% ISB File: Teerandaaz_1955.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai pardaanashii.n ye ishq kahii.n}%
\film{Teerandaaz}%
\year{1955}%
\starring{Madhubala, Ranjan}%
\singer{Lata, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Satish Kalra
% Transliterator: Satish Kalra
% Date: 16 Dec 2004
% Series: Latanjali
% Comments: A ghazal style lilting song
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

la:  ai pardaanashii.n ye ishq kahii.n pardo.n me.n chhupaayaa jaataa hai
naadaan kahii.n in sholo.n ko siine me.n dabaayaa jaataa hai
ko: aa aa aa

la:  pardo.n me.n abhii hone de jawaa.N a.Ndaaz ye tiira.ndaazii ke
a.Ndaaz ye sab rah jaate hai.n jab tiir chalaayaa jaataa hai
ko:  ai pardaanashii.n ...

la:  maanaa ke zabaa.N Kaamosh rahe aa.Nkho.n pe magar kaabuu kisakaa
maanaa ke zabaa.N Kaamosh rahe aa.Nkho.n pe magar kaabuu kisakaa
afasaanaa e dil ho.nTho.n se nahii.n aa.Nkho.n se sunaayaa jaataa hai
ko: ai pardaanashii.n ...

la:  is aaga kaa bujhanaa mushkil hai is raaz kaa chhupanaa mushkil hai
hote hai.n jahaa.N bhar me.n charache jitanaa ye chhupaayaa jaataa hai
ko: ai pardaanashii.n ...

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ba.Dii bewafaa hai u.Datii hawaa hai}%
\film{Teerandaaz}%
\year{1955}%
\starring{Ranjan, Madhubala}%
\singer{Lata, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Satish Kalra
% Transliterator: Satish Kalra
% Date: 18 Dec 2004
% Series: Latanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

la:  ba.Dii bewafaa hai u.Datii hawaa hai
ba.Dii bewafaa hai u.Datii hawaa hai
ye zi.ndagii saaqiyaa
ko: aa aa aa
la: vo duniyaa kahaa.n hai milatii jahaa.n hai
dil kii Kushii saaqiyaa
dil kii Kushii saaqiyaa
ko:  aa aa aa

la:  dekhaa hai ham ne din raat pii ke
nikale na phir bhii armaan jii ke
jhuuTii hai saaqii mai kii ye mastii
roshan ho kaise phir dil kii bastii
ko:  jhuuTii hai saaqii mai kii ye mastii
roshan ho kaise phir dil kii bastii
yahaa.n na vahaa.n hai jaane kahaa.n hai
vo roshanii saaqiyaa
vo roshanii saqiyaa
ko:  aa aa aa
ba.Dii bewafaa hai ..

la:  shiishe me.n jo hai vo to hai naqalii
kahaa.n pe chhupaa ke rakhii hai asalii
aa.Nkho.n se apanii ik jaam de de
betaab dil ko aaraam de de
ko:  aa.Nkho.n se apanii ik jaam de de
betaab dil ko aaraam de de
la:  ta.Dapaa rahii hai rah rah ke dil kii
ye bekalii saaqiyaa
ye bekalii saaqiyaa
ko:  aa aa  aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ishq aayaa ... ashaqo.n me.n Duub Duub ke}%
\film{Teerandaaz}%
\year{1955}%
\starring{Madhubala, Ajit}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Audio On: Persoanl collection
% Contributor: Satish Kalra
% Transliterator: Satish Kalra
% Date: 1 Feb 2005
% Series: Latanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

ishq aayaa merii duniyaa me.n to aise aayaa
ik jhalak deke chhupaa chaa.Nd a.Ndheraa chhaayaa

ashaqo.n me.n Duub Duub ke aa_ii ha.Nsii  to kyaa
mar mar ke do gha.Dii ko milii zi.ndagii to kyaa
ashaqo.n...

bulabul ne jab kafas me.n Thikaanaa banaa liyaa
a.Nga.Daa_ii leke shaaK se puuchhii kalii to kyaa
a.Nga.Daa_ii leke shaaK se puuchhii kalii to kyaa
mar mar ke...

ro ro ke bujh gaye merii aa.Nkho.n ke jab chiraaG
ro ro ke bujh gaye merii aa.Nkho.n ke jab chiraaG
phir zi.ndagii me.n shamm-e-muhabbat jalii to kyaa
mar mar ke...

jab zi.ndagii me.n koii tamannaaa hii na rahii
tab jaake dil ko ishq kii ma.Nzil mili to kyaa
mar mar ke...

ashaqo.n men Duub Duub ke...

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{rahatii nahii.n hameshaa, ye chaa.Nd kii jawaanii}%
\film{Teerandaaz}%
\year{1955}%
\starring{Ranjan, Madhubala}%
\singer{Lata, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Audio on: Personal collection
% Contributor: Satish Kalra
% Transliterator: Satish Kalra
% Date: 16 Dec 2004
% Series: Latanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

la:  rahatii nahii.n hameshaa, ye chaa.Nd kii jawaanii
jii bhar ke aish kar le

ko:  jii bhar ke aish kar le

la:  jab tak hai zi.ndagaanii, jab tak ye zi.ndagaanii

ko:  aa aa aa

la:  guzare jo mastiyo.n me.n achchhii vahii  gha.Dii hai
varanaa ajal to kab se piichhe tere kha.Dii hai
ko:  aa aa aa
la:  jab tak chale chalaa le ye saa.Ns kii kahaanii
jii bhar ke aish kar le

ko: jii bhar ke aish kar le

la:  jab tak hai zi.ndagaanii, jab tak ye zi.ndagaanii

ko:  aa aa aa

la:  ye Kaab hai sunaharaa, ra.Ngiin hai ye dhokaa
mat chho.D zi.ndagii kaa koii hasiin maukaa
aayegaa haath phir naa, bahataa huaa ye paanii
jii bhar ke aish kar le

ko: jii bhar ke aish kar le
la:  jab tak hai zi.ndagaanii jab tak ye zi.ndagaanii

ko:  aa aa aa

la:  rahatii nahii.n hameshaa, ye chaa.Nd kii jawaanii
jii bhar ke aish kar le
ko:  jii bhar ke aish kar le
jab tak hai zi.ndagaanii jab tak ye zi.ndagaanii
 aa aa aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye hasiin shaam gardish me.n jaam}%
\film{Teerandaaz}%
\year{1955}%
\starring{Ranjan, Madhubala}%
\singer{Lata, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Audio On: Personal collection
% Contributor: Urzung Khan, Satish Kalra
% Transliterator: Satish Kalra
% Date: 21 Dec 2004
% Series: Latanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

la:  ye hasiin shaam gardish me.n jaam mehfil me.n ra.ng chhayaa
jo hai dil kaa nuur us kaa huzuur aaKir salaam aayaa
ye hasiin shaam gardish me.n jaam mehfil me.n ra.ng chhayaa
jo hai dil kaa nuur us kaa huzuur aaKir salaam aayaa
salaam aayaa salaam aayaa salaam aayaa
ko:  aa aa aa

la:  jaagii umnag bajane de  cha.Ng behne de r.ang saaqii
jaagii umnag bajane de  cha.Ng behne de r.ang saaqii
Khusihiyon ka daur chalane de aur hasrat rahe na baaqii
ko:  aa aa aa
la:  hai shaad shaam mehfil tamaam qaasid payaam laayaa
jo hai dil kaa nuur  ...
ko:  aa aa aa

la:  pehluu nashiin ab vo hasiin vo maahataab hogaa
pehluu nashiin ab vo hasiin vo maahataab hogaa
jiskaa hijaab jisakaa shabaab bas laajawaab hogaa
ko: aa aa aa
la:  beikhtiaar ho.ntho.n pe yaar teraa hii naam ayaa
jo hai dil ka nuur..

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
