% ISB File: Subah_1982.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kaam naa jaane ... tum aasha vishvaas hamaare}% 
\film{Subah}%
\year{1982}%
\starring{Smita Patil}%
\singer{Lata}%
\music{Hridaynath}%
\lyrics{Narendra Sharma}%

% Contributor: Milind Bhandarkar (milind@hal.cs.uiuc.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian

kaam nA jaane, dhaam naa jaane 
jaane naa sevaa puujaa 
jaane bas itanaa ajaan ham 
ek binaa nahii duujaa 

tum aashaa vish{}vaas hamaare 
tum dharatii aakaash hamaare
raamaa \threedots 

daataa maataa tum ba.ndhu bhraataa ho 
divasa raatri sa.ndhyaa prabhaat ho 
dIpaka sUrya chandr taaraka me.n 
tum hii jyoti prakaash hamaare 
raamaa \threedots

saa.Nso.n me.n tum aate jaate 
ek tumhii.n se hai sab naate 
jIvan van ke har patajha.D me.n 
ek tumhii.n madhumaas hamaare 
raamaa \threedots 

tum hii sab me.n hai tum me.n sab 
tum hii bhav ho ho tum hii rab 
ashru hamaarii aa.Nkho.n me.n tum 
tum ho to parihaas hamaare 
raamaa \threedots 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
