% ISB File: Sooryavanshi_1992.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{mai.n nahii.n kahataa buzurgo.n ne kahaa hai}%
\film{Sooryavanshi}%
\year{1992}%
\starring{Salman, Sheeba, Amrita, Saeed Jafrey, Sushma Seth, Puneet Issar}%
\singer{Kumar Sanu, Asha}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Kulwant Jani}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ku \:	mai.n nahii.n kahataa bujurgo.n ne kahaa hai
	jo kahaa hai vo bhii kitanaa sach kahaa hai
	thak kar ruk jaanaa jinhe.n ma.nzuur nahii.n hai
	unake li_e ko_ii bhii ma.nzil duur nahii.n hai
	mai.n nahii.n kahataa \threedots

	zi.ndagii dariyaa hai ek bahataa hu_aa
	rokane se jo kabhii rukataa nahii.n hai \-2

aa \:	aur himmat ho agar insaan me.n
	mushqilo.n ke saamane jhukataa nahii.n
	mai.n nahii.n kahatii \threedots
ku  \:	jo kahaa hai vo \threedots
aa  \:	jo kahaa hai vo \threedots

ku  \:	maut kab aa_egii isakaa faisalaa
	zindagii milane se pahale ho chukaa
	phir ye kaisaa Dar dilo.n me.n maut kaa
	kyo.n pareshaa.n ho rahe hai.n ham bhalaa
	mai.n nahii.n kahatii \threedots
aa  \:	jo kahaa hai vo \threedots

	zindagii zindaadilii kaa naam hai
	maut kaa charchaa bhalaa ham kyo.n kare.n \-2
	aisii baate.n jin par hamaaraa bas nahii.n
	kyo.n na ham unako Kudaa par chho.D de.n
ku  \:	mai.n nahii.n kahataa \threedots
aa  \:	jo kahaa hai vo \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yah log puuchhate hai.n mujhe kitanaa pyaar hai}%
\film{Sooryavanshi}%
\year{1992}%
\starring{Salman, Sheeba, Amrita, Saeed Jafrey, Sushma Seth, Puneet Issar}%
\singer{Kavita Subramaniam, Udit Narayan}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Kulwant Jani}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

yah log puuchhate hai.n mujhe kitanaa pyaar hai
kaise bataa_uu.n tujhape dil\-o\-jaa.n nisaar hai

yah log puuchhate hai.n mujhe kitanaa pyaar hai
kaise bataa_uu.n tuu meraa hamadam hai yaar hai
hamaraaz hamasafar hai meraa hamanavaa hai tuu
dil me.n jo mere baat hai sab jaanataa hai tuu

milate hii tum se dil ko ye ehasaas ho gayaa
rishtaa meraa tumhaaraa ko_ii khaas ho gayaa
duniyaa me.n isase ba.Dhake bhii kyaa ko_ii pyaar hai
kaise bataa_uu.n tujhape \threedots

vah dostii hai jo ye karishmaa dikhaa sake
ik buu.nd me.n bhii pyaar kaa saagar samaa sake
taakat hai sirf pyaar me.n yah gul khilaa sake
patthar ko bhii taraash ke hiiraa banaa sake
tuu hii mere nasiib kii pahalii bahaar hai
kaise bataa_uu.n tujhape \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
