% ISB File: Tadbir_1945.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chaahe tuu miTaa de ... Gariibo.n kii duniyaa hai tere hawaale}%
\film{Tadbir}%
\year{1945}%
\starring{Saigal, Suraiya, Mubarak, Zillo, Salvi}%
\singer{Saigal, Suraiyaa, Chorus}%
\music{Lal Mohomed}%
\lyrics{Swami Ramanand}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12232 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

ko \:	( chaahe tuu miTaa de
	chaahe tuu bachaa le ) \-2
	( Gariibo.n kii duniyaa
	hai tere hawaale ) \-2

	are haa.N kabhii bahatii thii.n yahaa.N
	duudh kii nahare.n
	har dil me.n uThaa \-2
	karatii thii.n aanand kii lahare.n

	ab dukh ke samandar me.n hai.n
	ham Duubane waale

	hai tere hawaale \-2
	Gariibo.n kii duniyaa
	hai tere hawaale

sai \:	Gariibo.n kii qisamat \-2
	kuchh aisii hai so_ii \-2
	jahaa.N me.n nahii.n
	unakaa 	hamadard ko_Ii
su \:	( sab unake lahuu ko
	samajhate hai.n paanii ) \-2
	ab in ke liye \-2
	maut hai zindagaanii

sai \:	naa khaane ko roTii
	haa.N
	naa khaane ko roTii
	naa tan pe hai kapa.Daa \-2
	musiibat hai
	aur sahane ko jhaga.Daa \-2
do \:	( pa.De hai.n ye zaalim
	zamaane ke paale ) \-2

ko \:	Gariibo.n kii duniyaa
	hai tere hawaale

su \:	( jahaa.N ko banaaye.n
	jahaa.N me.n rahe.n naa ) \-2
	( musiibat sahe.n aur
	mu.Nh se kahe.n naa ) \-2

sai \:	besabr laashe.n hazaaro.n pa.Dii hai.n \-2
	bataa aisii haalat me.n aa.Nsuu bahe.n naa
	bataa aisii haalat me.n aa.Nsuu bahe.n
do \:	yuu.N bahate hai.n phuuTe huye dil ke chhaale \-2

ko \:	( Gariibo.n kii duniyaa
	hai tere hawaale ) \-2

	chaahe tuu miTaa de
	chaahe tuu bachaa le
	Gariibo.n kii duniyaa
	hai tere hawaale

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hasarate.n Kaamosh hai.n aur aah betaasir hai}%
\film{Tadbir}%
\year{1945}%
\starring{Saigal, Suraiya, Mubarak, Zillo, Salvi}%
\singer{Saigal}%
\music{Lal Mohomed}%
\lyrics{Swami Ramanand}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12230 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

hasarate.n Kaamosh hai.n \-2
aur aah betaasir hai
hasarate.n Kaamosh hai.n
aur aah betaasir hai
taqadiir hai ruuThii hu_ii \-2
bekaar har tadabiir hai
hasarate.n Kaamosh hai.n
aur aah betaasir hai

hai yaqii.n chho.Degaa na \-2
ik bhii lahuu kii buu.Nd ko
hai yaqii.n chho.Degaa na
ik bhii lahuu kii buu.Nd ko
mere dil me.n jo chubhaa
unakii nazar kaa tiir hai

ghar hu_aa barabaad meraa \-2
dil jigar Tuka.De huye \-2
phir bhii mai.n zindaa huu.N batalaa
kyaa merii taqadiir hai

taqadiir hai ruuThii hu_ii
bekaar har tadabiir hai
hasarate.n Kaamosh hai.n
aur aah betaasir hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaag ai sonewaale ko_ii jagaane aayaa}%
\film{Tadbir}%
\year{1945}%
\starring{Saigal, Suraiya, Mubarak, Zillo, Salvi}%
\singer{Suraiya}%
\music{Lal Mohammed}%
\lyrics{Swami Ramanand}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12501 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

jaag ai sonewaale \-2
ko_ii jagaane aayaa \-2

jaag ai sonewaale \-2
ko_ii jagaane aayaa \-2

kyu.N chhupaa tuu aa.Nkhe.n milaa ke \-2
merii so_ii
merii so_ii priit jagaa ke 
baar\-baar mai.n luu.N a.nga.Daa_ii \-2
( chain gayaa
chain gayaa nii.nd naa aa_ii ) \-2
bhor kaa pa.nchhii dekh \-2
giit sunaane aayaa \-2

jaag ai sonewaale \-2
ko_ii jagaane aayaa \-2

pyaar kii mastii me.n aaj mujhe kho jaane de \-2
do dilo.n ko ek ho jaane de \-2
khel le tuu dilo.n ke khel \-2
ko_ii khilaane aayaa \-2
aaj kaa chaa.Nd hame.n \-2
ek banaane aayaa \-2

jaag ai sonewaale \-2
ko_ii jagaane aayaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{janam janam kaa dukhiyaa praaNii}%
\film{Tadbir}%
\year{1945}%
\starring{Saigal}%
\singer{Saigal}%
\music{Lal Mohomed}%
\lyrics{Swami Ramanand}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

janam-janam kaa dukhiyaa praaNii (2)
aayaa sharaN tihaarii (2)
bhagavan, aayaa mai.n aayaa

kadam-kadam par ghor musiibat (2)
sar pe bipadaa bhaarii
janam-janam kaa dukhiyaa praaNii
aayaa sharaN tihaarii (2)
bhagavan, aayaa mai.n aayaa

bichhii hai chaaro.n or se aa.Nsuu (2)
bujhe na diipak meraa
meraa jiivan ik diyaa me.n (2)
chhaa na jaaye a.ndheraa (2)
tej havaa se ise bachaa ke, karanaa ab rakhavaarii
janam-janam kaa dukhiyaa praaNii
aayaa sharaN tihaare (2)
bhagavan, aayaa mai.n aayaa

soI huii (2) jvaalaa ko jagaa do
baakii jag ko aag lagaa do
jale hue mere man kii aashaa
bhagavan aas tihaarii
aayaa sharaN tihaarii
bhagavan, aayaa mai.n aayaa
janam-janam kaa dukhiyaa praaNii
aayaa sharaN tihaare (2)
bhagavan, aayaa mai.n aayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n kismat kaa maaraa bhagavan}%
\film{Tadbir}%
\year{1945}%
\starring{Saigal}%
\singer{Saigal}%
\lyrics{Swami Ramanand}%
\music{Lal Mohomed}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

mai.n kismat kaa maaraa bhagavan, mai.n kismat kaa maaraa
jag me.n bhaTak-bhaTak ke haaraa (2) bhagavan
mai.n kismat kaa maaraa bhagavan, mai.n kismat kaa maaraa

kismat ke jab phuul tuu baa.nTe (2)
jholii me.n merii bhar diye kaa.nTe (2)
in kaa.nTo ko chunate chunate (2)
guzaraa jiivan saaraa, bhagavan
mai.n kismat kaa maaraa
jag me.n bhaTak-bhaTak ke haaraa, bhagavan
mai.n kismat kaa maaraa

biitii umariyaa jalate jalate (2)
jalate a.ngaaro.n pe chal ke (2)
maut kii ma.nzil mil jaaye to (2)
ho jaaye chhuTakaaraa (2), bhagavan
mai.n kismat kaa maaraa (2)

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n panchhii aazaad meraa kahii.n duur Thikaanaa re}%
\film{Tadbir}%
\year{1945}%
\starring{Saigal, Suraiya, Mubarak, Zillo, Salvi}%
\singer{Saigal}%
\music{Lal Mohomed}%
\lyrics{Swami Ramanand}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12231 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

mai.n panchhii aazaad \-2
meraa kahii.n duur Thikaanaa re
mai.n panchhii aazaad
meraa kahii.n duur Thikaanaa re

us duniyaa ke baaG me.n meraa \-2
aanaa\-jaanaa re

jiivan ke parabhaat me.n aa_uu.N \-2
saa.Njh Dhale
saa.Njh Dhale to mai.n u.D jaa_uu.N \-2
bandhan me.n ko_ii mujhako baa.Ndhe \-2
wo duaa naa de \-2

mai.n panchhii aazaad \-2
meraa kahii.n duur Thikaanaa re

dil me.n kisii yaad aaye
aa.Nkho.n me.n mastii laharaaye \-2
janam\-janam kaa meraa kisii se \-2
pyaar puraanaa re \-2

mai.n panchhii aazaad \-2
meraa kahii.n duur Thikaanaa re
us duniyaa ke baaG me.n meraa \-2
aanaa\-jaanaa re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{raanii khol de apane du_aar milane kaa din aa gayaa}%
\film{Tadbir}%
\year{1945}%
\starring{Saigal, Suraiya, Mubarak, Zillo, Salvi}%
\singer{Saigal, Suraiya}%
\music{Lal Mohomed}%
\lyrics{Swami Ramanand}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10010 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

sai \:	raanii khol de apane du_aar \-2
	milane kaa din aa gayaa aa gayaa
	kar le nayano.n se nayanaa tuu chaar \-2
	milane kaa din aa gayaa aa gayaa aa gayaa

su \:	laaj kii maarii mai.n na boluu.N \-2
	priit ke ghuu.NghaT ko na kholuu.N \-2
sai \:	kyuu.N
su \:	kyaa jaanuu.N kyuu.N
	aaj maanuu.N balamawaa mai.n haar \-2
	dil meraa ghabaraa gayaa \-2
sai \:	kar le nayano.n se nayanaa tuu chaar \-2
	milane kaa din aa gayaa aa gayaa aa gayaa

sai \:	aaj dil me.n uThaa hai tuufaan \-2
su \:	bolo kyuu.N
sai \:	aaj tan me.n mere naach rahe praan
su \:	bolo kyuu.N
sai \:	aaj nas\-nas me.n chhaayaa khumaar \-2
su \:	kyuu.N
sai \:	milane kaa din aa gayaa aa gayaa
	kar le nayano.n se nayanaa tuu chaar \-2
	milane kaa din aa gayaa aa gayaa aa gayaa

su \:	laaj kii maarii mai.n na boluu.N \-2
	priit ke ghuu.NghaT ko na kholuu.N \-2
sai \:	kyuu.N
su \:	kyaa jaanuu.N kyuu.N
	aaj maanuu.N balamawaa mai.n haar \-2
	dil meraa ghabaraa gayaa \-2
sai \:	kar le nayano.n se nayanaa tuu chaar \-2
	milane kaa din aa gayaa aa gayaa aa gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
