% ISB File: Tamaashaa_1952.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aramaano.n kii nagarii ... mere chhoTe se dil ko to.D chale}%
\film{Tamasha}%
\year{1952}%
\starring{}%
\singer{Lata}%
\music{Manna De}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

aramaano.n kii nagarii uja.D gayii
apanii hii qisamat se ham chhale gaye
jo aashaa banakar aaye the
vo aa.Nsuu banakar chale gaye

mere chhoTe se dil ko to.D chale
kis or jii kis or
vo to hamase yuu.N mukha.Daa mo.D chale
kis or jii kis or

do din bhii to milake rah na sake
baat dil kii zubaan se kah na sake
vo to hamase yuu.N naataa to.D chale
kis or jii kis or
mere chhoTe se dil ko   \threedots

o~ o~ o~
merii naiyyaa se ruuThaa kinaaraa
merii qisamat kaa Duubaa sitaaraa
vo to hamako akelaa chho.D chale
kis or jii kis or
mere chhoTe se dil ko   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{khaalii piilii kaahe ko akkhaa din baiTh ke}%
\film{Tamasha}%
\year{1952}%
\starring{}%
\singer{Kishore}%
\music{Manna De}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

khaalii piilii, khaalii piilii
khaalii piilii kaahe ko akkhaa din baiTh ke
bom maarataa hai   \threedots

##left..left..left..right..halt..##
saste uThake baath_ruum me.n to jaake snan kar
hamaam laks se raga.D raga.D badan ko saaf kar
khaTiyaa se chho.D raastaa taiyyaar teraa naashtaa
bhaabhii take hai raastaa
o aalasii he he o aalasii
kaahe ko kaahe ko kaahe ko himmat haarataa hai
bom maarataa hai   \threedots

naanaa ne kiyaa ghoTaalaa o ga.Daba.D jhaalaa
samajh nahii.n aalaa re
hoy! naanaa ne kiyaa ghoTaalaa o ga.Daba.D ga.Daba.D jhaalaa
samajh nahii.n aalaa re
phar.r phar.r
naanaajii ne baiThe baiThe apanii akal ghumaayii hai
naanaajii ne baiThe baiThe apanii akal ghumaayii
bacho bacho jii ye naar naveli
pa.Dhaane tumhe.n aayii hai
pa.Dhaane tumhe.n aayii hai
kaiT maane billii, raiT maane chuuhaa,
kaiT maane billii, raiT maane chuuhaa,
## l-o-v-e l-o-v-e l-o-v-e love ## maane pyaar
pyaar maane muhabbat
muhabbat maane hii hii hii he h h
mi mi mi n n n n n
are baap re baap! ab kyaa kare.n
jhuuThaa sachchaa pyaar jataao
ThaNDii ThaNDii aahe.n bharo
haay hu.N u.Nh
isake prem me.n paagal banakar
kabhii jiyo aur kabhii maro
maro maro

hoy hoy hoy
gar baat merii maan le to be.Daa teraa paar hai
nahii.n to bachchuu naa.Nv terii - gu.Duup - ma.Njhadhaar hai
yahii hai meraa faisalaa ab dekhe.n teraa hausalaa
o pahalavaan o pahalavaan
kaahe ko kaahe ko kaahe ko himmat haarataa hai
bom maarataa hai   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyuu.N a.nkhiyaa.N bhar aa_ii.n ... bhuul sake na ham tumhe.n}%
\film{Tamaashaa}%
\year{1952}%
\starring{Ashok Kumar, Dev Anand, Meena Kumari}%
\singer{Lata}%
\music{Manna Dey}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: Jan 20, 2000
% Comments: LATAnjali series

\printtitle
#indian

kyuu.N a.nkhiyaa.N bhar aa_ii
phir ko_ii yaad aayaa
kyuu.N a.nkhiyaa.N bhar aa_ii

( bhuul sake na ham tumhe.n
aur tum to jaake bhuul gaye ) \-2
ro ro ke kahataa hai dil
kyuu.N dil ko lagaa ke bhuul gaye
bhuul sake na ham tumhe.n

bevafaa ye kyaa kiyaa
dil ke badale Gam diyaa
muskuraa_ii thii ghaDii bhar
raat din ab ro_uu.n piyaa
ek palak cha.ndaa mere
yuu.n jhalak dikhaa ke bhuul gaye
bhuul sake na ham tumhe.n

kaunasii thii bairan ghaDii vo
jabake tujhase ulajhe nayan
sukh ke miiThe jhuule me.n rumajhum
jhuum uThaa thaa paavan saa man
din sunahare raate.n rupahalii
tum mile mai.n hu_ii magan
aa.Nkh khulii to maine dekhaa
dekhaa thaa ek jhuuTaa sapan
sapano.n ke sa.nsaar me.n
meraa man bharamaake bhuul gaye

bhuul sake na ham tumhe.n
aur tum to jaake bhuul gaye
bhuul sake na ham tumhe.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
