% ISB File: Surya_2003.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{a_ii a_ii aa ... ai chiTakuu bhaTakuu ... chal jhuume.n ham mastii me.n}%
\film{Surya}%
\year{2003}%
\starring{Milind Soman, Natanya Singh}%
\singer{Shael, Baby}%
\music{Aadesh Shrivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11770 [V S Rawat]
% Producer: Lucky Star's Entertainment Ltd, www.luckystarsentertainment.net, contact@luckystarsentertainment.net
% Director: Parto Ghosh
% Audio: Lucky Star's Entertainment
% Cassette: Royal Stereo LSFC 1013, Cost: Rs 45/-, CD: Royal Stereo LSFD 1013, Cost: Rs 55/-

\printtitle
#indian

be \:	a_ii a_ii aa \-3
ko \:	saa saa la_ii laa laa la_ii laa laa la_ii laa laa \-2
	saa saa la_ii laa laa la_ii laa laa la_ii laa laa laa

be  \:	ai chiTakuu bhaTakuu kidhar ko jaa relaa
	are bataa naa bii.Duu kaa_e ko maamaa banaa relaa
ko \:	ai chiTakuu bhaTakuu kidhar ko jaa relaa
	are bataa naa bii.Duu kaa_e ko maamaa banaa relaa

shai \:	ko_ii Kush hai ko_ii naaraaz hai kyaa ##style## hai kyaa andaaz hai
	yahaa.N to apun kaa hii raaj hai are ham saa hai ko_ii kahaa.N

	chal jhuume.n ham mastii me.n
ko \:	mastii me.n \-3
shai \:	chal ghuume.n ham mastii me.n
ko \:	mastii me.n \-2
shai \:	chal jhuume.n ham mastii me.n
ko \:	mastii me.n \-3
shai \:	chal ghuume.n ham mastii me.n

ko \:	ho
be \:	a_ii a_ii aa \-3

ko \:	hoy \-11
shai \:	tiir\-e\-nazar se kaT jaa_egii ko_ii poragii to paT jaa_egii haa
ko \:	uu
shai \:	tiir\-e\-nazar se kaT jaa_egii ko_ii poragii to paT jaa_egii
	are juhuu kii sair karaa_e.Nge saagar ke jal se nahalaa_e.Nge
ko \:	kyaa
	juhuu kii sair karaa_e.Nge saagar ke jal se nahalaa_e.Nge
	are aa_egaa yaaro.n mazaa he he he

	chal jhuume.n dil kii kashtii me.n
ko \:	kashtii me.n \-2
shai \:	chal ghuume.n ham bastii me.n
ko \:	mastii me.n
ko \:	saa saa la_ii laa laa la_ii laa laa la_ii laa laa \-2
	saa saa la_ii laa laa la_ii laa laa la_ii laa laa laa

shai \:	apanaa to ghar ye phuTapaath hai maalik to apane hii saath hai
	kyuu.N
	apanaa to ghar ye phuTapaath hai maalik to apane hii saath hai
	kabhii aam hai to kabhii Kaas hai ham to ba.De hii bindaas hai.n
	kyuu.N bii.Duu
ko \:	kabhii aam hai.n to kabhii Kaas hai.n ham to ba.De hii bindaas hai.n
shai \:	are kisako yahaa.N hai pataa
	haa.N haa.N haa.N

	chal jhuume.n apanii hastii me.n
ko \:	hastii me.n \-2
shai \:	chal ghuume.n ham bastii me.n
ko \:	mastii me.n
be  \:	ai chiTakuu bhaTakuu kidhar ko jaa relaa
ko \:	are bataa naa bii.Duu kaa_e ko maamaa banaa relaa
shai \:	ko_ii Kush hai ko_ii naaraaz hai kyaa ##style## hai kyaa andaaz hai
	yahaa.N to apun kaa hii raaj hai are ham saa hai ko_ii kahaa.N

	chal jhuume.n
ko \:	jhuume.n
shai \: ham mastii me.n
ko \:	ham
	mastii me.n \-3
shai \:	chal ghuume.n ham mastii me.n
ko \:	mastii me.n \-3
ko \:	( saa saa la_ii laa laa la_ii laa laa la_ii laa laa \-2
	saa saa la_ii laa laa la_ii laa laa la_ii laa laa laa ) \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gorii pai.njaNiyaa utaar chalii re}%
\film{Surya}%
\year{2003}%
\starring{Milind Soman, Natanya Singh}%
\singer{Vasundhara, Kirti Sagathia}%
\music{Aadesh Shrivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11768 [V S Rawat]
% Producer: Lucky Star's Entertainment Ltd, www.luckystarsentertainment.net, contact@luckystarsentertainment.net
% Director: Parto Ghosh
% Audio: Lucky Star's Entertainment
% Cassette: Royal Stereo LSFC 1013, Cost: Rs 45/-, CD: Royal Stereo LSFD 1013, Cost: Rs 55/-

\printtitle
#indian

ko \:	aa ai aa 

gorii pai.njaNiyaa utaar chalii re
chorii se nadiyaa ke paar chalii re
haay gorii pai.njaNiyaa utaar chalii re
chorii se nadiyaa ke paar chalii re

ko_ii dekh naa ko_ii hai raat so_ii\-so_ii
are dekh naa ko_ii hai raat so_ii\-so_ii
dekho harajaa_ii sajaNaa ke dvaar chalii re

ko \:	haiyaa \-14

gorii pai.njaNiyaa utaar chalii re
chorii se nadiyaa ke paar chalii re

ko \:	ho o o Dholaa saarii raat jaage\-sataave
	Dholaa nau tan aisaa kaho ko_ii lai aave

vaqt kaa taqaazaa hai dard kaa fasaanaa hai
ho o o vaqt kaa taqaazaa hai dard kaa fasaanaa hai
kaun kise samajhegaa sa.ngadil zamaanaa hai
a.Nkhiyan se a.nsuvan kii dhaar chale re
ko \:	ho ho ho
gorii pai.njaNiyaa utaar chalii re
chorii se nadiyaa ke paar chalii re
dekh naa ko_ii hai raat so_ii\-so_ii
haa.N aa.N aa.N
are dekh naa ko_ii hai raat so_ii\-so_ii
dekho harajaa_ii sajaNaa ke dvaar chalii re
ai ai ai ai

ko \:	haiyaa \-14

duur ba.Dii ma.nzil hai raah ba.Dii mushqil hai
haa.N aa.N
duur ba.Dii ma.nzil hai raah ba.Dii mushqil hai
raaz ko_ii jaane naa soch me.n pa.Daa dil hai
aa_ii bechaarii laachaar chalii re
gorii pai.njaNiyaa utaar chalii re
chorii se nadiyaa ke paar chalii re
dekh naa ko_ii hai raat so_ii\-so_ii
haa.N aa.N
are dekh naa ko_ii hai raat so_ii\-so_ii
dekho harajaa_ii sajaNaa ke dvaar chalii re
ai ai ai ai

ko \:	haiyaa \-14

gorii pai.njaNiyaa
chorii se nadiyaa

ko \:	haiyaa \-14
	o Dholaa Dholaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{halachal ajab sii ho rahii hai mere dil me.n}%
\film{Surya}%
\year{2003}%
\starring{Milind Soman, Natanya Singh}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Aadesh Shrivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11773 [V S Rawat]
% Producer: Lucky Star's Entertainment Ltd, www.luckystarsentertainment.net, contact@luckystarsentertainment.net
% Director: Parto Ghosh
% Audio: Lucky Star's Entertainment
% Cassette: Royal Stereo LSFC 1013, Cost: Rs 45/-, CD: Royal Stereo LSFD 1013, Cost: Rs 55/-

\printtitle
#indian

u \:	( halachal ajab sii ho rahii hai
	mere dil me.n \-2 ) \-2
a \:	karuu.N mai.n karuu.N kyaa karuu.N
	chaahato.n pe meraa zor chalataa nahii.n
	mai.n huu.N mushqil me.n \-2
u \:	halachal ajab sii ho rahii hai
	mere dil me.n \-2

	tujhako palako.n me.n rakh luu.N apanii baa.Nho.n me.n bhar luu.N
	haa.N tujhako palako.n me.n rakh luu.N apanii baa.Nho.n me.n bhar luu.N
	terii suurat ko jaanaa.N band aa.Nkho.n me.n kar luu.N
a \:	maane naa meraa kahanaa ko_ii isako samajhaa_e
	merii chunarii to sar se ab sarakatii hii jaa_e
u \:	chal\-chal mai.n chhupaa luu.N tujhako
	mere dil me.n \-2
a \:	karuu.N mai.n karuu.N kyaa karuu.N
	chaahato.n pe meraa zor chalataa nahii.n
	mai.n huu.N mushqil me.n \-2
	halachal ajab sii ho rahii hai
	mere dil me.n \-2

	mere pairo.n kii paayal ab to bajane lagii hai
	haa.N mere pairo.n kii paayal ab to bajane lagii hai
	mere sapano.n kii Dolii ab to sajane lagii hai
u \:	hosh me.n aa_uu.N kaise mai.n bahakane lagaa huu.N
	terii Kushbuu se o dilabar haa.N mai.n mahakane lagaa huu.N
a \:	pal\-pal pyaas ba.Dhane lagii
	mere dil me.n \-2
u \:	karuu.N mai.n karuu.N kyaa karuu.N
	chaahato.n pe meraa zor chalataa nahii.n
	mai.n huu.N mushqil me.n \-2
	halachal
a \:	halachal 
u \:	ajab sii ho rahii hai
a \:	ajab sii ho rahii hai
u \:	mere dil me.n
a \:	mere dil me.n
u \:	mere dil me.n
a \:	mere dil me.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ishq daa chhallaa haay ishq daa chhallaa}%
\film{Surya}%
\year{2003}%
\starring{Milind Soman, Natanya Singh}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik, Sneha Pant}%
\music{Aadesh Shrivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11771 [V S Rawat]
% Producer: Lucky Star's Entertainment Ltd, www.luckystarsentertainment.net, contact@luckystarsentertainment.net
% Director: Parto Ghosh
% Audio: Lucky Star's Entertainment
% Cassette: Royal Stereo LSFC 1013, Cost: Rs 45/-, CD: Royal Stereo LSFD 1013, Cost: Rs 55/-

\printtitle
#indian

ko \:	ishq daa chhallaa haay ishq daa chhallaa \-2
a \:	ishq daa chhallaa haay ishq daa chhallaa
	haay more allaa haay ishq daa chhallaa
ko \:	chha chha chha chha chhalal chhalal chhal

a \:	ise pahan ke man lalachaayaa
ko \:	ho o o o \-3
a \:	raaz ye maine kabase chhupaayaa
ko \:	ho o o o \-3
a \:	ho ise pahan ke man lalachaayaa
	raaz ye maine kabase chhupaayaa
	haay jaan gayaa kab saaraa mohallaa ho
ko \:	ishq daa chhallaa haay ishq daa chhallaa
a \:	haay more allaa haay subhaan allaa

u \:	o ho o o o o o o o
ko \:	he he
u \:	motiyo.n kii chuu.Dii sone kaa ka.Nganaa
	tere ghar aa_egaa leke sajanaa
	Kushabu_o.n kii Dolii phuulo.n kaa gahanaa
	tere ghar aa_egaa leke sajanaa
ko \:	ishq daa chhallaa haay ishq daa chhallaa
	haay more allaa haay ishq daa chhallaa

ko \:	tuum tuum tananaa tanan tanaanaa
	ti.Diki.Dadhaa \-4
	tanan tanan naanaa
	ti.Diki.Dadhaa \-2
	( tanan tanan naa
	ti.Diki.Dadhaa \-2 ) \-2
sne \:	ishq daa chhallaa haay ishq daa chhallaa
	haay more allaa haay ishq daa chhallaa

u \:	terii maa.Ng me.n chaa.Nd\-taare bhar degaa
	ho tere naam zindagaanii kar degaa
	terii maa.Ng me.n chaa.Nd\-taare bhar degaa
	tere naam zindagaanii kar degaa
	aa.Nkho.n me.n ha.Nsegaa kaajal pairo.n me.n bajegii paayal
	ho tujhe dekh ke pahalii nazar me.n ho jaa_egaa vo ghaayal
ko \:	hoy hoy hoy hoy hoy\-hoy
u \:	are Dholakii bajegii naachegaa a.Nganaa
	Kushabu_o.n kii Dolii phuulo.n kaa gahanaa
	tere ghar aa_egaa teraa sajanaa
ko \:	ishq daa chhallaa haay ishq daa chhallaa
	haay more allaa haay ishq daa chhallaa

a \:	ye khel hai sab taqadiiro.n kaa ko_ii roye ko_ii muskaa_e
	kyaa dard chhupaa kisake dil me.n ko_ii bhii samajh naa paa_e
	duniyaa me.n sabakii banaaye rab jo.Dii
ko \:	haa aa aa haa aa aa
a \:	ko_ii naa jaane sajaa_e kab jo.Dii
	duniyaa me.n sabakii banaaye rab jo.Dii
	ko_ii naa jaane sajaa_e kab jo.Dii
	ab guu.Njegii shahanaa_ii miT jaa_egii tanahaa_ii
	ye soch ke dekho sakhiyo.n dulhan kii nazar sharamaa_ii
u \:	maan le diivaanii tuu isakaa kahanaa
	motiyo.n kii chuu.Dii sone kaa ka.Nganaa
	tere ghar aa_egaa leke sajanaa
ko \:	( ishq daa chhallaa haay ishq daa chhallaa
	haay more allaa haay ishq daa chhallaa ) \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{karapuur gaaram ... shiv\-sha.nkar namaami sha.nkar}%
\film{Surya}%
\year{2003}%
\starring{Milind Soman, Natanya Singh}%
\singer{Udit Narayan, Amrish Puri}%
\music{Aadesh Shrivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11772 [V S Rawat]
% Producer: Lucky Star's Entertainment Ltd, www.luckystarsentertainment.net, contact@luckystarsentertainment.net
% Director: Parto Ghosh
% Audio: Lucky Star's Entertainment
% Cassette: Royal Stereo LSFC 1013, Cost: Rs 45/-, CD: Royal Stereo LSFD 1013, Cost: Rs 55/-

\printtitle
#indian

a \:	karapuur gaaram karuNaavataaram sa.nsaar saaram bhujagendr haaram
	sadaavasantam mridaarvinde bhavam bhavaanii chaitam namaamii
ko \:	shiv\-sha.nkar shiv\-sha.nkar namaami sha.nkar \-4

u \:	o ho ho ho o aa aa aa ho o ho ho
	he shiv\-sha.nkar trishuul dhaarii ham hai.n yugo.n se tere pujaarii
ko \:	shiv\-sha.nkar shiv\-sha.nkar namaami sha.nkar \-2
u \:	ho he shiv\-sha.nkar trishuul dhaarii ham hai.n yugo.n se tere pujaarii
	jiivan me.n kabhii ham naa haare.n \-2
	ho itanii dayaa karanaa shubhakaarii
ko \:	shiv\-sha.nkar shiv\-sha.nkar namaami sha.nkar \-2
a \:	karapuur gaaram karuNaavataaram sa.nsaar saaram bhujagendr haaram
	sadaavasantam mridaarvinde bhavam bhavaanii chaitam namaamii

ko \:	aa aa aa aa
u \:	terii jaTaa me.n ga.ng biraaje sarp kii maalaa gale me.n saaje \-2
	haath me.n Dam\-Dam Damaruu baaje saare dev jhuke.n tere aage
	mere svaamii a.ntaryaamii \-2
	ajab terii maayaa tripuraarii
ko \:	shiv\-sha.nkar shiv\-sha.nkar namaami sha.nkar \-2
u \:	he shiv\-sha.nkar trishuul dhaarii ham hai.n yugo.n se tere pujaarii

	in charaNo.n me.n phuul cha.Dhaa_e.N diip jalaa_e.N shiish jhukaa_e.N \-2
	jab bhii tere dar pe aa_e.N ham\-sab manavaa.nchhit phal paa_e.N
	tilak lagaa_e thaal sajaa_e \-2
	aa_e daras ko sab nar\-naarii
ko \:	shiv\-sha.nkar shiv\-sha.nkar namaami sha.nkar \-2
u \:	he shiv\-sha.nkar trishuul dhaarii ham hai.n yugo.n se tere pujaarii
	jiivan me.n kabhii ham naa haare.n \-2
	ho itanii dayaa karanaa shubhakaarii
ko \:	shiv\-sha.nkar shiv\-sha.nkar namaami sha.nkar \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% BOL ANAMOL: #11769 [V S Rawat]

\startsong
\stitle{saajaN ... tere labo.n kii Kaamoshiyo.n ne ... dil dil dil jo naa kah sakaa}%
\film{Surya}%
\year{2003}%
\starring{Milind Soman, Natanya Singh}%
\singer{Abhijeet, Alka Yagnik, Kirti Sagathia}%
\music{Aadesh Shrivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11769 [V S Rawat]
% Producer: Lucky Star's Entertainment Ltd, www.luckystarsentertainment.net, contact@luckystarsentertainment.net
% Director: Parto Ghosh
% Audio: Lucky Star's Entertainment
% Cassette: Royal Stereo LSFC 1013, Cost: Rs 45/-, CD: Royal Stereo LSFD 1013, Cost: Rs 55/-

\printtitle
#indian

ko \:	saajaN
	saa aa aa aa saajaN
	o saajaN\-saajaN mai.n karuu.N saajaN hiye jagii \-2
	saajaN\-saajaN laguu.N Dhuu.NDhane vaachuu.N kha.Dii\-kha.Dii

	aa aa aa
abhi \:	tere labo.n kii Kaamoshiyo.n ne jhukatii nazar kii madahoshiyo.n ne \-2
	vo sab kah diyaa
	dil dil dil jo naa kah sakaa
	haa.N dil dil dil jo naa kah sakaa
al \:	terii vafaa kii ra.ngiiniyo.n ne in dha.Dakano.n kii bechainiyo.n ne \-2
	vo sab kah diyaa
	dil dil dil jo naa kah sakaa
	aa.N dil jo naa kah sakaa

ko \:	aa aa aa aa
abhi \:	vo dekh dharatii se diladaaraa milane lagaa aasamaa.N
al \:	ab naa rahii.n duuriyaa.N yaaraa tere\-mere darmiyaa.N
abhi \:	ho terii paayalo.n ne terii chuu.Diyo.n ne
	tere surama_ii in gesuvo.N ne
	vo sab kah diyaa
ko \:	aa aa
abhi \:	dil dil dil jo naa kah sakaa
al \:	haa.N dil jo naa kah sakaa

ko \:	saa gaa re gaa re gaa saa gaa re gaa re ni saa 
	gaa re gaa re ni saa re
	re maa gaa maa gaa maa re maa gaa maa gaa maa re
	re gaa dhaa maa paa saa

al \:	aa aa
ko \:	aa aa
al \:	maine to meha.ndii lagaa_ii hai dilabar tere pyaar kii \-2
abhi \:	bikharii hai mahakii fizaa_o.n me.n Kushbuu ye ikaraar kii
al \:	haa.N shoK vaadiyo.n ne jhuumatii havaa ne
	duur parvato.n ko chuumatii ghaTaa ne
	vo sab kah diyaa
ko \:	aa aa
al \:	dil dil dil jo naa kah sakaa
	haa.N dil dil dil jo naa kah sakaa
abhi \:	tere labo.n kii Kaamoshiyo.n ne jhukatii nazar kii madahoshiyo.n ne \-2
al \:	terii vafaa kii ra.ngiiniyo.n ne in dha.Dakano.n kii bechainiyo.n ne \-2
do \:	vo sab kah diyaa
al \:	dil
abhi \: dil
al \: dil jo naa kah sakaa
do \:	haa.N dil jo naa kah sakaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
