% ISB File: TeesriManzil_1966.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa jaa aa jaa mai.n huu.N pyaar teraa}%
\film{Teesri Manzil}%
\year{1966}%
\starring{Shammi Kapoor, Asha Parekh}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)

\printtitle
#indian

ra:	aa jaa aa jaa mai.n huu.N pyaar teraa
	allaah allaah inkaar teraa o
	o aa jaa, aah aah aa jaa, aa e e aa jaa,
	aah aah aa jaa, aa e e aa jaa,
	aah aah aa jaa, aa e e aa jaa,
	aah aah aa \threedots
	aa jaa aa jaa, mai.n huu.N pyaar teraa
	allaa allaa, inakaar teraa o
	o aa jaa, aah aah aa jaa, aa e e aa jaa,
	aah aah aa jaa, aa e e aa jaa,
	aah aah aa jaa, aa e e aa jaa,
	aah aah aa \threedots
	
ra:	o.a tumape hazaaro.n kii aa.Nkhe.n, chaahiye tumako sahaaraa o
	palko.n mai.n aao chhupaaluu.n, naazuk tan hai.n tumhaaraa o
	o aa jaa \threedots
	aa jaa aa jaa, mai.n huu.N pyaar teraa
	allaa allaa, inakaar teraa o
	o aa jaa, aah aah aa jaa, aa e e aa jaa,
	aah aah aa jaa, aa e e aa jaa,
	aah aah aa jaa, aa e e aa jaa,
	aah aah aa \threedots

aa:	ho.a meraa Kayaal tujhe hai.n, mai.nne abhii yahii jaanaa o
	sachchaa hai.n pyaar ki jhuuThaa, ye hai.n mujhe aazamaanaa ho
	o aa jaa \threedots
	aa jaa aa jaa, dekhuu.N pyaar teraa
	allaa allaa, inakaar teraa o
	o aa jaa, aah aah aa jaa, aa e e aa jaa,
	aah aah aa jaa, aa e e aa jaa,
	aah aah aa jaa, aa e e aa jaa,
	aah aah aa \threedots

ra:	o.a rakhanaa thaa dil pe hamaare haath chhu.Daa ke chalii ho
aa:	o.a jii haa.N zaraa ye bhii kahiye, aag lagaa ke chalii ho o
	o aa jaa \threedots
ra:	aa jaa aa jaa dekho pyaar teraa
	allaah allaah inkaar teraa o

dono:	o aa jaa, aah aah aa jaa, aa e e aa jaa,
	aah aah aa jaa, aa e e aa jaa,
	aah aah aa jaa, aa e e aa jaa,
	aah aah aa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dekhiye saahibo vo koii aur thii}%
\film{Teesri Manzil}%
\year{1966}%
\starring{Shammi Kapoor, Asha Parekh, Premnath}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

dekhiye saahibo.n vo koii aur thii
aur ye naazanii.n hai merii
mai.n inape marataa huu.N
samajhaa thaa mai.n ye hai.n kha.Dii
lekin vahaa.N koii aur thii
inake liye ai mohataram
chhe.Daa kisii aur ko thaa Kudaa kii qasam
dekhiye saahibo.n   \threedots

logo.n kahane do isako
ye hai koii diivaanaa
mai.n na jaanuu.N kisii ko
itanaa meraa fasaanaa
o ho
ek dam galat fasaanaa hai
inase to puraanaa hai
apanaa silasilaa
dekho to pyaar inako bhii hai
meraa Kumaar inako bhii hai
inake liye ai mohataram
chhe.Daa kisii aur ko thaa Kudaa kii qasam
dekhiye saahibo.n   \threedots

mai.n ne kab isako chaahaa
kah do itanaa na phe.nke
aashiq banane se pahale
apanii suurat to dekhe
o ho
suurat bhalii burii kyaa hai
saudaa to nazar kaa hai
saudaa pyaar kaa
inako kahaa.N Gam dosto.n
rusavaa hue ham dosto.n
inake liye ai mohataram
chhe.Daa kisii aur ko thaa Kudaa kii qasam
dekhiye saahibo.n   \threedots

haay haay dekho to isako
bole hii jaa rahaa hai
ulajhii baato.n me.n zaalim
sabako ulajhaa rahaa hai
o ho
sach ban gayaa agar ulajhan
phir kahiye janaab\-e-\man
merii kyaa Kataa
mujh par yakii.n ab kam sahii
mai.n saadaa dil mujarim sahii
inake liye ai mohataram chhe.Daa
kisii aur ko thaa Kudaa kii kasam
dekhiye saahibo.n   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{diivaanaa mujhasaa nahii.n is ambar ke niiche}%
\film{Teesri Manzil}%
\year{1966}%
\starring{Shammi Kapoor, Asha Parekh, Premnath}%
\singer{Rafi}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10805 [V S Rawat]
% Credits: Ashok Dhareshwar

\printtitle
#indian

diivaanaa mujh saa nahii.n is ambar ke niiche \-2
aage hai qaatil meraa aur mai.n piichhe\-piichhe
diivaanaa mujh saa \threedots

paayaa hai dushman ko jab se pyaar ke qaabil
tab se ye aalam hai rastaa yaad na ma.nzil
nii.nd me.n jaise chalataa hai ko_ii chalanaa yuu.N hii aa.Nkhe.n mii.nche
diivaanaa mujh saa \threedots

hamane bhii rakh dii hai.n kal pe kal kii baate.n \-2
jiivan kaa haasil hai.n pal do pal kii baate.n
do hii gha.Dii kaa saath rahegaa karanaa kyaa hai tanahaa jii ke
diivaanaa mujh saa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o hasiinaa zulfo.n vaalii jaan\-e\-jahaa.N}%
\film{Teesri Manzil}%
\year{1966}%
\starring{Shammi Kapoor, Asha Parekh}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Ravi Kant Rai
% Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

rafii:	o hasInaa zulfo.n vaalii jaanejahaa.N
Dhuu.NDhatii hai.n kaafir aa.Nkhe.n kisakaa nishaa.n
o hasInaa zulfo.n vaalii jaanejahaa.N	
Dhuu.NDhatii hai.n kaafir aa.Nkhe.n kisakaa nishaa.n
mahafil mahafil ai shamaa phiratii ho kahaa.N \- 2

aashaa:	vo anjaanaa Dhuu.NDhatii huu.N
vo dIvaanaa Dhuu.NDhatii huu.N
jalaakar jo chhip gayaa hai
vo paravaanaa Dhuu.NDhatii huu.N

aashaa: garm hai, sez hai, ye nigaahe.n merii
rafii:	kaam aa, jaayegii sard, aahe.n merii
aashaa:	tum kisii, raah me.n, to miloge kahii.n
rafii:	are! ishq huu.N, mai.n kahii.n Thaharataa hii nahii.n
aashaa:	mai.n bhii huu.N galiyo.n kii parachhaaii
kabhii yahaa.N kabhii vahaa.N
shaam hii se kuchh ho jaataa hai
merA bhii jaaduu javaa.n

rafii:	o hasInaa zulfo.n vaalii jaanejahaa.N	
Dhuu.NDhatii hai.n kaafir aa.Nkhe.n kisakaa nishaa.n
mahafil mahafil ai shamaa phiratii ho kahaa.N \- 2

aashaa:	vo anjaanaa Dhuu.NDhatii huu.N
vo dIvaanaa Dhuu.NDhatii huu.N
jalaakar jo chhip gayaa hai
vo paravaanaa Dhuu.NDhatii huu.N

aashaa:	chhip rahe, hai ye, kyaa Dha.ng hai aapakaa?
rafii:	aaj to, kuchh nayaa, ra.ng hai aapakaa
aashaa:	hai!  aaj kii, raat mai.n, kyaa se kyaa ho gayii
rafii:	aha! aapakii saadagii, to bhalaa ho gayii
aashaa:	mai.n hii huu.N galiyo.n kii parachhaaii
kabhii yahaa.N kabhii vahaa.N
shaam hii se kuchh ho jaataa hai
merA bhii jaaduu javaa.n

rafii:	o hasInaa zulfo.n vaalii jaanejahaa.N	
Dhuu.NDhatii hai.n kaafir aa.Nkhe.n kisakaa nishaa.n
mahafil mahafil ai shamaa phiratii ho kahaa.N \- 2

aashaa:	vo anjaanaa Dhuu.NDhatii huu.N
vo dIvaanaa Dhuu.NDhatii huu.N
jalaakar jo chhip gayaa hai
vo paravaanaa Dhuu.NDhatii huu.N

aashaa:	Thahariye, to sahii, kahiye kyaa naam hai
rafii:	merii badanaamiyo.n kA vafaa naam hai
aashaa:	oho!  qatl kar ke chale ye vafaa, khuub hai
rafii:	hai! naadaa.n terii, ye adaa, khuub hai
aashaa:	mai.n bhii huu.N galiyo.n kI parachhaaI
kabhii yahaa.N kabhii vahaa.N
shaam hii se kuchh ho jaataa hai
merA bhii jaaduu javaa.n

rafii:	o hasInaa zulfo.n vaalii jaanejahaa.N	
Dhuu.NDhatii hai.n kaafir aa.Nkhe.n kisakaa nishaa.n
mahafil mahafil ai shamaa phiratii ho kahaa.N \- 2

aashaa:	vo anjaanaa Dhuu.NDhatii huu.N
vo dIvaanaa Dhuu.NDhatii huu.N
jalaakar jo chhip gayaa hai
vo paravaanaa Dhuu.NDhatii huu.N!!!

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o mere sonaa re sonaa re sonaa re}%
\film{Teesri Manzil}%
\year{1966}%
\starring{Shammi Kapoor, Asha Parekh}%
\singer{Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana bhat (B536HIND@UTARLVM1.UTA.EDU)
%          Raj Ganesan (cpd.tandem.com!raj)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

o mere sonaa re sonaa re sonaa re
de duu.ngii jaan judaa mat honaa re
(maine tujhe zaraa der me.n jaanaa
huaa kusuur khafaa mat honaa re ) \- 2
o mere sonaa re sonaa re sonaa re

o merii baa.Nho.n se nikalake
tuu agar mere raste se haT jaaegaa
to laharaake, ho balakhaake
meraa saayaa tere tan se lipaT jaaegaa
tum chhu.Daao laakh daaman
chho.Date hai.n kab ye aramaa.n
ki mai.n bhii saath rahuu.Ngii rahoge jahaa.N
o mere \threedots

o miyaa.n hamase na chhipaao
vo banaavaT ki saarii adaae.n liye
ki tum isape ho itaraate
ki mai.n piichhe huu.N sau iltizaae.n liye
jii mai.n khush huu.N mere sonaa
jhuuTh hai kyaa, sach kaho naa
ki mai.n bhii saath rahuu.Ngii rahoge jahaa.N
o mere \threedots

o phir hamase na ulajhanaa
nahii.n laT aur ulajhan me.n pa.D jaaegii
o pachhataaogii kuchh aise
ki ye surakhii labo.n kii utar jaaegii
ye sazaa tum bhuul na jaanaa
pyaar ko Thokar mat lagaanaa
ki chalaa jaaU.ngaa phir mai.n na jaane kahaa.N
o mere \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tumane mujhe dekhaa ho kar meharabaa.N}%
\film{Teesri Manzil}%
\year{1966}%
\starring{Shammi Kapoor, Asha Parekh}%
\singer{Rafi}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Apoorv Srivastava <apoorv@isi.edu>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 1/13/1997

\printtitle
#indian

(tum ne mujhe dekhaa, ho kar meharbaa.n
 ruk ga_ii ye zamii.n, ruk ga_ii zamii.n
 tham gayaa aasamaa.n, jaan\-e\-man jaan\-e\-jaa.n) \- 2
tum ne mujhe dekhaa

o kahii.n dard ke saharaa me.n, rukate chalate hote
in ho.nTho.n kii hasarat me.n, tapate jalate hote
meharbaa.n ho ga_ii, zulf kii badaliyaa.N
jaan\-e\-man, jaan\-e\-jaa.n
tum ne mujhe dekhaa \threedots

o, lekar ye hasii.n jalave, tum bhii na kahaa.N pahu.Nche
aakhir ko mere dil tak, kadamo.n ke nishaa.n pahu.Nche
khatm se ho gae raaste sab yahaa.N
jaan\-e\-man, jaan\-e\-jaa.n
tum ne mujhe dekhaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
