% ISB File: Taqdeer_1958.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa.Nkh puranam labo.n pe dam ... o bewafaa kar ke jafaa}%
\film{Taqdeer/ Apna Khoon}%
\year{1958}%
\starring{Shyama, Karan Deewan, Asha Mathur, Madan Puri, Helen, Tuntun}%
\singer{Suraiya}%
\music{Dhaniram}%
\lyrics{Varma Malik}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12636 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

aa.Nkh puranam labo.n pe dam lagii hai aag siine me.n
isii kaa naam jiinaa hai to kyaa rakhaa hai jiine me.n

o bewafaa kar ke jafaa \-2
ye tuune kyaa kiyaa
haay ye tuune kyaa kiyaa
merii maasuum ulfat ko ye dhokhaa kyuu.N diyaa
haay ye tuune kyaa kiyaa
o bewafaa

bharosaa kar ke tujhape aas ik dil ko lagaa_ii thii
tujhe apanaa banaa kar ik na_ii duniyaa basaa_ii thii
tujhe dil de ke apanaa apanii qismat aazamaa_ii thii

o bewafaa kar ke jafaa
ye tuune kyaa kiyaa
haay ye tuune kyaa kiyaa
o bewafaa

merii ra.ngiin raato.n kaa sahaaraa to.Dane waale
merii kashtii ko tuufaano.n me.n laa kar chho.Dane waale
merii Kushiyaa.N mere aramaa.N meraa dil to.Dane waale

o bewafaa kar ke jafaa
ye tuune kyaa kiyaa
haay ye tuune kyaa kiyaa
merii maasuum ulfat ko ye dhokhaa kyuu.N diyaa
haay ye tuune kyaa kiyaa
o bewafaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hawaa u.Daa kar laa_ii saawan ke sapane}%
\film{Taqdeer/ Apna Khoon}%
\year{1958}%
\starring{Shyama, Karan Deewan, Asha Mathur, Madan Puri, Helen, Tuntun}%
\singer{Suraiya}%
\music{Dhaniram}%
\lyrics{Varma Malik}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12547 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( hawaa u.Daa kar laa_ii saawan ke sapane
ho dil lagaa ta.Dapane
ho aa jaa saajan apane ) \-2

( palako.n ne hai.n pa.Nkh phailaaye
duur nagariyaa u.D\-u.D jaaye ) \-2
biite din yaad dilaaye
merii ulajhii laT ne
ho dil lagaa ta.Dapane
ho aa jaa saajan apane

( lo ghaTaa ke bikhare\-bikhare gesuu
kaise karuu.N mai.n dil par qaabuu ) \-2
ab phuulo.n se bha.Nwaraa bhii
aayaa hai lipaTane

ho dil lagaa ta.Dapane
ho aa jaa saajan apane

( mahakii hawaaye.n mast bahaare.n
jhuum\-jhuum ke tujhe pukaare.n ) \-2
paa.Nvo.n ko chuum kar paayal
ab lagii chhalakane

ho dil lagaa ta.Dapane
ho aa jaa saajan apane
hawaa u.Daa kar laa_ii saawan ke sapane
ho dil lagaa ta.Dapane
ho aa jaa saajan apane

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
