% ISB File: Tamanna_1969.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ajii o taash ke baavan patte ... mai.n to luT gayaa raam duhaa_ii}%
\film{Tamanna}%
\year{1969}%
\starring{Mala Sinha, Biswajiit, Shashikala, Agha, Deven Verma}%
\singer{Mukesh}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11092 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ajii o taash ke baavan patte pa.nje chhakke satte
sab ke sab harajaa_ii mai.n to luT gayaa
mai.n to luT gayaa raam duhaa_ii \-2
taash ke baavan \threedots

daan yatiimo.n ko detaa to daanii mai.n kahalaataa
Kush ho jaatii biivii jo usake gahane banavaataa \-2
maine kaaGaz kii begam se kaahe aa.Nkh la.Daa_ii
mai.n to luT gayaa \threedots

apane dil kaa chain bhii haaraa aur daulat bhii haarii
maalik ne i.nsaan banaayaa mai.n ban gayaa ju_aarii \-2
galii\-galii me.n ho ga_ii yaaro.n aaj merii rusavaa_ii
mai.n to luT gayaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
