% ISB File: Sursangam_1985.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{saadho aisaa hii gur bhaave}%
\film{Sursangam}%
\year{1985}%
\starring{Girish Karnad, Jayaprada}%
\singer{Anuradha Paudwal, Rajan-Sajan Mishra}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Vasant Dev}%

% Contributor: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

saadho aisaa hii gur bhaave
raag ra.ng kaa bhar bhar pyaalaa
piive aur pilaave, saadho

naad chhipaa tan me.n lay man me.n
koii ... koii pataa ... koii
koii pataa naa paave
chaa.Nd suuraj saa lochan guruu kaa
dekhe aur dikhaave, saadho \threedots

paramaha.Ns guruva.ns ruup jab
hR^iday biich biraaje
saat suro.n kii baanii merii om~
saat suro.n kii baanii merii
o.nkaar dhun gaave, saadho \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
