% ISB File: Sheesham_1952.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{baje baa.Nsarii chale saa.Nwarii hoye baa.Nwarii ho}%
\film{Sheesham}%
\year{1952}%
\starring{Nutan, Nasir, Kuldeep, Gope}%
\singer{Lata}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Udhav Kumar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005

\printtitle
#indian

( baje baa.Nsarii chale saa.Nwarii hoye baa.Nwarii ho
saarii duniyaa payaar kii ) \-2

chhunak chhunak morii baaje re payaliyaa
Thumak Thumak le ke chalii huu.N gagariyaa
Thumak Thumak le ke chalii
laage naa najariyaa baalii hai umariyaa
bole hai gujariyaa ho
duniyaa mauj bahaar kii

baje baa.Nsarii chale saa.Nwarii hoye baa.Nwarii ho
saarii duniyaa payaar kii

( chamak chamak man mohe re titaliyaa ho
kuhuu kuhuu huu bole Daalo.n pe koyaliyaa ho ) \-2
harii hai Dagariyaa phuulo.n kii nagariyaa
chhaayii hai badariyaa ho
sudh bhuulii sansaar kii

baje baa.Nsarii chale saa.Nwarii hoye baa.Nwarii ho
saarii duniyaa payaar kii

lahar lahar hawaa laharaaye baalo.n ko
chaTak maTak chhuu jaaye gore gaalo.n ko
chaTak maTak chhuu jaaye
Kushii kaa zamaanaa mausam hai suhaanaa
mujhe naa sataanaa ho
mai.n chhorii nambaradaar kii

( baje baa.Nsarii chale saa.Nwarii hoye baa.Nwarii ho
saarii duniyaa payaar kii ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong 
\stitle{banaa_ii hai itanii ba.Dii jisane duniyaa}% 
\film{Sheesham}%
\year{1952}% 
\starring{Nutan, Nasir, Kuldeep, Gope}% 
\singer{Lata}% 
\music{Roshan}% 
\lyrics{Kaif Irfani}% 

% Contributor: Srinivas Ganti 
% Transliterator: Hrishi Dixit 
% Date: Nov 20 2000 
% Comments: LATAnjali series 

\printtitle 
#indian 

banaa_ii hai itanii ba.Dii jisane duniyaa 
use TuuTe dil ka banaanaa na aayaa 
banaanaa na aayaa 
judaa to kiyaa usane hamako milaakar 
judaa kar diyaa to milaanaa na aayaa 
milaanaa na aayaa 

sunaa hai ke usane sitaare banaaye 
sunaa hai ke usane sitaare banaae 
diye sai.nka.Do.n aasmaa.N par jalaaye 
aasmaa.N par jalaaye 
bujhaa jo hamaaraa chiraag\-e\-tamannaa 
use ye diyaa to jalaanaa na aayaa 
jalaanaa na aayaa 

ye aaho.n ke shole ye ashqo.n kii laDiyaa.N 
ye aaho.n ke shole ye ashqo.n kii laDiyaa.N 
ye rotii sii aa.Nkho.n men saavan kii jha.Diyaa.N 
saavan kii jha.Diyaa.N 
jigar me.n lagaa dii hai ye aag kisane 
ke daaman bhii hamako bachaanaa na aayaa 
bachaanaa na aayaa 

banaa_ii hai itanii ba.Dii jisane duniyaa 
use TuuTe dil ka banaanaa na aayaa 
banaanaa na aayaa 

#endindian 
\endsong 

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ek jhuuThii sii tasallii wo mujhe de ke chale}%
\film{Sheesham}%
\year{1952}%
\starring{Nutan, Nasir, Kuldeep, Gope}%
\singer{Mukesh}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Zia Sarhadi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com
% Credits: Afzal A Khan

\printtitle
#indian

( ek jhuuThii sii tasallii wo mujhe de ke chale
meraa dil le ke chale ) \-2

( tere waado.n ke sahaare pe jiye jaaye.nge ham
sahate jaaye.nge sitam ) \-2
sahate jaaye.nge sitam
raaz ye tere siwaa aur ko_ii jaan na le

meraa dil le ke chale
ek jhuuThii sii tasallii

( apane biimaar ko wo dekhane aaye the magar
lii naa kuchh dil kii Kabar ) \-2
lii naa kuchh dil kii Kabar 
bujh na jaaye ye diyaa yuu.N ke jalaaye na jale

meraa dil le kar chale
ek jhuuThii sii tasallii wo mujhe de ke chale
meraa dil le ke chale

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{is paa.Nch man ke jism se ... dil ho gayaa shanTii flaiT}%
\film{Sheesham}%
\year{1952}%
\starring{Nutan, Nasir, Kuldeep, Gope}%
\singer{Kishore}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Nazim Panipati}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005

\printtitle
#indian

is paa.Nch man ke jism se kyaa faayadaa hame.n
are pahaluu me.n le ke baiThe hai.n hai.n hai.n dil do chhaTaak kaa

dil ho gayaa shanTii flaiT
yaa rabbaa Kair ho durakiT\-e\-muu ho durakiT\-e\-muu
ho kiyaa yaar ne anTii flaiT
yaa rabbaa Kair ho durakiT\-e\-muu ho durakiT\-e\-muu

chalaa jab nazar kaa chaakuu
hu_aa dil chham chhamaakuu
mai.n ho gayaa aakuu baakuu
ho merii ho ga_ii Dhibarii TaiT
yaa rabbaa Kair ho durakiT\-e\-muu ho durakiT\-e\-muu
dil ho gayaa shanTii flaiT
yaa rabbaa Kair ho durakiT\-e\-muu ho durakiT\-e\-muu

aise us yaar ne taa.Daa
chalaa dil pe kulhaa.Daa
kulhaa.Daa
kulhaa.Daa
ye kaisaa phaTakaa maaraa
haay mujhe kar gayaa lamb laiT
yaa rabbaa Kair ho durakiT\-e\-muu ho durakiT\-e\-muu
dil ho gayaa shanTii flaiT
yaa rabbaa Kair ho durakiT\-e\-muu ho durakiT\-e\-muu

pa.Daa jab prem me.n ghaaTaa
to bikaa apanaa aaTaa
lagaa wo chaa.NTaa phaa.NTaa
are mai.n ho gayaa chaTTam chaiT
yaa rabbaa Kair ho durakiT\-e\-muu
ho durakiT\-e\-muu
dil ho gayaa shanTii flaiT
yaa rabbaa Kair ho durakiT\-e\-muu ho durakiT\-e\-muu
ho kiyaa yaar ne anTii flaiT
yaa rabbaa Kair ho durakiT\-e\-muu ho durakiT\-e\-muu

( jhampak lampaa dil wil bampaa
jhampak lampaa dil wil bampaa
yaa rabbaa Kair ho yaa rabbaa Kair
piT\-e\-muu durakiT\-e\-muu piT\-e\-muu ) \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{merii nazare.n paakaTamaar}%
\film{Sheesham}%
\year{1952}%
\starring{Nutan, Nasir, Kuldeep, Gope}%
\singer{Shamshad}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Madhuraj}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005
% lyricist Madhuraj is Madhukar Rajasthani

\printtitle
#indian

( merii nazare.n a ra ra
merii nazare.n paakaTamaar
sambhaalo sambhaalo dil ke paakaT ko
mai.n kahuu.Ngii biich bajaar
sambhaalo dil ke paukeT ko ) \-2

( shahar kii huu.N mai.n baa.Nkii chhorii
dekh rahe kyaa
dekh rahe kyaa chorii chorii ) \-2
chorii chorii
aa.Nkho.n me.n a ra ra
aa.Nkho.n me.n aa.Nkhe.n Daal
sambhaalo sambhaalo dil ke paakaT ko
mai.n kahuu.Ngii biich bajaar
sambhaalo dil ke paukeT ko

( khele uma.ngo.n se dekho jawaanii
sun naKaro.n se
sun naKaro.n se merii kahaanii ) \-2
merii kahaanii
merii baate.n a ra ra
merii baate.n lachchhedaar
sambhaalo sambhaalo dil ke paakaT ko
mai.n kahuu.Ngii biich bajaar
sambhaalo dil ke paukeT ko

( luuT chukii mai.n laakho.n dilo.n ko
milaa nahii.n jo
milaa nahii.n jo luuTe mujhako ) \-2
luuTe mujhako
mai.n Dhuu.NDh a ra ra
mai.n to Dhuu.NDh Dhuu.NDh ga_ii haar
sambhaalo sambhaalo dil ke paakaT ko
mai.n kahuu.Ngii biich bajaar
sambhaalo dil ke paukeT ko

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{muskuraahaT tere ho.nTho.n kii meraa si.ngaar hai}%
\film{Sheesham}%
\year{1952}%
\starring{Nutan, Nasir, Kuldeep, Gope}%
\singer{Lata}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005

\printtitle
#indian

( muskuraahaT tere ho.nTho.n kii meraa si.ngaar hai
tuu hai jab tak zi.ndagii me.n zi.ndagii se pyaar hai ) \-2

mai.nne kab maa.Ngii muhobbat kab kahaa tum pyaar do
kab kahaa tum pyaar do
pyaar tumako kar sakuu.N itanaa mujhe adhikaar do
itanaa mujhe adhikaar do
merii na_iyaa kii tumhaare haatho.n me.n patawaar hai
tuu hai jab tak zi.ndagii me.n zi.ndagii se pyaar hai

mere kaajal me.n bharaa hai ra.ng terii tasviir kaa
ra.ng terii tasviir kaa
saamane hai tuu mere ehasaan hai taqadiir kaa
ehasaan hai taqadiir kaa
terii aa.Nkho.n me.n basaayaa mai.nne ik sa.nsaar hai
tuu hai jab tak zi.ndagii me.n zi.ndagii se pyaar hai
muskuraahaT tere ho.nTho.n kii meraa si.ngaar hai
tuu hai jab tak zi.ndagii me.n zi.ndagii se pyaar hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sapano.n me.n aanaa chhe.D chhe.D jaanaa}%
\film{Shisham}%
\year{1952}%
\starring{Nutan, Nasir, Kuldeep, Gope}%
\singer{Lata, Mukesh}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

sapano.n me.n aanaa chhe.D chhe.D jaanaa
siikhaa kahaa.N se mere balam ne
hai ik navelii naar alabelii
ha.Ns ke luTaayaa dil jis pe ham ne

Dol gayii duniyaa merii
terii nazar jo jhukii \-2
aaj huii tujh ko khabar
mai.n to (kab se terii ho chukii) \-2
rah kar nazar me.n
aa.Nkho.n ke ghar me.n
ye bhii na jaanaa bhole priitam ne
sapano.n me.n aanaa \threedots

jiit liyaa ham ne jahaa.N
tuu jo hamaaraa huaa \-2
dekh liyaa jab se tujhe
jiinaa gavaaraa huaa \-2
jo kuchh thaa meraa
aaj huaa teraa
kismat badal lii aapas me.n ham ne
sapano.n me.n aanaa \threedots

matavaalii terii adaa
man ko mere bhaa gayii \-2
nazaro.n se nazare.n milii
nii.nd aa.Nkho.n me.n aa gayii \-2
cha.nchal mastaanii
chau.nkii javaanii
kuchh is tarah se dekhaa sanam ne

jo kuchh thaa meraa aaj huaa teraa
kismat badal lii aapas me.n ham ne

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sataayegaa kise tuu aasamaa.N}%
\film{Sheesham}%
\year{1952}%
\starring{Nutan, Nasir, Kuldeep, Gope}%
\singer{Mukesh}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: Nimish Pachapurkar
% Transliterator: Nimish Pachapurkar
% Comments:Geetanjali Series
% Credtis: Srinivas Ganti
% Date: 6 November 2002

\printtitle
#indian

sataayegaa kise tuu aasamaa.N jab ham nahii.n ho.nge
diye hai.n tuune aise Gam kabhii jo kam nahii.n ho.nge

(sitaare TuuTane se aasamaa.N kaa kyaa biga.Dataa hai,
aasamaa.N kaa kyaa biga.Dataa hai) \2
kamii kyaa hogii duniyaa me.n agar ik ham nahii.n ho.nge
sataayegaa \threedots

(hai.n jab tak ham tabhii tak dushmanii hai ham se duniyaa ko,
dushmanii hai ham se duniyaa ko) \2
yahii duniyaa hame.n Dhuu.NDhegii ham jis dam nahii.n ho.nge
sataayegaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
