% ISB File: TereMereSapne_1971.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{he suno re ... zamaane dhat tere kii}%
\film{Tere Mere Sapne}%
\year{1971}%
\starring{Dev Anand, Mumtaz}%
\singer{Manna Dey, Chorus}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Neeraj}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ma:	he suno re, suno re, suno re sajjano
	a.ndhii prajaa a.ndhaa raajaa
	Takaa ser bhaajii Takaa ser khaajaa
	Takaa ser janataa Takaa ser netaa
	ham to mar gaye haay zamaane dhat tere kii
ko:	zamaane dhat tere kii

ma:	are a.ndhii prajaa a.ndhaa raajaa
	Takaa ser bhaajii Takaa ser khaajaa
	Takaa ser janataa Takaa ser netaa
	ham to mar gaye haay zamaane dhat tere kii
ko:	zamaane dhat tere kii

ma:	desh ko khaa gaii netaagiirii khet ko khaa gayaa suukhaa
ko:	are khet ko khaa gayaa suukhaa
ma:	he desh ko khaa gaii netaagiirii khet ko khaa gayaa suukhaa
ko:	khet ko khaa gayaa suukhaa
ma:	are dharam ko khaa gaye paNDit mullaa karam huii gayaa bhuusaa
ko:	karam huii gayaa bhuusaa
ma:	e kauvve khaaye.n he
ko:	waah bhayyaa
ma:	kauvve khaaye.n duudh\-malaaii ha.Ns mare haay bhuukhaa
	zamaane
ko:	dhat tere kii
	zamaane dhat tere kii

ma:	e raam\-raaj ke ghaaT pe ab to rah gaye kewal jhaNDe
ko:	are rah gaye kewal jhaNDe
ma:	e raam\-raaj ke ghaaT pe ab to rah gaye kewal jhaNDe
ko:	rah gaye kewal jhaNDe
ma:	are jhaNDo.n ko bhii le kar bhayyaa chale sa.Dak par DaNDe
ko:	chale sa.Dak par DaNDe
ma:	are kaun desh kaa dhyaan kare
ko:	kyaa baat hai
ma:	kaun desh kaa dhyaan kare sab hai.n kursii ke
ko:	kyaa
ma:	sab hai.n kursii ke paNDe
	zamaane dhat tere kii
ko:	zamaane dhat tere kii
	zamaane hat tere kii

ma:	ho.a
	dar\-dar maarii phire sachchaaii ban kar yahaa.N bhikaarii
ko:	are ban kar yahaa.N bhikaarii
	ho dar\-dar maarii phire sachchaaii ban kar yahaa.N bhikaarii
ko:	ban kar yahaa.N bhikaarii
ma:	are raaj kare.n mahalo.n me.n baiThii 
ko:	dagaabaaz makkaarii
ma:	e jitane ##doctor## ba.Dhe he
	jitane ##doctor## ba.Dhe desh me.n utanii ba.Dhii biimaarii
ko:	haay re haay
ma:	utanii ba.Dhii biimaarii
	zamaane
ko:	dhat tere kii
	zamaane dhat tere kii

ma:	are a.ndhii prajaa a.ndhaa raajaa
	Takaa ser bhaajii Takaa ser khaajaa
	Takaa ser janataa Takaa ser netaa
	ham to mar gaye haay zamaane dhat tere kii
ko:	zamaane dhat tere kii

ma:	das\-das jo ##tax## nahii.n de wo ban jaaye ##leader##
ko:	are wo ban jaaye ##leader##
ma:	haa.N das\-das jo ##tax## nahii.n de wo ban jaaye ##leader##
ko:	wo ban jaaye ##leader##
ma:	are Kuun\-pasiinaa ek kare jo wo ho jaaye phaTiichar
ko:	wo ho jaaye phaTiichar
ma:	kaun akal kii baat kare
	kaun akal kii baat kare bha_i sab par cha.Dhaa saniichar
	zamaane
ko:	dhat tere kii
	zamaane dhat tere kii

ma:	raat me.n thaa wo
ko:	kaa
ma:	raat me.n thaa wo liigii bhayyaa subah banaa ##congressii##
ko:	are subah banaa ##congressii##
ma:	are raat me.n thaa wo liigii bhayyaa subah banaa ##congressii##
ko:	subah banaa ##congressii##
ma:	dal\-badaluu ne niit\-niyam kii kar dii aisii kii taisii
ko:	kar dii aisii kii taisii
ma:	jisakii laaThii bhai.ns usii kii
	jisakii laaThii bhai.ns usii kii kyaa hai ##democracy##
	zamaane dhat tere kii
ko:	zamaane dhat tere kii
	zamaane hat tere kii

% "liigii" = a member/ supporter of Muslim League

ma:	e hawaa chalii pachchhim kii aisii kalaa hu_ii beDha.ngii
ko:	are kalaa hu_ii beDha.ngii
ma:	ho o o hawaa chalii pachchhim kii aisii kalaa hu_ii beDha.ngii
ko:	kalaa hu_ii beDha.ngii
ma:	are a.ngrejii kaa raag alaape hi.ndii kii saara.ngii
ko:	hi.ndii kii saara.ngii
ma:	aazaadii ke baal sa.Nwaare
ko:	waah bhayyaa
ma:	aazaadii ke baal sa.Nwaare haay karze kii ka.nghii
	zamaane
ko:	dhat tere kii
	zamaane dhat tere kii

ma:	are a.ndhii prajaa a.ndhaa raajaa
	Takaa ser bhaajii Takaa ser khaajaa
	Takaa ser janataa Takaa ser netaa
	ham to mar gaye haay zamaane dhat tere kii
ko:	dhat tere kii
ma:	hat tere kii
ko:	( dhat tere kii
ma:	are hat tere kii ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaise raadhaa ne maalaa japii shyaam kii}%
\film{Tere Mere Sapne}%
\year{1971}%
\starring{Dev, Mumtaz, Hema}%
\singer{Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Neeraj}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Pradeep Dubey (pradeep@watson.ibm.com)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
%          Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
%          Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
%          Surajit Bose
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

jaise raadhaa ne maalaa japii shyaam kii \- 2
mai.n ne o.Dhii chunariyaa tere naam kii
tere naam kii ho piyaa, tere hii naam kii
raadhaa ne \threedots

priit kyaa ju.Dii
priit kyaa ju.Dii, Dor kyaa ba.Ndhii
binaa jatan binaa yatan ho gaii mai.n nayii
binaa mol kii mai.n bikii, binaa daam kii
raadhaa ne \threedots

kyaa tara.ng hai
kyaa tara.ng hai, kyaa uma.ng hai
more a.Ng a.Ng rachaa pii kaa ra.ng hai
sharm aaii, kaise kahuu.N baat shyaam kii
raadhaa ne \threedots

paa liyaa tujhe, paa liyaa
paa liyaa tujhe, paaii har khushii
chaahuu.N baar baar cha.Dhuu.N terii paalakii
subah shaam kii ye pyaas ba.De kaam kii
raadhaa ne \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jiivan kii bagiyaa mahakegii, lahakegii, chahakegii}%
\film{Tere Mere Sapne}%
\year{1971}%
\starring{Dev Anand, Mumtaz}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Neeraj}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Vandana Venkatesan  (vandana@ece.scarolina.edu)
%          Arati Deo (arati@taj.rice.edu)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

lataa:
jiivan kii bagiyaa mahakegii, lahakegii, chahakegii
khushiyo.n kii kaliyaa.N jhuume.ngii, jhuule.ngii, phuule.ngii
jiivan kii bagiyaa \threedots
lataa:
vo meraa hogaa,  vo sapanaa teraa hogaa
milajul ke maa.Ngaa,  vo teraa meraa hogaa
jab jab vo muskuraaegaa,  apanaa saveraa hogaa \threedots
tho.Daa hamaaraa tho.Daa tumhaaraa,
aayegaa phir se bachapan hamaaraa
jiivan kii bagiyaa \threedots

kishor:
ham aur ba.ndhe.nge,  ham tum kuchh aur ba.ndhe.nge
hogaa koii biich,  to ham tum aur ba.ndhe.nge
baa.ndhegaa dhaagaa kachchaa,  ham tum tab aur ba.ndhe.nge \threedots
tho.Daa hamaaraa tho.Daa tumhaaraa
aayegaa phir se bachapan hamaaraa
jiivan kii bagiyaa \threedots

lataa:
meraa raajadulaaraa,  vo jiivan praaN hamaaraa
phuulegaa ek phuul,  khilegaa pyaar hamaaraa
din kaa vo suuraj hogaa,  raato.n kaa chaa.nd sitaaraa \threedots
tho.Daa hamaaraa tho.Daa tumhaaraa
aayegaa phir se bachapan hamaaraa
jiivan kii bagiyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.nne kasam lii tuune kasam lii}%
\film{Tere Mere Sapne}%
\year{1971}%
\starring{Dev Anand, Mumtaz}%
\singer{Lata, Kishore}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Neeraj}%

% Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu)
% Credits: Chetan 
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ki:	he mai.n ne qasam lii
l:	lii
ki:	he tuune qasam lii
l:	lii
ki:	nahii.n ho.nge judaa ham\threedots
ki/l:	he mai.n ne qasam lii

ki:	saa.Ns terii madira madira jaise rajanii ga.ndhaa
	pyaar teraa madhura madhura chaa.Ndanii kii ga.ngaa
l:	##hm hm ## saa.Ns terii madira madira jaise rajanii ga.ndhaa
	pyaar teraa madhura madhura chaa.Ndanii kii ga.ngaa
	nahii.n ho.nge judaa
ki:	nahii.n ho.nge judaa
l:	nahii.n ho.nge judaa ham\threedots 
	mai.n ne qasam lii
ki:	lii
l:	he tuune qasam lii
ki:	lii
l:	nahii.n ho.nge judaa ham\threedots
ki/l:	he mai.n ne qasam lii

l:	paa ke kabhI, khoyaa tujhe, kho ke kabhI paayaa
	janam janam, tere liye, badalii hamane kaayaa	 
ki:	paa ke kabhI, khoyaa tujhe, kho ke kabhI paayaa
	janam janam, tere liye, badalii hamane kaayaa
	nahii.n ho.nge judaa
l:	nahii.n ho.nge judaa
ki:	nahii.n ho.nge judaa ham\threedots
	mai.n ne qasam lii
l:	lii
ki:	he tuune qasam lii
l:	lii
ki:	nahii.n ho.nge judaa ham\threedots
ki/l:	he mai.n ne qasam lii

ki:	eka tan hai, ek man hai, ek prANa apane
	ek ra.ng, ek ruup, tere mere sapane
l:	ek tan hai, ek man hai, ek praNa apane
	ek ra.ng, ek ruup, tere mere sapane
	nahii.n ho.nge judaa
ki:	nahii.n ho.nge judaa
l:	nahii.n ho.nge judaa ham\threedots
	mai.n ne qasam lii
ki:	lii
l:	he tuune qasam lii
ki:	lii
l:	nahii.n ho.nge judaa ham\threedots
ki/l:	he mai.n ne qasam lii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{meraa antar ek ma.ndir hai teraa}%
\film{Tere Mere Sapne}%
\year{1971}%
\starring{Dev Anand, Mumtaz}%
\singer{Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Neeraj}%

% Contributor: umdesai@cc.umanitoba.ca <Neha Desai>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@hendrix.coe.neu.edu>
% Date: 04/23/1996

\printtitle
#indian

meraa antar ek ma.ndir hai teraa, hai teraa
piiyaa, meraa jiivan, terii puujaa

so_uu.N yaa mai.n jaaguu.N
subah aur shaam pal\-pal chhin
tujh se tujhako maa.Nguu.N
paake tujhe apanaa banaake, tujhako hii lautaa duu.N
teraa antar ek ma.ndir hai teraa

pyaar teraa ???, raam jaane phir bhii kyo.N hai
jiivan suunaa suunaa
kaise kahuu.N kaise, kaise
dekhuu.N mai.n koii sapanaa
teraa antar ek ma.ndir hai teraa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{thaa tha_ii thatha tha_ii ... jaane naa huaa mujhe kyaa}% 
\film{Tere Mere Sapne}%
\year{1971}%
\starring{Dev Anand, Mumtaz}%
\singer{Asha}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor:  Vandana Venkatesan (vandana@charlie.ece.scarolina.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian

thA thaI thatha thaI aththathaI thaI thaT 
phirake pag jiyaa gaaye gaaye gaaye 
thA thaI thatha thaI aththathaI thaI thaT 
jaane nA huA mujhe kyaa phirake pag jiyaa gaaye gaaye gaaye 
thA thaI thatha thaI aththathaI thaI thaT 

mahakii rAho.n tak bahakatii chhaaho.n tak 
piyaa kii baaho.n taq mujhe hai jaanaa 
ghaTA aaye jhuk jhuk ke havaa chale ruk ruk ke 
kare dil dhuk dhuk re gaalii maare tan 
o jaane nA huA mujhe kyaa phirake pag jiyaa gaaye gaaye gaaye 
thA thaI thatha thaI aththathaI thaI thaT 

nA so_ii akhiyaa.N re rulaaye ratiyaa.n re 
sataaye sakhiyaa.n re karuu.N hai mai.n kyA 
zaraa balakhaake aa jaraa ghabaraake aa 
zaraa laharaake aa dil hai pyAs 
o jaane nA huA mujhe kya phirake pag jiyaa gaaye gaaye gaaye 
thA thaI thatha thaI aththathaI thaI thaT 

kah do sitaaro.n se kah do bahaaro.n se 
kah do nazaro.n se hame.n vo dekhe.n nA 
rijhaauu.Ngii pii ko manaauu.Ngii pii ko 
sulaauu.ngii pii ko bichhaake nainaa 
o jaane nA huA mujhe kya phirake pag jiyaa gaaye gaaye gaaye 
thA thaI thatha thaI aththathaI thaI thaT 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
