% ISB File: TaxiStand_1958.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aanaa hai to chale aa_o suhaanii shaam hai}%
\film{Taxi Stand}%
\year{1958}%
\starring{Anita Guha, Chandrashekhar, K N Singh, Majnu, Sundar, Om Prakash, Tuntun}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10163 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa \:	aanaa hai to chale aa_o suhaanii shaam hai
	aise me.n aapase dil ko zaruurii kaam hai
ra \:	hamako bhii to qasam le lo kahaa.N aaraam hai
	pahaluu me.n dard hai lab pe tumhaaraa naam hai

aa \:	itanaa hii tumase hamako thaa kahanaa
	dil me.n samaanaa dil hii me.n rahanaa \-2
	is dil ko tumase yahii kaam hai
	aanaa hai to chale aa_o \threedots

ra \:	hai Daalii\-Daalii ulfat kii maalaa
	ra.ngo.n me.n Duubaa phuulo.n kaa pyaalaa \-2
	jaise muhabbat kaa ik jaam hai
	hamase bhii to qasam le lo \threedots

aa \:	halkaa saa ab to karake ishaaraa
	Duubate hu_e ko denaa sahaaraa
	terii hii nazaro.n kaa ye kaam hai
	aanaa hai to chale aa_o \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
