% ISB File: SilsilaaHaiPyaarKaa_1999.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aaj raat aa_egaa mazaa diivaane ho jaa_e.nge fidaa}%
\film{Silsilaa Hai Pyaar Kaa}%
\year{1999}%
\starring{Chandrachud Singh, Karisma Kapoor}%
\singer{Chitra}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aaj raat aa_egaa mazaa diivaane ho jaa_e.nge fidaa
jaaduu hai merii adaa_o.n me.n mastii nigaaho.n me.n
aa merii baaho.n me.n aa
aaj raat aa_egaa \threedots

har dil pe hai chhaayaa rahaa merii aashiqii kaa nashaa
mai.n chaahatii kisako yahaa.n kisii ko nahii.n hai pataa
aaj raat aa_egaa \threedots

saa.Nse.n ba.Dii bechain hai.n labo.n pe hasii.n daastaa.n
tanhaa_iiyaa.n kahane lagii.n na duurii rahe daramiyaa.n
aaj raat aa_egaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dekhaa maamaa ... maan lo tum meraa kahanaa}%
\film{Silsilaa Hai Pyaar Kaa}%
\year{1999}%
\starring{Chandrachud Singh, Karisma Kapoor}%
\singer{Udit Narayan, Vinod Rathod, Chandrachud Singh, Shakti Kapoor}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

dekhaa maamaa jitanii kii shaadiyaa.n utanii hu_ii barabaadiyaa.n
ab to ##full stop## hai naa

o bhaa.nje ye vo laDDuu hai jo khaa_e vo pachhataa_e jo na khaa_e vo bhii pachhataa_e
teraa maamaa huu.N lekin ab maamaa nahii.n banane vaalaa bhaa.nje

ai maamaa haa.N bhaa.nje
kuchh bolo ai suno
maan lo tum meraa kahanaa aisii ku.Diyo.n se bach ke rahanaa
jo kahatii hai.n shaadii karo karake maro haa.N
maan lo tum meraa kahanaa
ai maamaa \threedots

ho jaal mohabbat kaa ye pahale bichhaatii hai.n
phir u.Date pa.nchhii ko ye pi.njare me.n laatii hai.n haa.N
chho.Do he ham kyaa anaa.Dii hai.n kah do are ham bhii shikaarii hai.n
ai maamaa \threedots

tum kaho jo maamaa hamako vo karanaa hai
shaadii vaadii karake kyaa hamako maranaa hai haai.N
haa.N bha.nvare ham to hazaaro.n ke aashiq ham to sitaaro.n ke
ai maamaa \threedots

Thiik jaa rahe ho bachche

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{lo lo jii mai.n aa ga_ii har dil pe chhaa ga_ii}%
\film{Silsilaa Hai Pyaar Kaa}%
\year{1999}%
\starring{Chandrachud Singh, Karisma Kapoor}%
\singer{Alka Yagnik}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

lo lo jii mai.n aa ga_ii har dil pe chhaa ga_ii
jo bhii yahaa.n mujhako dekhe vo to yahii ha.Ns ke bole vaah re vaah
lo lo jii mai.n aa ga_ii haa.N

ruup hai sirf dhokhaa pahachaan le
haa.N baat dil kii diivaane ab maan le
o merii jaan maanegaa naa kahanaa meraa pachhtaa_egaa
lo lo jii mai.n \threedots

hosh me.n aa anaa.Dii zaraa soch le
haa.N kyaa se kyaa ho ga_ii mai.n zaraa dekh le
jaan\-e\-vafaa tujhape meraa jaaduu nayaa chal jaa_egaa
lo lo jii mai.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pa.Dosan ke ghar kal raat bhar}%
\film{Silsilaa Hai Pyaar Kaa}%
\year{1999}%
\starring{Chandrachud Singh, Karisma Kapoor}%
\singer{Anuradha Paudwal, Chorus}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

pa.Dosan ke ghar kal raat bhar bajatii rahii.n chuu.Diyaa.n
chhan chhanaa chhan chhan chhan chhanaa chhan chhan
jalatii rahii mai.n machalatii rahii mai.n bajatii rahii.n chuu.Diyaa.n
chhan chhanaa chhan chhan chhan chhanaa chhan chhan

karavaT badalatii rahii nii.nd naa aa_ii
nikalii ka_ii baar dil se duhaa_ii
kabhii aise kabhii vaise Dhal gayaa vaqt ho ga_ii sahar
pa.Dosan ke ghar \threedots

mai.n haal apanaa bataa_uu.n to kaise
dard\-e\-jigar bhii dikhaa_uu.n to kaise
vo na jaane vo na maane meraa dilabar ba.Daa bekhabar
pa.Dosan ke ghar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{suno suno la.Dakiyo.n ... aa yippii yaa yuu}%
\film{Silsilaa Hai Pyaar Kaa}%
\year{1999}%
\starring{Chandrachud Singh, Karisma Kapoor}%
\singer{Amit Kumar, Chorus}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

suno suno la.Dakiyo.n dekho zaraa pyaar se
socho hai kyaa faayadaa aisii takaraar se
piichhe piichhe aanaa nahii.n hame.n samajhaanaa nahii.n
ham aa_e.nge na haath me.n ke ham hai.n titaliyaa.n
aa yippii yaa yuu aa yippii yaa_e ye aa yippii yaa yuu aa haa
suno suno la.Dakiyo.n \threedots

merii jaa.n ai he ruko to ai he
sharaarat kyuu.n tum karatii ho
mujhe to ai he pataa hai ai he
hasii.n ho mujhape maratii ho
aa_o na aise kariib tum ke ham hai.n titaliyaa.n
aa yippii yaa yuu \threedots

ye maanaa ai he hasii.n ho ai he
bhalaa kyuu.n aise aka.Datii ho
nigaahe.n ai he milaa lo ai he
ajii kyuu.n hamase la.Datii ho
maanoge aise na baat jo to de.nge gaaliyaa.n
aa yippii yaa yuu \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye dil diivaanaa hai kahanaa na maane}%
\film{Silsilaa Hai Pyaar Kaa}%
\year{1999}%
\starring{Chandrachud Singh, Karisma Kapoor}%
\singer{Kumar Sanu, Anuradha Paudwal}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

dil diivaanaa hai ye dil to diivaanaa hai
ye dil diivaanaa hai kahanaa na maane
ye dil too paagal hai kuchh bhii na jaane
ye dil diivaanaa \threedots

kyaa bataa_uu.n hu_aa kyaa ise
chaahataa har gha.Dii bas tujhe
ye dil diivaanaa \threedots

tho.Daa tho.Daa karaar hai tho.Daa tho.Daa khumaar hai
jaaduu jagaayaa nigaaho.n ne terii
dil dha.Dakaayaa adaa_o.n ne terii
diivaanagii ba.Dhane lagii kyuu.n bhalaa
ye dil diivaanaa \threedots

honaa thaa jo vo ho gayaa
dil ko khonaa thaa kho gayaa
chhaane lagaa hai muhabbat kaa nashaa
mai.n to na jaanuu.n hu_aa hai mujhe kyaa
na chain hai na hosh hai kyaa karuu.n
ye dil diivaanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye silasilaa hai pyaar kaa ye chalataa rahegaa}%
\film{Silsilaa Hai Pyaar Kaa}%
\year{1999}%
\starring{Chandrachud Singh, Karisma Kapoor}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kaise kahuu.n ke dil ko terii justajuu nahii.n
ye aur baat hai ke merii kismat me.n tuu nahii.n

ye silasilaa hai pyaar kaa ye chalataa rahegaa
tujhe dekh ke dil machalataa rahegaa
ye silasilaa hai \threedots

shaayad havaa naa chalegii phuulo.n me.n bhii khushbuu na hogii
tujhe chaahuu.ngii mai.n tujhe paa_uu.ngii mai.n
ye merii tamannaa tujhe nahii.n pataa
ye silasilaa hai \threedots

kyaa hai muhabbat kaa jaaduu hotii hai kyaa bekaraarii
ye ab jaanaa maine ye ab samajhaa maine
kahii.n chain aa_e naa ab tere binaa
ye silasilaa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
