% ISB File: TajMahal_2005.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa bhii jaa dilarubaa ... siine me.n bhii tuufaa.N hai}%
\film{Taj Mahal}%
\year{2005}%
\starring{}%
\singer{Hariharan, Preeti Uttam}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Naqsh Lyallpuri/ Syed Gulrez?}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Mar 30, 2005

\printtitle
#indian

ha \:	aa bhii jaa \-2
	dilarubaa

ko \:	allaah allaah \-2

prii \:	siine me.n bhii tuufaa.N hai
	dariyaa me.n bhii tuufaa.N hai
	is paar meraa dil hai
	us paar merii jaa.N hai
	ai ishq mujhe le chal \-3
ko \:	allaah allaah \-2

prii \:	majhadhaar kii raaho.n se, kashtii ko nikalanaa hai
	kitanii bhii pa.De mushkil, milanaa hai to milanaa hai
	naazuk hai bahut ye pal \-2
	ai ishq mujhe le chal \-3

ha \:	aa bhii jaa
prii \:	dilarubaa

ko \:	allaah allaah \-2

ha \:	maanaa ke dilo.n par hai paaba.ndii zamaane kii
	detii hai Kabar phir bhii dha.Dakan tere aane kii
	dil me.n hai ajab halachal \-2
	dil ishq me.n hai paagal

ha \:	aa bhii jaa
	guu.Njii hai fazaa_o.n me.n aawaaz mohabbat kii
prii \:	guu.Njii hai fazaa_o.n me.n aawaaz mohabbat kii
ha \:	Dhal jaaye kisii suurat ye raat qayaamat kii
prii \:	Dhal jaaye kisii suurat ye raat qayaamat kii
ha \:	har saa.Ns lage bojhal
prii \:	har saa.Ns lage bojhal
ha \:	dil ishq me.n hai paagal

prii \:	siine me.n bhii tuufaa.N hai
	dariyaa me.n bhii tuufaa.N hai
ha \:	is paar meraa dil hai
	us paar merii jaa.N hai
prii \:	ai ishq mujhe le chal
ha \:	ai ishq mujhe le chal
prii \:	ai ishq mujhe le chal
ha \:	ai ishq mujhe le chal

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ajanabii Thaharo zaraa}%
\film{Taj Mahal}%
\year{2005}%
\starring{}%
\singer{Hariharan, Preeti Uttam}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Naqsh Lyallpuri/ Syed Gulrez?}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Mar 30, 2005

\printtitle
#indian

ha \:	aa.a
prii \:	ajanabii
	Thaharo zaraa
	tum farishtaa ho yaa ko_ii Kaab kaa cheharaa ho tum
prii \:	ajanabii Thaharo zaraa \-2
	dil puuchhataa hai kyaa ho tum
	kyaa ho tum
ha \:	aa.a
prii \:	tum farishtaa ho yaa ko_ii Kaab kaa cheharaa ho tum
prii \:	ajanabii
	Thaharo zaraa \-2
	dil puuchhataa hai kyaa ho tum
	kyaa ho tum

ko \:	saragama

ha \:	ishq kaa paigaam huu.N mai.n pyaar kaa waadaa ho tum
	ai parii cheharaa merii taqadiir kaa tohafaa ho tum
prii \:	ajanabii
	Thaharo zaraa \-2
	dil puuchhataa hai kyaa ho tum
	kyaa ho tum
ha \:	aa.a

	mai.nne qudarat se jo maa.Ngaa thaa wahii jalawaa ho tum
prii \:	zi.ndagii mai.n huu.N tumhaarii aur merii duniyaa ho tum
prii \:	ajanabii Thaharo zaraa \-2
ha \:	dil puuchhataa hai kyaa ho tum
	kyaa ho tum
prii \:	ajanabii Thaharo zaraa \-2
ha \:	aa.a
	dilarubaa \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{apanii zulfe.n mere shaano.n pe bikhar jaane do}%
\film{Taj Mahal}%
\year{2005}%
\starring{}%
\singer{Hariharan}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Naqsh Lyallpuri/ Syed Gulrez?}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Mar 30, 2005
% Credits: Afzal A Khan

\printtitle
#indian

apanii zulfe.n mere shaano.n pe bikhar jaane do
aaj roko na mujhe had se guzar jaane do
apanii zulfe.n mere shaano.n pe bikhar jaane do

tum jo aaye to bahaaro.n pe shabaab aayaa hai
in nazaaro.n pe bhii halkaa saa nashaa chhaayaa hai
apanii aa.Nkho.n kaa nashaa aur bhii ba.Dh jaane do

apanii zulfe.n mere shaano.n pe bikhar jaane do
aaj roko na mujhe had se guzar jaane do
apanii zulfe.n mere shaano.n pe bikhar jaane do

ko \:	saragama

surK ho.nTho.n pe gulaabo.n kaa Gumaa.N hotaa hai
aisaa manzar ho jahaa.N hosh kahaa.N rahataa hai
ye hasii.n ho.nTh mere ho.nTho.n se mil jaane do

apanii zulfe.n mere shaano.n pe bikhar jaane do
aaj roko na mujhe had se guzar jaane do
apanii zulfe.n mere shaano.n pe bikhar jaane do

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil ke aramaano.n kii ... ishq kii daastaa.N saarii mahafil sune}%
\film{Taj Mahal}%
\year{2005}%
\starring{}%
\singer{Preeti Uttam, Kavita Krishnamurthy}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Naqsh Lyallpuri/ Syed Gulrez?}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Mar 30, 2005

\printtitle
#indian

aa.a
dil ke aramaano.n kii shammaa jalaaye baiThe hai.n
o unakii tasviir ko dil me.n chhupaaye baiThe hai.n

ishq kii daastaa.N saarii mahafil sune \-2
ishq dil me.n chhupaanaa zaruurii nahii.n

ko \:	ishq kii daastaa.N saarii mahafil sune
	ishq dil me.n chhupaanaa zaruurii nahii.n

ho.a
ishq ehasaas hai dil kii aawaaz hai \-2
sun le saaraa zamaanaa zaruurii nahii.n

ko \:	ishq ehasaas hai dil kii aawaaz hai
	sun le saaraa zamaanaa zaruurii nahii.n

ishq dil me.n rahegaa to ghuT jaayegaa \-2
yuu.N hii ta.Dapegaa, machalegaa, miT jaayegaa
ko \:	yuu.N hii ta.Dapegaa, machalegaa, miT jaayegaa
ishq ko yuu.N miTaanaa zaruurii nahii.n
ko \:	ishq ko yuu.N miTaanaa zaruurii nahii.n
zaruurii nahii.n

o.a
ishq miTataa nahii.n hai mahakataa hai ye \-2
ishq sholaa hai dil me.n dahakataa hai ye
dahakataa hai ye
dahakataa.a hai ye
ko \:	ishq sholaa hai dil me.n dahakataa hai ye
sabakaa daaman jalaanaa zaruurii nahii.n
ko \:	sabakaa daaman jalaanaa zaruurii nahii.n
zaruurii nahii.n

ishq ailaan hai ishq tuufaan hai \-2
taubaa\-taubaa na samajhe wo naadaan hai
ko \:	taubaa\-taubaa na samajhe wo naadaan hai
aag dil me.n dabaanaa zaruurii nahii.n
ko \:	aag dil me.n dabaanaa zaruurii nahii.n
zaruurii nahii.n

ishq dil ke dha.Dakane kii pahachaan hai \-2
ishq bebaak ho
ishq bebaak ho jaaye badanaam hai
ko \:	ishq bebaak ho jaaye badanaam hai
haal\-e\-dil yuu.N sunaanaa zaruurii nahii.n
ko \:	haal\-e\-dil yuu.N sunaanaa zaruurii nahii.n
zaruurii nahii.n

ishq ko_ii raaz nahii.n, ishq aawaaz nahii.n
ishq Kaamosh nahii.n, ishq behosh nahii.n
ishq gumanaam na ho, ishq badanaam na ho
ishq duniyaa ko dikhaa le
unakii aa.Nkho.n me.n,  aa.Nkho.n me.n, aa.Nkho.n me.n
unakii aa.Nkho.n me.n,  aa.Nkho.n me.n
unakii aa.Nkho.n me.n chhupaa le
haay
haa.N
ko \:	unake dil me.n bhii wajah hai \-2
??

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{har ek dil yahaa.N ... taariif\-e\-miinaa\-baazaar}%
\film{Taj Mahal}%
\year{2005}%
\starring{}%
\singer{}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Naqsh Lyallpuri/ Syed Gulrez?}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Mar 30, 2005

\printtitle
#indian

har ek dil yahaa.N ek dil talaash karataa hai
wafaa kii, pyaar kii ma.nzil talaash karataa hai
yahaa.N parawaane shamaa se qariib hote hai.n
hasiin nazaro.n pe shahazaade shahiid hote hai.n
yahaa.N dil lene\-dene kii adaa bhii qaatil hai
yahaa.N ke waade bahut dilanashiin hote hai.n
jo beqaraar kare wo qaraar kahate hai.n
is baazaar ko miinaa\-baazaar kahate hai.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jab rain aayii ... ye kaun mujhe yaad aayaa hai}%
\film{Taj Mahal}%
\year{2005}%
\starring{}%
\singer{Ajoy Chakraborthy}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Naqsh Lyallpuri/ Syed Gulrez?}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Mar 30, 2005

\printtitle
#indian

jab rain aayii jab saa.Njh gayii
jab rain aayii
ye kaun mujhe yaad aayaa hai \-2
jab saa.Njh gayii
jab rain aayii
jab saa.Njh gayii
jab rain aayii

mai.n bhuul ke bhii naa bhuul sakaa \-2
yuu.N usane mujhe
yuu.N usane mujhe ta.Dapaayaa hai
jab saa.Njh gayii \-2
jab rain aayii
rain aayii \-2
saa.Njh gayii
jab rain aayii
saa.Njh gayii
jab rain \-2
jab rain aayii
jab rain
jab rain aayii
jab saa.Njh gayii
jab rain aayii
ye kaun mujhe yaad aayaa hai
jab saa.Njh
saa.Njh gayii
jab rain aayii
jab saa.Njh gayii
jab rain aayii
jab saa.Njh gayii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{taaj naGmaa hai ... mumataaj tujhe dekhaa}%
\film{Taj Mahal}%
\year{2005}%
\starring{}%
\singer{Hariharan, Preeti Uttam}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Naqsh Lyallpuri/ Syed Gulrez?}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Mar 30, 2005

\printtitle
#indian

prii \:	dilarubaa \-2
ha \:	taaj naGmaa hai mohabbat ke dha.Dakate saaz kaa
	ye hai wo aa_iinaa jisame.n aks hai mumataaj kaa

prii \:	dilarubaa
ha \:	( mumataaj tujhe dekhaa jab taajamahal dekhaa
	phir aaj kii aa.Nkho.n se guzaraa hu_aa kal dekhaa ) \-2

prii \:	dilarubaa \-2
ha \:	milate hii nigaaho.n me.n sau ra.ng lage khilane
	tuu merii mohabbat hai mujhase ye kahaa dil ne
	ai jaan tujhe mai.nne jab pahale\-pahal dekhaa
	mumataaj tujhe dekhaa jab taajamahal dekhaa
	phir aaj kii aa.Nkho.n se guzaraa hu_aa kal dekhaa

ha \:	aa.a
	jab le ke tuu a.nga.Daa_ii kuchh aur qariib aa_ii
	daaman me.n mohabbat ke simaTii merii tanahaa_ii
	ek nuur kii baarish me.n bhiigaa hu_aa pal dekhaa
	mumataaj tujhe dekhaa jab taajamahal dekhaa
	phir aaj kii aa.Nkho.n se guzaraa hu_aa kal dekhaa

ha \:	aa.a
	ye ha.Nsatii hu_ii raate.n laharaate huye gesuu
prii \:	aa.a
	naGmaa terii Kaamoshii aawaaz terii jaaduu
	mai.nne terii baato.n me.n a.ndaaz\-e\-Gazal dekhaa
	mumataaj tujhe dekhaa jab taajamahal dekhaa
	phir aaj kii aa.Nkho.n se guzaraa hu_aa kal dekhaa

prii \:	dilarubaa
ha \:	mai.nne terii aa.Nkho.n kaa ek Kaab sajaayaa hai
	tasviir\-e\-wafaa banakar jo saamane aayaa hai
	tuune hii nahii.n isako mumataajamahal dekhaa
	mumataaj tujhe dekhaa jab taajamahal dekhaa
	phir aaj kii aa.Nkho.n se guzaraa hu_aa kal dekhaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{taajamahal ... tuune hii sadaa dii hai}%
\film{Taj Mahal}%
\year{2005}%
\starring{}%
\singer{Hariharan, Preeti Uttam}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Naqsh Lyallpuri/ Syed Gulrez?}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Mar 30, 2005

\printtitle
#indian

ko \:	taajamahal

prii \:	dilarubaa \-3
ha \:	mumataaz \-2
	tuune hii sadaa dii hai
prii \:	dilarubaa
ha \:	tuune hii bulaayaa hai
prii \:	dilarubaa
ha \:	phir taaj kii baa.Nho.n me.n dil khii.nch ke laayaa hai
	har simt teraa cheharaa mumataajamahal dekhaa

ko \:	aa.a
ha \:	har simt teraa cheharaa mumataajamahal dekhaa
ko \:	mumataaj tujhe dekhaa jab taazamahal dekhaa
	phir aaj kii aa.Nkho.n se guzaraa hu_aa kal dekhaa
ko \:	taajamahal \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
