% ISB File: Swaami_1977.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kaa karuu.N sajanii, aaye na baalam}%
\film{Swami}%
\starring{Girish Karnad, Dheeraj, Shabana Azmi, Vikram}%
\singer{Yesudas}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Amit Khanna}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: rec.music.indian.misc 
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

kaa karuu.N sajanii, aae na baalam
khoj rahii hai.n piyaa paradesii a.Nkhiyaa.N \- 2
aae na baalam

jab bhii koii, aahaT hoe, manavaa moraa bhaage
dekho kahii.n, TuuTe nahii.n, prem ke ye dhaage
ye matavaarii priit hamaarii
chhupe na chhupaae \- (2)
saavan ho tum mai.n huu.N torii badariyaa
aaye na baalam, kaa karuu.N\threedots

bhor bha_ii aur, saa.Njh Dhalii re, samay ne lii a.nga.Daaii
ye jag saaraa, nii.nd se haaraa, mohe nii.nd na aaii
mai.n ghabaraauu.N, Dar Dar jaauu.N
aae vo na aae \- (2)
raadhaa bulaae kahaa.N khoe ho kanhaiyyaa
aae na baalam, kaa karuu.N\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pal bhar me.n ye kyaa ho gayaa}%
\film{Swaami}%
\year{1977}%
\starring{Girish Karnad, Shabana Azmi, Vikram}%
\singer{Lata}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Rajan Parrikar (parrikar@spot.colorado.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)

\printtitle
#indian

pal bhar me.n ye kyA ho gayaa 
vo mai.n gayii vo man gayaa 
chunarii kahe sun rii pavan 
sAvan laayaa ab ke sajan 
din bhar mujhe yuu.N sataaye 
tum bin ab to rahaa nahii.n jaae 
pal bhar \threedots

aashaa kii chhoTI sI nayyaa 
leke chalii puravaiyyaa 
Dole Dole jhumakaa bole 
chupake se ye bhed khole 
aajaayegaa aajaayegaa pyaar se tum bulaanaa 
pal bhar \threedots

aaii bahaare.n simaTake 
kahane lagI vo lipaTake 
chorii chorii chalo gorii 
thaame hue ba.nyyaa morI 
mil jaayegaa mil jaayegaa tumako vahii dIvaanaa 
pal bhar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yaado.n me.n vo sapano.n me.n hai}%
\film{Swaami}%
\year{1977}%
\starring{Girish Karnad, Shabana Azmi, Vikram}%
\singer{Kishor}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Amit Khanna}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10421 [V S Rawat]
% Comments: Based on novel by Sharat Chandra Chatterjii

\printtitle
#indian

yaado.n me.n vo sapano.n me.n hai jaa_e.N kahaa.N
dha.Dakan kaa ba.ndhan to dha.Dakan se hai
saa.Nso.n se huu.N kaise judaa
apano.n ko duu.N mai.n kaise bhulaa
yaado.n me.n vo \threedots

ye phuul ye kaliyaa.N sabhii rok rahii.n raahe.n merii
ye miit ye sakhiyaa.N sabhii Dhuu.NDh rahii.n nigaahe.n merii
har mo.D par ek sapanaa kha.Daa
jaanaa hai mushkil meraa
yaado.n me.n vo \threedots

nainaa mere a.Nsu_an bhare puuchh rahe chalii hai kahaa.N
bahatii nadii kahane lagii teraa to hai ye hii jahaa.N
har mo.D par ko_ii apanaa kha.Daa
dekhuu.N mai.n mu.D ke jahaa.N
yaado.n me.n vo \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
