% ISB File: SunehreDin_1949.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bahaaro.n ne jise chhe.Daa hai vo saaj\-e\-javaanii hai}%
\film{Sunehre Din}%
\year{1949}%
\starring{Raj Kapoor, Rehana,  Nigar, Harun, Heera Sawant}%
\singer{Mukesh}%
\music{Gyan Dutt}%
\lyrics{Shevan Rizvi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10205 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

bahaaro.n ne jise chhe.Daa hai vo saaj\-e\-javaanii hai
zamaanaa sun rahaa hai jisako vo merii kahaanii hai
bahaaro.n ne jise chhe.Daa \threedots

qasam khaa kar kisii ko jab apanaa banaa_uu.Ngaa
chaman kii Daaliyo.n se laaliyaa.N phuulo.n kii laa_uu.Ngaa
sitaaro.n ke chiraaGo.n se phir is ghar ko sajaa_uu.Ngaa
ki is duniyaa me.n mujhako ik na_ii duniyaa basaanii hai
bahaaro.n ne jise chhe.Daa \threedots

chaman me.n sabane hii gaayaa taraanaa zindagaanii kaa
magar sabase alag thaa ra.ng merii hii kahaanii kaa
fasaanaa is qadar ra.ngiin thaa merii javaanii kaa
ki jisane bhii sunaa kahane lagaa merii kahaanii hai
bahaaro.n ne jise chhe.Daa \threedots

ko_ii samajhe naa samajhe mai.n kahe detaa huu.N duniyaa se
ki mai.n duniyaa me.n huu.N matalab nahii.n rakhataa huu.N duniyaa se
kabhii kuchh dil me.n aataa hai to kah detaa huu.N duniyaa se
merii aavaaz hii merii tamannaa kii nishaanii hai
bahaaro.n ne jise chhe.Daa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil do naino.n me.n ... buraa hu_aa yaa bhalaa hu_aa}%
\film{Sunehre Din}%
\year{1949}%
\starring{Raj Kapoor, Rehana,  Nigar, Harun, Heera Sawant}%
\singer{Mukesh, Surindar Kaur}%
\music{Gyan Dutt}%
\lyrics{Deena Nath Madhok}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10204 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

su \:	dil do naino.n me.n kho gayaa buraa hu_aa yaa bhalaa hu_aa
mu \:	jo honaa thaa so ho gayaa buraa hu_aa yaa bhalaa hu_aa

su \:	maine dil se kahaa ye ulfat hai dushvaar hai.n ulfat kii raahe.n
mu \:	maine dil se kahaa jhuuThaa jag hai jhuuThe jag kii jhuuThii chaahe.n
do \:	dil phir bhii tumhaaraa ho gayaa buraa hu_aa yaa bhalaa hu_aa
	dil do naino.n me.n \threedots

su \:	jag banaa hai jab se tum hii kaho kisane dil dekar sukh paayaa
mu \:	jag banaa hai jabase tum hii kaho is husn ne kise na Thukaraayaa
do \:	dil phir bhii tumhaaraa ho gayaa buraa hu_aa yaa bhalaa hu_aa
	dil do naino.n me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.nne dekhii jag kii riit miit sab jhuuThe pa.D gaye}%
\film{Doosri Shaadi}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Shamshad, Mukesh}%
\music{Gyan Dutt}%
\lyrics{D N Madhok}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

mai.n ne dekhii jag kii riit miit sab jhuuThe pa.D gaye
o, mere baalaam itanaa dosh ki tum sa.ng nainaa la.D gaye
miit sab jhuuThe pa.D gaye   \threedots

rasiyaa sataaye hame.n jab jaan\-jaan ke
ba.Daa duHkh paayaa mai.n ne dil kaa kahaa maan ke
torii morii priit puraanii re
baalam kaahe ko biga.D gaye
miit sab jhuuThe pa.D gaye   \threedots

ek dil, duHkh hai.n zamaane bhar ke
haay re zamaane bhar ke
ham to bharose re rasiyaa bas hai.n tumhaare kar ke
mere bhole dil pe sajan kyaa jaaduu kar gaye
miit sab jhuuThe pa.D gaye   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
