% ISB File: ShirinFarhad_1975(PAKISTAN).txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai shahar ke logo sun lo ham pyaar se baaz na aaye.nge}%
\film{Shirin Farhad (Pakistani-Film)}%
\year{1975}%
\starring{Mohammad Ali, Zeba}%
\singer{Mehdi Hasan}%
\music{Khurshid Anwar}%
\lyrics{Qateel Shifai}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], Aug 02, 2004
% Credits: Irfan
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

ai shahar ke logo
sun lo
ai shahar ke logo sun lo ham pyaar se baaz na aaye.nge
tum jitane zaKm lagaa_oge ham utane jashn manaaye.nge
shahar ke logo sun lo ham pyaar se baaz na aaye.nge
sun lo
ai shahar ke logo

tum laakh sitam iijaad karo dilawaalo.n ko barabaad karo
ham pyaar kii haar na maane.nge jo chaaho tum bedaad karo
ham dilawaale diiwaane hai.n jo guzaregii sah jaaye.nge
shahar ke logo sun lo ham pyaar se baaz na aaye.nge
sun lo
ai shahar ke logo

zaKmo.n kii zabaa.N to ko_ii nahii.n bolegii magar gulara.ng zamii.n
Tapakegaa lahuu kaa jo qataraa aayegii sadaa shiirii shiirii
shiirii shiirii
ye naam sajaa kar ho.NTho.n par ham giit wafaa kaa gaaye.nge
shahar ke logo sun lo ham pyaar se baaz na aaye.nge
sun lo
ai shahar ke logo

tum kah do jaakar shaaho.n se in jhuuThe adal\-panaaho.n se
jab ishq hamaaraa machalegaa tuufaan uThe.nge aaho.n se
is shahar pe bijalii TuuTegii ye mahal bhasam ho jaaye.nge
shahar ke logo sun lo sun lo sun lo sun lo

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{haa.N ishq meraa diiwaanaa ye diiwaanaa mastaanaa}%
\film{Shirin Farhad (Pakistani-Film)}%
\year{1975}%
\starring{Mohammad Ali, Zeba}%
\singer{Mehdi Hasan, Female Voice, Chorus}%
\music{Khurshid Anwar}%
\lyrics{Qateel Shifai}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], Aug 02, 2004
% Credits: Irfan
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

haa.N ishq meraa diiwaanaa ye diiwaanaa mastaanaa
teshe ko banaa kar apanaa qalam likhegaa nayaa afasaanaa
ishq meraa diiwaanaa ye diiwaanaa mastaanaa

is ishq me.n aisii mastii hai jo dilawaalo.n kii jaan bane
simaTe to Dhale kuchh aaho.n me.n phaile to yahii tuufaan bane
phaile to yahii tuufaan bane
za.nziir se bhii shamashiir se bhii
qisamat kii likhii tahariir se bhii aataa hai ise Takaraanaa
ishq meraa diiwaanaa ye diiwaanaa mastaanaa

maaluum na thaa diiwaane ko yuu.N apanaa muqaddar TuuTegaa
teshaa to chalegaa patthar par patthar kii jagah dil TuuTegaa
ab rote hai.n aramaan mere sab Kaab huye viiraan mere
ha.Nsataa hai dekh zamaanaa

Female \:	farahaad tujhe kis baat kaa Dar jab terii wafaa hai saath tere
	chuume.ngii chaTTaane tere qadam terii hii du_aa hai saath tere
	ai dekh idhar o dekh udhar is vaadii me.n us choTii par
	hai tujhape jamii.n shiirii kii nazar ab usakii laaj nibhaanaa
	ishq meraa diiwaanaa ye diiwaanaa mastaanaa
	teshe ko banaa kar apanaa qalam likhegaa nayaa afasaanaa
	ishq meraa diiwaanaa likhegaa nayaa afasaanaa

do \:	haa.N ishq meraa diiwaanaa likhegaa nayaa afasaanaa
me \:	ai ishq madad \-5

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kirano.n ke jhuulo.n se ... chalii aa}%
\film{Shirin Farhad (Pakistani-Film)}%
\year{1975}%
\starring{Mohammad Ali, Zeba}%
\singer{Mehdi Hasan, Irene Parveen, Chorus}%
\music{Khurshid Anwar}%
\lyrics{Qateel Shifai}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], Aug 02, 2004
% Credits: Irfan
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

me \:	kirano.n ke jhuulo.n se
	 u.Date baguulo.n se
	gaate hayuulo.n se aage chalii aa
ko \:	chalii aa \-3
me \:	mahak ban ke phuulo.n se aage chalii aa
ko \:	aa aa aa aa

me \:	Kayaalo.n me.n tujhako bahot mai.nne chaahaa \-2
	magar saamane hai nayaa ek duraahaa
	hayuulaa nahii.n mai.n badan chaahataa huu.N
	sabaa kii bajaahe.n chaman chaahataa huu.N
ko \:	chaman chaahataa huu.N \-2
me \:	adhuurii bahaaro.n se
	dhu.Ndhale nazaaro.n se
	mubaham ishaaro.n se aage chalii aa
ko \:	chalii aa \-3
me \:	ab in chaa.Nd\-taaro.n se aage chalii aa
ko \:	aa aa aa aa

% mubaham: hidden/ concealed

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{shiirii.n shiirii.n shiirii.n jaan\-e\-farahaad}%
\film{Shirin Farhad (Pakistani-Film)}%
\year{1975}%
\starring{Mohammad Ali, Zeba}%
\singer{Mehdi Hasan, Irene Parveen, Chorus}%
\music{Khurshid Anwar}%
\lyrics{Qateel Shifai}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], Aug 02, 2004
% Credits: Irfan
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

aa haa haa haa
aa haa haa
shiirii.n shiirii.n shiirii.n jaan\-e\-farahaad
aa haa haa haa
aa haa haa

aa haa haa
uu.Nchii diiwaaro.n se mahalo.n miinaaro.n se
haa haa haa
Takaraayaa pyaar apanaa in shaharayaaro.n se
in shaharayaaro.n se in taazadaaro.n se
jiitaa hai farahaad
aa haa haa haa
aa haa haa
shiirii.n shiirii.n shiirii.n jaan\-e\-farahaad
aa haa haa haa
aa haa haa

shaharo.n me.n gaa.Nvo.n me.n ban me.n saharaa_o.n me.n
naachegaa diiwaanaa zulfo.n kii chaa.Nvo.n me.n
zulfo.n kii chaa.Nvo.n me.n za.njiir paa.Nvo.n me.n
aur dil hai aazaad
shiirii.n shiirii.n shiirii.n jaan\-e\-farahaad
aa haa haa haa
aa haa haa

aa haa haa
shiirii.n kii galiyo.n me.n kaa.NTe bhii kaliyaa.N hai.n
aa haa haa
bikharii fazaa_o.n me.n ambar kii Daliyaa.N hai.n
ambar kii Daliyaa.N hai.n wo ra.ng\-raliyaa.N hai.n
jannat hai aabaad
aa haa haa haa
aa haa haa
shiirii.n shiirii.n shiirii.n jaan\-e\-farahaad
aa haa haa haa
aa haa haa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
