% ISB File: Sweetheart_1970s.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ban ke saathii pyaar kii raaho.n me.n}%
\film{Sweetheart}%
\year{1970s Not Released}%
\starring{Shashi Kapoor, Asha Parekh}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11326 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	ban ke saathii pyaar kii raaho.n me.n
	hamase kabhii tum naa judaa honaa \-2
la \:	ruuTh jaa_e jahaa.N hamase tum naa kabhii Kafaa honaa
do \:	ban ke saathii \threedots

ra \:	ye hamaarii zindagaanii pyaar kii hai ik kahaanii
la \:	is jahaa.N kaa har nazaaraa pyaar kaa hai ik ishaaraa
do \:	bhuul naa jaanaa o sanam
ra \:	ban ke saathii \threedots

	ye tamannaa hai hamaarii saath guzare umr saarii
la \:	pyaar kaa daaman ham na chho.De.n tum na bhuulo ham naa to.De.n
do \:	ko_ii vaadaa yaa qasam
ra \:	ban ke saathii \threedots
do \:	ban ke saathii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
