% ISB File: ShinShinaakiBooblaaBoo_1952.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{are baabaa, ye ha.Nsii baabaa, ye Kushii baabaa}%
\film{Shin Shinaaki Booblaa Boo}%
\year{1952}%
\starring{Rehana, Ranjan}%
\singer{Lata, Kishore, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{P L Santoshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com
% Kosh does not mention Kishore's name in singer, but he speaks
% some words in it.

\printtitle
#indian

la \:	are baabaa, are baabaa
	ye ha.Nsii baabaa, ye Kushii baabaa
	sab kuchh hai maujuud yahaa.N phir
	kyuu.N ye bebasii baabaa

ko \:	are baabaa, are baabaa
	ye ha.Nsii baabaa, ye Kushii baabaa
	sab kuchh hai maujuud yahaa.N phir
	kyuu.N ye bebasii baabaa
	are baabaa, are baabaa
	are baabaa re baabaa re baabaa re baabaa re baabaa re baabaa re baabaa

la \:	( ishq ke bando.n ne kahaa khaa ke ye qasam
	ajii ishq kii sharaab kabhii hotii nahii.n kam ) \-2
	pii lo pii lo ek baar miTe laakho.n Gam \-2
ki \:	are bandhuu isiliye to
la \:	haa.N baabaa apii baabaa, abaa baabaa
	ha.Ns le baabaa 

ko \:	sab kuchh hai maujuud yahaa.N phir
	kyuu.N ye bebasii baabaa

	( are baabaa, are baabaa
	ye ha.Nsii baabaa, ye Kushii baabaa
	sab kuchh hai maujuud yahaa.N phir
	kyuu.N ye bebasii baabaa
	are baabaa, are baabaa ) \-2
	are baabaa re baabaa re baabaa re baabaa re baabaa re baabaa re baabaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ba.De suuramaa ban ke ... kaise hai.n mizaaj kahiye}%
\film{Shin Shinaaki Booblaa Boo}%
\year{1952}%
\starring{Rehana, Ranjan}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{P L Santoshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com
% Credits: asadkidwai at yahoo.com

\printtitle
#indian

ba.De suuramaa ban ke nikale the ghar se
ke bijalii giraa de.nge guzare.n jidhar se
o shekhii rahii wo naa daavaa rahaa wo
are ulajhe pa.De hai.n kisii kii nazar se

kahiye
kaise hai.n mizaaj kahiye kaise hai.n mizaaj
( kaise hai.n mizaaj kahiye kaise hai.n mizaaj
ba.De Kushanasiib ham hai.n aap aaye aaj, jo aap aaye aaj ) \-2

ye aap hii kaa ghar hai ghabaraa_iye nahii.n
e jii ghabaraa_iye nahii.n
sharm burii chiiz hai sharamaa_iye nahii.n
e jii sharamaa_iye nahii.n
le liijiye jo chaahiye aap hii kaa raaj \-2

ba.De Kushanasiib ham hai.n aap aaye aaj, jo aap aaye aaj
kaise hai.n mizaaj kahiye kaise hai.n mizaaj
ba.De Kushanasiib ham hai.n aap aaye aaj, jo aap aaye aaj

Kaatiir karuu.N kyaa aap kii batalaa_iye huzuur
e jii batalaa_iye huzuur
mai.n to paa ke hai.n aap mujhase duur
hai.n aap mujhase duur
mai.n aap kii is bedilii kaa kyaa karuu.N ilaaj \-2

ba.De Kushanasiib ham hai.n aap aaye aaj, jo aap aaye aaj
kaise hai.n mizaaj kahiye kaise hai.n mizaaj
ba.De Kushanasiib ham hai.n aap aaye aaj, jo aap aaye aaj

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kuchh chuhale.n ho.n ... jo na teraa diiwaanaa ho}%
\film{Shin Shinaaki Booblaa Boo}%
\year{1952}%
\starring{Rehana, Ranjan}%
\singer{Lata, Kishore, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{P L Santoshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

ki \:	kuchh chuhale.n ho.n kuchh charche ho.n
	kuchh gaanaa aur bajaanaa ho
	itane me.n parde se kahii.n jo chham se teraa aanaa ho
	kaun hai aisaa mahafil me.n jo na teraa diiwaanaa ho
	jo na teraa diiwaanaa ho

ko \: ek baar jo parde se phir chham se teraa aanaa ho
	kaun hai aisaa mahafil me.n jo na teraa diiwaanaa ho

la \:	( kisakii kaun adaa kab bhaa_ii
	yaa mai.n jaanuu.N yaa wo jaane ) \-2
	yuu.N to ek shamaa jalatii hai
	laakho.n phirate hai.n parawaane
	socha samajh kar is mahafil me.n aane waale aanaa

ki \:	kaun hai aisaa mahafil me.n jo na teraa diiwaanaa ho
	jo na teraa diiwaanaa ho

la \:	( ye dhuum rahe ye ra.ng rahe
	mahafil yuu.Nhii aabaad rahe ) \-2
	ko_ii baat nahii.n jo mai.n naa rahuu.N
	lekin merii bas yaad rahe
	ko_ii parii ruh saamane aa ke
	kar ga_ii dil diiwaanaa ho

ki \: ek baar jo parde se phir chham se teraa aanaa ho
	kaun hai aisaa mahafil me.n jo na teraa diiwaanaa ho
ko \: ek baar jo parde se phir chham se teraa aanaa ho
	kaun hai aisaa mahafil me.n jo na teraa diiwaanaa ho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saa.nii re ghar ghar me.n ek chor}%
\film{Shin Shinaaki Booblaa Boo}%
\year{1952}%
\starring{Rehana, Ranjan}%
\singer{Lata, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{P L Santoshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

la \:	saa.nii re \-6
	ghar ghar me.n ek chor saa.nii \-2
	ghar ghar me.n ek chor

ko \:	saa.nii re \-4
	ghar ghar me.n ek chor saa.nii \-2
	ghar ghar me.n ek chor
la \:	saa.nii re

	tuu bhaktii kaa diyaa jalaava_ii
	chor bujhaava_ii baatii
	o
	tuu bhaktii kaa diyaa jalaava_ii
	chor bujhaava_ii baatii
	luuT jaaye sab maal Kazaanaa
	din dekhe naa raatii re
	din dekhe naa raatii
	haath kise ke aava_ii naa wo \-2
	laakh kare ko_ii shor
	saa.nii ghar ghar me.n ek chor \-2

ko \:	saa.nii re \-4
	ghar ghar me.n ek chor saa.nii \-2
	ghar ghar me.n ek chor
la \:	saa.nii re

	o
	tere dekhate ghar me.n aayaa
	ghar me.n aayaa tere dekhate
	ro le
	kaisaa jaaduu Daalaa tujhape
	tuu kuchh bhii naa bole re
	tuu kuchh bhii naa bole
	tan man baa.Ndh liye hai.n dono.n \-2
	baa.Ndh karam kii Dor
	saa.nii ghar ghar me.n ek chor \-2

ko \:	saa.nii re \-4
	ghar ghar me.n ek chor saa.nii \-2
	ghar ghar me.n ek chor
la \:	saa.nii re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{shin shinaa kii buubalaa buu}%
\film{Shin Shinaaki Booblaa Boo}%
\year{1952}%
\starring{Rehana, Ranjan}%
\singer{Lata, Chitalkar}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{P L Santoshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

chi \:	( shin shinaa kii
la \:	buubalaa buu ) \-3
do \:	do hai.n jism ek hai ruuh
	buubalaa buu \-3

la \:	shin ye puuchhe buubalaa
	ye to bataa buubalaa
	ishq hai kyaa buubalaa
	buubalaa ai buubalaa
chi \:	mai.n bataa_uu.N kyaa bhalaa
	phir bhii ye huu.N jaanataa
	ishq Kud ko Dhuu.NDhane kii justajuu hai justajuu
do \:	do hai.n jism ek hai ruuh
	buubalaa buu \-3
	shin shinaa kii buubalaa buu \-3
	do hai.n jism ek hai ruuh
	buubalaa buu \-3

la \:	mai.n jo puuchhuu.N mai.n huu.N kyaa
chi \:	mai.n jo kah duu.N kuchh nahii.n
la \:	mai.n ye puuchhuu.N tuu huu.N kyaa
chi \:	mai.n jo kah duu.N kuchh nahii.n
do \:	dono.n kuchh nahii.n magar
	tuu hai mai.n aur mai.n huu.N tuu
	do hai.n jism ek hai ruuh
	buubalaa buu \-3
	shin shinaa kii buubalaa buu \-3
	do hai.n jism ek hai ruuh
	buubalaa buu \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tum kyaa jaano tumhaarii yaad me.n ham kitanaa roe}%
\film{Shin Shina ki Babla Boo}%
\year{1952}%
\starring{Rehana, Ranjan}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{P L Santoshi}%

% Contributor:  (sharmav@wmich.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

tum kyaa jaano, tumhArI yaad me.n
ham kitanaa roe \- 2
rain guzaarI taare gin, gin \- 2
chain se jab tum soye
ham kitanaa roe

kitane baadal ghire gagan me.n,
ghirake phir naa barase,
pyaas bujhaa kar dil hii dil me.n
kitanaa ta.Dape tarase
dard hamAraa dil jaane yaa \- 2
nainaa khoye, khoye
ham kitanaa roye

kitanI kaliyaa.n khilii.n chaman me.n
khilake phir murajhaa gayii.n
aas dilaa kar bhole man ko
baar, baar samajhaa gaI.n
roke javaanI kaaTii jisane \- 2
nainaa roe, roe,
ham kitanaa roe

tum kyaa jaano (2), tumhaarI yaad me.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye khilatii kalii ko_ii le ... Takkaa la_ii kalii da_ii}%
\film{Shin Shinaki Bubla Boo}%
\year{1952}%
\starring{}%
\singer{Lata, Chitalkar}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{P L Santoshi}%

% Contributor: Neha Desai
% Date: June 8, 1999
% Comments: LATAnjali series

\printtitle
#indian

la:
   ye~ khilatii kalii ko_ii le
   ye~ ha.Nsatii kalii ko_ii le

chi:
   da_ii

la:
   haa.N da_ii, Takkaa la_ii, haa.N da_ii, kalii da_ii
   Takkaa la_ii, haa.N kalii da_ii, haa.N Takkaa la_ii la_ii la_ii kalii da_ii
   haa.N da_ii, Takkaa la_ii, haa.N da_ii, kalii da_ii
   Takkaa la_ii, haa.N kalii da_ii, haa.N Takkaa la_ii la_ii la_ii kalii da_ii

   le lo gulaab le lo~
   khilataa shabaab le lo~
   lailaa kii aarzuu_e.n majanuu ke Kvaab le lo
   chaahat kaa ra.ng nayaa ulfat kii khushabuu na_ii ko_ii la_ii?

chi:
   haa.N la_ii

ko:
   haa.N la_ii, kalii la_ii, haa.N da_ii, Takkaa da_ii
   kalii la_ii, haa.N Takkaa da_ii, haa.N kalii la_ii la_ii la_ii takkaa da_ii
   haa.N la_ii, kalii la_ii, haa.N dai, Takkaa da_ii
   kalii la_ii, haa.N Takkaa da_ii haa.N kalii la_ii la_ii la_ii Takkaa da_ii

la:
   puuchhe tuu bol kyaa hai
   phuulo.n kaa mol kyaa hai

   de de jo jii me.n aaye dil me.n TaTol kyaa hai
   aayegii phir na maalan kuuche se gayii to gayii ko_ii la_i?

chi:
   haa.N la_ii

ko:
   haa.N la_ii, kalii la_ii, haa.N da_ii, Takkaa da_ii
   kalii la_ii, haa.N Takkaa da_ii, haa.N kalii la_ii la_ii la_ii takkaa da_ii
   haa.N la_ii, kalii la_ii, haa.N dai, Takkaa da_ii
   kalii la_ii, haa.N Takkaa da_ii haa.N kalii la_ii la_ii la_ii Takkaa da_ii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
