% ISB File: TeenBahuranian_1968.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aamdanii aTThannii, kharchaa rupaiyyaa}%
\film{Teen Bahuraniyan}%
\year{1968}%
\starring{Prithviraj Kapoor, Rajendranath, Shashikala, Agha, Dhumal, Ramesh Deo}%
\singer{Asha, Kamal Barot, Mahendra Kapoor}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Vandana Iyengar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

bachche : aamadanii aTThannii khach.raa rupaiyaa
          aamadanii aTThannii khach.raa rupaiyaa
          bhaiyyaa na puuchho na puuchho haal
          natiijaa Than Than gopaal

daadaa  : ek do tiin chaar paa.Nch chhH saat aaTh hmmm...
bachche : aamadanii aTThannii khach.raa rupaiyaa
          bhaiyyaa na puuchho na puuchho haal
          natiijaa Than Than gopaal

daadaa  : jo kuchh apane paas hai bachcho.n us se kaam chalaa_o
bachche : jo kuchh apane paas hai ##Mummy## us se kaam chalaa_o
          ##Daddy## us se kaam chalaa_o
bahue.n : tum ho bachche akal ke kachche ham ko na samajhaa_o
          jaao ham ko na samajhaa_o
          bolo bolo?  ab kya bole?
daadaa  : jo kuchh nahii.n hai us ke khaatir jo hai vo na khonaa
bachche : jo kuchh nahii.n hai us ke khaatir jo hai vo na khonaa
          dekho jo hai vo na khonaa
          chuu.N chuu.N chuu.N chuu.N 
          chi.Diyaa chug gayii khet to phir na ronaa
          ##Mummy## uu.Nh uu.Nh phir na ronaa
daadaa  : char kamaaye, aaTh lagaaye
bachche : char kamaaye aaTh lagaaye baabuu kanhaiyyaalaal
          natiijaa Than Than gopaal

bahue.n : dekho sasurajii, apane pa.Dosii
          dekho sasurajii, apane pa.Dosii, hai.n kis shaan se rahate
          dekho hai.n kis shaan se rahate
daadaa  : har jo chiiz chamakatii hai usako sonaa nahii.n kahate
          haa.N usako sonaa nahii.n kahate
beTe    : aap pitaajii buu.Dhe ho gaye ##fashion## kaise bhaaye
          baapuu ##fashion## kaise bhaaye?
daadaa  : ra.ng gadhe ko kar lo to kyaa ban jaatii hai gaay
          bolo ban jaatii hai gaay?
beTe    : ##Daddy## ye ye ye, ##Daddy## ye ye ye
          hamako bhaaye halavaa puurii
          hamako bhaaye halavaa puurii aapako roTii daal
bachche : natiijaa Than Than gopaal

beTe    : jo hogaa dekhaa jaayegaa do din mauj u.Daa le.n
          haa.N haa.N do din mauj u.Daa le.n
bachche : ghar me.n bijalii nahii.n to kyaa ghar ko aag lagaa le.n
          bolo ghar ko aag lagaa le.n
daadaa  : bolo bolo chup kyo.n ho gaye
beTe    : tum kyaa jaano baapuu duniyaa badale shaam\-savere
          duniyaa badale shaam\-savere
daadaa  : mai.n huu.N baap tumhaaraa beTaa yaa tum baap ho mere
          bolo kyaa tum baap ho mere?
bachche : bhuulaa bhuulaa kau_aa bhuulaa
          kau_aa bhuulaa apanii chaal
          chalaa jo ha.Ns kii chaal
          natiijaa Than Than gopal!

          aamadanii aTThannii khach.raa rupaiyaa
          bhaiyyaa na puuchho na puuchho haal
          natiijaa Than Than gopaal

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
