% ISB File: Sipahiya_1949.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai aa.Nkh ab naa ronaa ronaa to umr bhar hai}%
\film{Sipahiya}%
\year{1949}%
\starring{Yakub, Madhubala, Agha}%
\singer{Lata, Chitalkar}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rammurti Chaturvedi}%

% Contributor: Nimish Pachapurkar <nimishp @ hotmail.com>
% Transliterator: Nimish Pachapurkar <nimishp @ hotmail.com>
% Date: 14 Feb 2003
% Series: GEETanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

lataa : ai aa.Nkh ab naa ronaa, ronaa to umr bhar hai
      pii jaae aa.Nsuo.n ko bas vo jigar jigar hai
      ai aa.Nkh ab \threedots

chitalakar : bedard zamaanaa, yaa bedard merii qismat
          mil kar bhii mil naa paae.N, ummiid pe guzar hai
lataa :     ai aa.Nkh ab \threedots

lataa : aa.Nkho.n me.n aa ke Thaharo, yaa dil me.n aa ke Thaharo
      ye bhii tumhaaraa ghar hai, vo bhii tumhaaraa ghar hai
      ai aa.Nkh ab \threedots

dono.n : ham dil to apanaa pahale hii tum ko de chuke hai.n
lataa : ik jaan rah ga_ii hai to vo bhii ab nazar hai
      ai aa.Nkh ab \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bharosaa kar na daulat par ... aaraam ke the saathii}%
\film{Sipahiya}%
\year{1949}%
\starring{}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Arzoo Lakhnavi}%

% Contributor: Neha Desai
% Date: April 19, 1999
% Comments: LATAnjali series

\printtitle
#indian

bharosaa kar na daulat par na suurat par na chaahat par
ye duniyaa hai sadaa rahatii nahii.n jo ek haalat par

aaraam ke the saathii kyaa kyaa jab vaqt pa.Daa to ko_ii nahii.n
sab dost hai.n apane matalab ke duniyaa me.n kisii kaa ko_ii nahii.n

kal chalate the jo ishaaro.n par
kal chalate the jo ishaaro.n par
ab milatii nahii.n hai unakii nazar
ab milatii nahii.n hai unakii nazar
yaa chaahanevaale laakho.n the yaa puuchhanevaalaa ko_ii nahii.n
aaraam ke the saathii kyaa kyaa jab vaqt pa.Daa to ko_ii nahii.n
jab vaqt pa.Daa to ko_ii nahii.n

jaisaa ki hai mujh par vaqt pa.Daa
jaisaa ki hai mujh par vaqt pa.Daa
aisaa na ko_ii bebas hogaa
aisaa na ko_ii bebas hogaa
jiine ko sahaaraa ko_ii nahii.n marane ko bahaanaa ko_ii nahii.n
aaraam ke the saathii kyaa kyaa jab vaqt pa.Daa to ko_ii nahii.n
jab vaqt pa.Daa to ko_ii nahii.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chaahate ho gar ... aa.Nkhe.n la.Daanaa chho.D do}%
\film{Sipahiya}%
\year{1949}%
\starring{}%
\singer{Chitalkar}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Ram Murty Chaturvedi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 14, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

chaahate ho gar bhalaa_ii aashiqo
dil luTero.n ko luTaanaa chho.D do
shaadii kar lo zi.ndagii aaraam se kaT jaaye \-2
aa.Nkhe.n la.Daanaa chho.D do
haa.N chho.D do haa.N chho.D do

machalane waale machalate jaaye.nge
are husn ke saa.Nche me.n Dhalate jaaye.nge
pyaar karanaa aaj kal hai dillagii
dekh kar aramaan jalate jaaye.nge
bewafaa_ii kaa garam baazaar hai \-2
ab ishq kii dhajjii u.Daanaa chho.D do
haa.N chho.D do haa.N chho.D do

shaadii kar lo zi.ndagii aaraam se kaT jaaye
aa.Nkhe.n la.Daanaa chho.D do
haa.N chho.D do haa.N chho.D do

haa.N milate hai.n ha.Nsate ba.De a.ndaaz se
are baat karate jhuumate hai.n naaz se
jo kahii.n laTTuu bane barabaad ho
are duur rahanaa qasam khaa lo aaj se
musakaraaye.n gar tumhe.n wo dekh kar \-2
tum muskuraanaa chho.D do
haa.N chho.D do haa.N chho.D do

shaadii kar lo zi.ndagii aaraam se kaT jaaye
aa.Nkhe.n la.Daanaa chho.D do
haa.N chho.D do haa.N chho.D do

thaam kar dil aah bharanaa chho.D do
are unakii galiyo.n se guzaranaa chho.D do
wo balaa se tumape marate ho.n mare.n
magar tum parawaah karanaa chho.D do
dekhanaa gar chaahate ho dekh le \-2
par piichhe jaanaa chho.D do

haa.N chho.D do haa.N chho.D do

shaadii kar lo zi.ndagii aaraam se kaT jaaye
aa.Nkhe.n la.Daanaa chho.D do
haa.N chho.D do haa.N chho.D do
shaadii kar lo zi.ndagii aaraam se kaT jaaye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chalo ghuu.NghaT me.n ... gajab tore nainaa, sitam tore nainaa}%
\film{Sipahiya}%
\year{1949}%
\starring{Madhubala, Yaqub, Agha, Husnbano, Altaf, Jillobai}%
\singer{Lata, Geeta, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Ram Murty Chaturvedi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 14, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

ko \:	( chalo ghuu.NghaT me.n gu_iyaa.N chhupaa ke
	gajab tore nainaa, sitam tore nainaa ) \-2
	kare.n ghaayal ye mil ke milaa ke
	gajab tore nainaa, sitam tore nainaa

la \:	inhe.n tujhase hai pyaar, ho.a jaaye tujhape nisaar \-2
gii \:	Dar laage hamaare bahaane \-2
	kare na kahii.n auro.n pe waar
	inhe.n raakho sakhii samajhaa ke
	gajab tore nainaa, sitam tore nainaa
ko \:	chalo ghuu.NghaT me.n gu_iyaa.N chhupaa ke
	gajab tore nainaa, sitam tore nainaa
	kare.n ghaayal ye mil ke milaa ke
	gajab tore nainaa, sitam tore nainaa

gii \:	kahaa.N siikhe ye chalanaa chalaanaa
	kaho sachchii na karanaa bahaanaa
	kahaa.N siikhe
	kahaa.N siikhe ye chalanaa chalaanaa
	kaho sachchii na karanaa bahaanaa
la \:	mohe chhe.Do na
	mohe chhe.Do na ro duu.Ngii
	achchhaa na itanaa sataanaa
gii \:	kahii.n laage kisii se sharamaa ke
	gajab tore nainaa, sitam tore nainaa
ko \:	chalo ghuu.NghaT me.n gu_iyaa.N chhupaa ke
	gajab tore nainaa, sitam tore nainaa
	kare.n ghaayal ye mil ke milaa ke
	gajab tore nainaa, sitam tore nainaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dard jagaa ke, Thes lagaa ke chale gaye wo chale gaye}%
\film{Sipahiya}%
\year{1949}%
\starring{Madhubala, Yaqub, Agha, Husnbano, Altaf, Jillobai}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Ram Murty Chaturvedi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 14, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

dard jagaa ke, Thes lagaa ke
chale gaye wo chale gaye
naino.n me.n samaa ke, man ta.Dapaa ke
chale gaye wo chale gaye

chhalake aa.Nsuu to bah na sake \-2
phir ho.nTh khule kuchh kah na sake
wo dil me.n rah kar rah na sake
wo rah na sake
kyaa pyaar isii ko kahate hai.n
jo hame.n bhulaa ke chale gaye

dard jagaa ke, Thes lagaa ke
chale gaye wo chale gaye

hamane tumase aitabaar kiyaa \-2
is dil kii duniyaa waar diyaa
haay tumane bhii thaa ikaraar kiyaa
jhuuThe waade se man meraa baalam
bahalaa ke jo chale gaye

( dard jagaa ke, Thes lagaa ke
chale gaye wo chale gaye ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{du_aa dene waalo, hame.n do du_aa_e.n}%
\film{Sipahiya}%
\year{1949}%
\starring{}%
\singer{Chitalkar, Lalita Deolkar, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{P L Santoshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 14, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

la \:    du_aa dene waalo, hame.n do du_aa_e.n
chi \:    kabhii milake do dil
    kabhii milake do dil bichha.Dane na paaye.n
do \:    kabhii milake do dil bichha.Dane na paaye.n \-2
la \:    du_aa dene waalo

    na_ii raah chalanaa hame.n zi.ndagii kii \-2
    ma.nzil pe hai jisakii duniyaa Kushii kii
chi \:    chale.n aa.ndhiyaa.N
    chale.n aa.ndhiyaa.N aur ghire.n Gam ke baadal
    ghire.n Gam ke baadal
    kadam ishq ke
    kadam ishq ke Dagamagaane na paaye.n
do \:    kadam ishq ke Dagamagaane na paaye.n
    kabhii milake do dil bichha.Dane na paaye.n
la \:    du_aa dene waalo

    ( apane sa.nwariyaa sanam saajanaa ko
    raajaa rasiile ko pyaare piyaa ko ) \-2
    laakho.n tarah se hai hamane pukaaraa
    laakho.n tarah se
    laakho.n tarah se hai hamane pukaaraa
    hai hamane pukaaraa
    dekho na hamako
    dekho na hamako kahii.n bhuul jaaye.n
do \:    haa.N dekho na hamako kahii.n bhuul jaaye.n
    kabhii milake do dil bichha.Dane na paaye.n
la \:    du_aa dene waalo, hame.n do du_aa_e.n
    kabhii milake do dil bichha.Dane na paaye.n
    hame.n do du_aa_e.n
    bichha.Dane na paaye.n
    du_aa dene waalo, hame.n do du_aa_e.n
    kabhii milake do dil bichha.Dane na paaye.n
    du_aa dene waalo
    phir bichha.Dane na paaye.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ha.Nsii ha.Nsii na rahii aur Kushii Kushii na rahii}%
\film{Sipahiya}%
\year{1949}%
\starring{Yakub, Madhubala, Agha}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Arzoo Lucknowi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11382 [V S Rawat]
% Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #48 under Geetanjali #38

\printtitle
#indian

ha.Nsii ha.Nsii na rahii aur Kushii Kushii na rahii
mai.n zindagii jise samajhuu.N vo zindagii na rahii

jiyuu.N to kisake li_e aur maruu.N to kisake li_e
jo ek aas ba.Ndhii thii vo aas hii na rahii

kuchh aa ke Gam ke a.Ndhere ne aisaa gher liyaa
chiraaG jalate rahe aur roshanii na rahii

a.Ndherii raat hai ab aur bujhaa saa dil kaa diyaa
jo chaar din ke li_e thii vo chaa.Ndanii na rahii
ha.Nsii ha.Nsii na rahii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{lagaa hai kuchh aisaa nishaanaa kisii kaa}%
\film{Sipahiya}%
\year{1949}%
\starring{Madhubala, Yaqoob, Agha}%
\singer{Lata, Chitalkar}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Banvaasi}%

% Contributor: Sathya Sekar
% Transliterator: Sathya Sekar
% Date: 7 Aug 2004
% Series: GEETanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

L : lagaa hai kuCh aisaa nishaanaa kisii kaa
	ye dil ho gayaa hai diivaanaa kisii kaa

C :	mere hosh jaate rahe dekhate hii
	qayaamat haavas(?) muskuraanaa kisii kaa
	
L :	koii man me aakar ke aise basaa hai
	ki mushkil huaa bhulaanaa kisii kaa

C :	milii un se aa.Nkhe.n to bijalii sii taDapii
L :	milii un se aa.Nkhe.n to bijalii sii taDapii
	kuCh aisaa thaa aa.Nkhe.n laDaanaa kisii kaa
	ye dil ho gayaa hai diivaanaa kisii kaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere sipahiyaa hamaarii galii a_iyo}%
\film{Sipahiya}%
\year{1949}%
\starring{Madhubala, Yaqub, Agha, Husnbano, Altaf, Jillobai}%
\singer{Chitalkar, Shamshad}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Raj Kunwar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 14, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

sha \:	( mere sipahiyaa hamaarii galii a_iyo
	tumhe.n merii kasam hai tumhe.n merii kasam ) \-2

	yuu.N na jaanaa sipahiyaa ruuTh\-ruuTh ke \-2
	terii yaad me.n ro_uu.Ngii phuuT\-phuuT ke \-2
	ai jii naazuk ye dil ko na luuT\-luuT ja_iyo
	tumhe.n merii kasam hai tumhe.n merii kasam

chi \:	( tere bol jaise bakare kii byaa_u.N\-byaa_u.N
	terii baate.nhai.n kauwe kii kyaa_u.N\-kyaa_u.N ) \-2
	arii kaahe ko muft me.n tuu Tyaa_u.N\-Tyaa_u.N kar ra_iyo
	tumhe.n merii kasam hai tumhe.n merii kasam

sha \: ( tere baNDalo.n kaa charchaa hai ghar\-ghar
	 aur ha.Nsii aatii hai raat bhar\-bhar ) \-2
	ajii baat\-baat par Tar\-Tar kyuu.N karate ra_iyo
	tumhe.n merii kasam hai tumhe.n merii kasam

chi \:	ab kabhi na sataa_u.N piichhaa chho.D\-chho.D
	ab kabhi na
	ab kabhi na sataa_u.N piichhaa chho.D\-chho.D
sha \:	mujhase maafii maa.Ng le haath jo.D\-jo.D
chi \:	ajii mai.n to kadamo.n pe tere so.D\-so.D ra_iyo
	tumhe.n merii kasam hai tumhe.n merii kasam

sha \:	mere sipahiyaa hamaarii galii a_iyo
	tumhe.n merii kasam hai tumhe.n merii kasam

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
