaaraa hii bahuta
dil bahala jaae fakata, itanaa ishaaraa hii bahuta
itane para bhii aasamaa.N vaalaa giraa de bijaliyaa.N
koI batalaade zaraa ye Duubataa phira kyaa kare
manzile.n apanii jagaha hai.n raaste apanii jagaha 

pyaar karanaa jurma hai to, jurm hamase ho gayaa
kaabil\-e\-maafii huaa karate nahii.n aise gunaaha
sa.ngadila hai ye jahaa.N aura sa.ngadila meraa sanama
kyaa kare.n josh\-e\-zunuu.n aura hau.nsalaa phira kyaa kare
manzile.n apanii jagaha hai.n raaste apanii jagaha 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
