% ISB File: TeesraKaun_1965.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{pyaar kaa fasaanaa banaa le dil diivaanaa}%
\film{Teesra Kaun}%
\year{1965}%
\starring{Firoz Khan, Kalpana, Shashikala}%
\singer{Mukesh, Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10804 [V S Rawat]
% Credits: Ashok Dhareshwar

\printtitle
#indian

mu \:	pyaar kaa fasaanaa banaa le dil diivaanaa \-2
	kuchh tum kaho kuchh ham kahe.n \-2
la \:	pyaar kaa fasaanaa \threedots

mu \;	aisaa naa ho baaGo.n se bahaar chalii jaa_e
	kalii\-kalii ho ke beqaraar chalii jaa_e
	aisii rut binaa ki_e pyaar chalii jaa_e
	isiili_e to kahaa hai
la \:	pyaar kaa fasaanaa \threedots

mu \:	chhoTii sii hai aaj kii hamaarii mulaaqaat
la \:	ha.n ha.n
mu \:	ye na ho ki jii me.n rah jaa_e jii kii baat
	jaane phir kab ko_ii dekhe hame.n saath
	isiili_e to kahaa hai
la \:	pyaar kaa fasaanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
