% ISB File: Shri420_1955.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dil kaa haal sune dilavaalaa}%
\film{Shree 420}%
\year{1955}%
\starring{Raj Kapoor, Nargis, Nadira}%
\singer{Manna De}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%	   Arun Verma (verma@cs.cornell.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

dil kaa haal sune dilavaalaa
siidhii sii baat na mirch masaalaa
kahake rahegaa kahanevaalaa
dil kaa haal sune dilavaalaa

chhoTe se ghar me.n gariib kaa beTaa
mai.n bhii huu.N maa.N ke nasiib kaa beTaa (2)
ranj\-o\-Gam bachapan ke saathii
aa.Ndhiyo.n me.n jalii jiivan baatii
bhuukh ne hai.n ba.De pyaar se paalaa
dil kaa haal sune dilavaalaa

(haay karuu.N kyaa suurat aisii
gaa.nThake puure chor ke jaisii \- 2)
chalataa phirataa jaanake ek din
binaa dekhe pahachaan ke ek din
baa.ndhake le gayaa pulisavaalaa
dil kaa haal sune dilavaalaa

buu.Dhe daarogaa ne chashme se dekhaa     (2)
aage se dekhaa piichhe se dekhaa
uupar se dekhaa niiche se dekhaa
bolaa ye kyaa kar baiThe ghoTaalaa
haay ye kyaa kar baiThe ghoTaalaa
ye to hai thaanedaar kaa saalaa,  
dil kaa haal sune dilavaalaa

Gam se abhii aazaad nahii.n mai.n
Kush magar aabaad nahii.n mai.n  (2)
ma.nzil mere paas kha.Dii hai
paa.Nv me.n lekin be.Dii pa.Dii hai
Taa.nga detaa hai daulatavaalaa,  
dil kaa haal sune dilavaalaa

sun lo magar ye kisii se na kahanaa
tinake kaa leke sahaaraa na bahanaa (2)
bin mausammal haar na gaanaa
aadhii raat ko machchil laanaa
varanaa paka.D legaa pulisavaalaa
dil kaa haal sune dilavaalaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{iichak daanaa biichak daanaa}%
\film{Shree 420}%
\year{1956}%
\starring{Nargis, Raj Kapoor, Nadira}%
\singer{Lata, Mukesh}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: Sunil Kabra, K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Credits: Neha Desai

\printtitle
#indian

lata :    iichak daanaa biichak daanaa daane uupar daanaa, iichak daanaa
          chhajje uupar la.Dakii naache, la.Dakaa hai diivaanaa, iichak daanaa

lata :    ek jaanavar aisaa jisake dum par paisaa
          sar pe bhii taaj hai baadashaah ke jaisaa
          o~
          baadal dekhe chham\-chham naache albelaa masataanaa, iichak daana
          bolo kyaa?
bachche : mor
          iichak daanaa, biichak daanaa   \threedots

lata :    harii thii man bharii thii, laakh motii ja.Dii thii
          raajaa jii ke baaG me.n dushaalaa o.Dhe kha.Dii thii
          o~
          kachche\-pakke baal hai.n usake mukha.Daa hai suhaanaa, iichak daanaa
          bolo kyaa?
raaj :    buDDhii
bachche : bhuTTaa

lata :    chhoTii sii chhokarii laal_baa_ii naam hai
          pahane vo ghaagharaa ek paisaa daam hai
          o~
          mu.Nh me.n sabake aag lagaaye aataa hai rulaanaa, iichak daanaa
          bolo kyaa? bolo na
bachche : mich.rii

mukesh :  iichak daanaa biichak daanaa daane uupar daanaa, iichak daanaa
          chhajje uupar la.Dakii naache, la.Dakaa hai diivaanaa, iichak daanaa

          chaale.n vo chalakar dil me.n samaayaa
          aa hii gayaa vo, kiyaa hai safaayaa
          tum bhii dekho bachakar rahanaa chakkar me.n na aanaa, iichak daanaa
lata :    Gam?
raaj :    dhat! ham!

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{meraa juutaa hai jaapaanii, ye pataluun i.nglistaanii}%
\film{Shree 420}%
\year{1955}%
\starring{Raj Kapoor, Nargis}%
\singer{Mukesh}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Transliterator:  Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: Satyan R. Coorg (satyan@au-bon-pain.lcs.mit.edu)
% Editor:  Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

meraa juutaa hai jaapaanii, ye pataluun i.ngalistaanii
sar pe laal Topii ruusii, phir bhii dil hai hi.ndustaanii
meraa juutaa\threedots

nikal pa.De hai.n khulii sa.Dak par
apanaa siinaa taane \- (2)
ma.nzil kahaa.N kahaa.N rukanaa hai
uupar vaalaa jaane \- (2)
ba.Dhate jaaye.n ham sailaanii, jaise ek dariyaa tuufaanii
sar pe laal\threedots

uupar niiche niiche uupar
lahar chale jiivan kii \- (2)
naadaa.N hai.n jo baiTh kinaare
puuchhe.n raah vatan kii \- (2)
chalanaa jiivan kii kahaanii, rukanaa maut kii nishaanii
sar pe laal\threedots

ho.nge raaje raajaku.Nvar ham
biga.De dil shahazaade \- (2)
ham si.nhaasan par jaa baiThe
jab jab kare.n iraade \- (2)
suurat hai jaanii pahachaanii, duniyaa vaalo.n ko hairaanii
sar pe laal\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mu.D mu.D ke na dekh, mu.D mu.D ke}%
\film{Shree 420}%
\year{1955}%
\starring{Raj Kapoor, Nargis, Nadira}%
\singer{Asha, Manna De}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

mu.D mu.D ke na dekh, mu.D mu.D ke
zi.ndagaanii ke safar me.n tuu akelaa hii nahii.n hai
ham bhii tere hamasafar hai.n

aaye gaye ma.nzilo.n ke nishaa.N
laharaa ke jhuumaa jhukaa aasamaa.N
lekin rukegaa na ye kaaravaa.N
aha ha ha aa~~
mu.D mu.D ke na dekh   \threedots

mu.D mu.D ke na dekh, mu.D mu.D ke
zi.ndagaanii ke safar me.n tuu akelaa hii nahii.n hai
ham bhii tere hamasafar hai.n, he!
mu.D mu.D ke na dekh   \threedots

naino.n se nainaa jo milaa ke dekhe
mausam ke saath muskuraa ke dekhe
duniyaa usiikii hai jo aage dekhe
mu.D mu.D ke na dekh   \threedots

duniyaa ke saath jo badalataa jaaye
jo isake Dhaa.Nche me.n hii Dhalataa jaaye
duniyaa usiikii hai jo chalataa jaaye
mu.D mu.D ke na dekh   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pyaar huaa iqaraar huaa hai}%
\film{Shree 420}%
\year{1955}%
\starring{Raj Kapoor, Nargis, Nadira}%
\singer{Manna De, Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

pyaar huaa iqaraar huaa hai
pyaar se phir kyo.n Darataa hai dil
(kahataa hai dil, rastaa mushkil
maaluum nahii.n hai kahaa.N ma.nzil ) \- 2
pyaar huaa iqaraar huaa \threedots

dil kahe is maa.ng ko, mai.n taaro.n se sa.nvaar duu.N
tumase nayaa sa.nsaar luu.N, tumako nayaa sa.nsaar duu.N
chaa.Nd aur suuraj, diip gagan ke
is dharatii pe utaar duu.N
aahaa haa aahaa haa, aa \threedots
pyaar huaa iqaraar huaa \threedots

raato.n daso.n dishaao.n se, kahe.ngii apanii kahaaniyaa.N
priit hamaare pyaar kii, doharaae.ngii javaaniyaa.N
mai.n na rahuu.Ngii, tum na rahoge
phir bhii rahe.ngii nishaaniyaa.N
aahaa haa aahaa haa, aa \threedots
pyaar huaa iqaraar huaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ramayyaa vastaavayyaa ... mai.nne dil tujhako diyaa}%
\film{Shree 420}%
\year{1955}%
\starring{Raj Kapoor, Nargis}%
\singer{Rafi, Mukesh, Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

ramayyaa vastaavayyaa, ramayyaa vastaavayyaa \- 2
maine dil tujhako diyaa \- 2
haa.N ramayyaa vastaavayyaa, ramayyaa vastaavayyaa 

naino.n me.n thii pyaar kii roshanii
terii aa.Nkho.n me.n ye duniyaadaarii na thii
tuu aur thaa teraa dil aur thaa
tere man me.n ye miiThii kaTaarii na thii
mai.n jo dukh paauu.N to kyaa, aaj pachhataauu.N to kyaa
maine dil tujhako diyaa \- 2
haa.N ramayyaa vastaavayyaa, ramayyaa vastaavayyaa \threedots

us desh me.n tere parades me.n
sone chaa.ndii ke badale me.n bikate hai.n dil
is gaa.Nv me.n dard kii chhaa.nv me.n
pyaar ke naam par hii ta.Dapate hai.n dil
chaa.Nd taaro.n ke tale, raat ye gaatii chale
maine dil tujhako diyaa \- 2
haa.N ramayyaa vastaavayyaa, ramayyaa vastaavayyaa \threedots

aa \threedots
yaad aatii rahii dil dukhaatii rahii
apane man ko manaanaa na aayaa hame.n
tuu na aae to kyaa bhuul jaae to kyaa
pyaar karake bhulaanaa na aayaa hame.n
vahii.n se duur se hii, tuu bhii ye kah de kabhii
maine dil tujhako diyaa \- 2
haa.N ramayyaa vastaavayyaa, ramayyaa vastaavayyaa \threedots

rastaa vahii aur musaafir vahii
ek taaraa na jaane kahaa.N chhup gayaa
duniyaa vahii duniyaavaale vahii
koii kyaa jaane kisakaa jahaa.N luT gayaa
merii aa.Nkho.n me.n rahe, kaun jo tujhase kahe
maine dil tujhako diyaa \- 2
haa.N ramayyaa vastaavayyaa, ramayyaa vastaavayyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tumhe qasam hai merii ... o jaane vaale mu.D ke zaraa}%
\film{Shree 420}%
\year{1955}%
\starring{Raj Kapoor, Nargis}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu)
% Credits: Satish Kalra
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Comments : This is the obverse of the fast and pacy mu.D mu.D ke na dekh

\printtitle
#indian

## Slow: ## tumhe qasam hai merii
	dila ko yuu.N naa ta.Dapaao
	ye iltijaa hai ke
	mu.Da mu.Da ke dekhate jaao

## Fast: ## o jaanevaale mu.Dake zaraa dekhate jaanaa
	zaraa dekhate jaanaa
	o jaanevaale mu.Dake zaraa dekhate jaanaa
	zaraa dekhate jaanaa
	dila to.D ke to chala diye mujhako naa bhulaanaa
	zaraa dekhate jaanaa

	fariyaad kar rahI hai.n khaamosh nigaahe.n, khaamosh nigaahe.n \- 2
	aa.Nsuu kii taraha aa.Nkh se mujhako naa giraanaa
	zaraa dekhate jaanaa
	o jaanevaale mu.Dake zaraa dekhate jaanaa
	zaraa dekhate jaanaa

	qismat ne kahaa.N aa kar merii baat bigaa.Dii, merii baat bigaa.Dii
	ma.nzil pe aa ke luTaa mere dil kaa Kazaanaa
	zaraa dekhate jaanaa
	o jaanevaale mu.Dake zaraa dekhate jaanaa
	zaraa dekhate jaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
