% ISB File: Sindoor_1947.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kisii ke madhur pyaar me.n}%
\film{Sindoor}%
\year{1947}%
\starring{Kishor Sahu, Shameem, Paro, Sushil Sahu}%
\singer{Naseem Akhtar, Sushil Sahu}%
\music{Khemchand Prakash}%
\lyrics{Neelkanth Tiwari}%

% Contributor : dhananjay naniwadekar
% Date :  17 feb 2004
% Comments : GEETanjali Series.
%    Filmistan. Dir - Kishor Sahu. Film - si.nduur
%    nasim nasiim susheel sushiil saahuu sahoo saahoo

\printtitle
#indian

na : kisii ke madhur pyaar me.n man meraa kho gayaa
su : jiivan kii har galii me.n meraa chaa.Nd ha.Ns gayaa
na : mai.n ho gayii kisii kii, koii meraa ho gayaa
do : kisii ke madhur pyaar me.n  \threedots

su : ban ban ke taare naino.n me.n sapane chamak uThe
na : har a.ng me.n uma.ng ke gahane damak uThe
su : haa.N chupake chupake jab se koii man me.n bas gayaa
na : mai.n ho gayii kisii kii  \threedots

su : rah\-rah ke mere dil se hai kahataa kisii kaa dil
na : haa.n, ek hii ma.nzil,  hai apanii ek hii ma.nzil
su : ham ek hii ma.nzil pe chale.n, ho na kabhii duur
na : ham ek hii dil se chale, ho naa kabhii duur
su : ban jaaye.n merii priit terii maa.ng kaa si.nduur
na : haa.N chupake chupake jab se koii man me.n bas gayaa
     mai.n ho gayii kisii kii  \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ko_ii roke use aur ye kah de kuchh apanii nishaanii detaa jaa}%
\film{Sindoor}%
\year{1947}%
\starring{Kishor Sahu, Shamim, Paro, Gulab, Rajendra, Mehmood}%
\singer{Ameerbai}%
\music{Khemchand Prakash}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12125 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

( ko_ii roke use aur ye kah de
kuchh apanii nishaanii detaa jaa ) \-2
gar ye bhii tujhe manzuur nahii.n
to yaad bhii apanii letaa jaa

miiraa kii zubaa.N chup hai lekin
aa.Nkhe.n ro\-ro kar ye kahatii hai.n
( jis dil ko ta.Dapataa chho.D chalaa
us dil ke tuka.De letaa jaa ) \-2

mai.n miT jaa_uu.N to miT jaa_uu.N \-2
tuu shaad rahe aabaad rahe \-2
( o jaane waale Thahar zaraa
is dil kii du_aaye.n letaa jaa ) \-2

ko_ii roke use aur ye kah de
kuchh apanii nishaanii detaa jaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o duniyaa banaane waale kyaa yahii hai duniyaa terii}%
\film{Sindoor}%
\year{1947}%
\starring{Kishor Sahu, Shamim, Paro, Gulab, Rajendra, Mehmood}%
\singer{Ameerbai}%
\music{Khemchand Prakash}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12126 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

( o duniyaa banaane waale
kyaa yahii hai duniyaa terii ) \-2

is duniyaa kii bharii sabhaa me.n \-2
luT ga_ii duniyaa merii \-2
kyuu.N luT ga_ii duniyaa merii

o duniyaa banaane waale \-2
kyaa yahii hai duniyaa terii
o duniyaa banaane waale
kyaa yahii hai duniyaa terii

dil me.n dukh ho.NTo.n par aahe.n
sar par hai.n ghanaghor ghaTaaye.n \-2
o chaa.Nd banaane waale
e chaa.Nd banaane waale
kyuu.N merii raat andherii

o duniyaa banaane waale \-2
kyaa yahii hai duniyaa terii
o duniyaa banaane waale
kyaa yahii hai duniyaa terii

dukhiyo.n ke ghar aataa hai tuu \-2
dukh kii aaG bujhaataa hai tuu \-2
o aaG bujhaane waale
kyuu.N jal ga_ii nagarii merii
jal ga_ii nagarii merii
kyuu.N jal ga_ii nagarii merii

o duniyaa banaane waale \-2
kyaa yahii hai duniyaa terii
o duniyaa banaane waale
kyaa yahii hai duniyaa terii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o ruuThe huye bhagawaan tumako kaise manaa_uu.N}%
\film{Sindoor}%
\year{1947}%
\starring{Kishor Sahu, Shamim, Paro, Gulab, Rajendra, Mehmood}%
\singer{Amirbai}%
\music{Khemchand Prakash}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10051 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

o ruuThe huye bhagawaan \-3
tumako kaise manaa_uu.N \-2
o ruuThe huye bhagawaan
( tuu hii nahii.n sunataa to kisako
haal sunaayuu.N ) \-2

tumako kaise manaa_uu.N \-2
o ruuThe huye bhagawaan
tumako kaise manaa_uu.N \-2
o ruuThe huye bhagawaan

tuufaan me.n Daalii se kalii TuuT rahii hai \-2
ik aas thii wo aas bhii ab chhuuT rahii hai \-2
is TuuTii hu_ii aas ko lekar kahaa.N jaa_uu.N \-2
lekar kahaa.N jaa_uu.N

tumako kaise manaa_uu.N \-2
o ruuThe huye bhagawaan \-2
tumako kaise manaa_uu.N \-2
o ruuThe huye bhagawaan

dil kahataa hai beTe ke liye jaan bhii dekar \-2
ik maa.N kaa ta.Dapataa hu_aa dil haath me.n lekar \-2
mai.n rotii ta.Dapatii tere darabaar me.n aa_uu.N \-2

tumako kaise manaa_uu.N \-2
o ruuThe huye bhagawaan
tumako kaise manaa_uu.N \-2
o ruuThe huye bhagawaan

jab jaag uThe mere ta.Dapane se teraa dil \-2
daaman ko paka.D kar ye pukaaregaa meraa dil \-2
dil to.D hii denaa thaa to kyuu.N maa.N ko diyaa dil
kyuu.N maa.N ko diyaa dil
duniyaa kii har ik maa.N kaa tujhako dard sunaa_uu.N \-2

tumako kaise manaa_uu.N \-2
o ruuThe huye bhagawaan
tumako kaise manaa_uu.N \-2
o ruuThe huye bhagawaan

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
