% ISB File: TeriQasam_1982.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dil kii baat kahii.n lab pe naa aa jaaye}%
\film{Teri Qasam}%
\year{1982}%
\starring{Kumar Gaurav, Poonam Dhillon}%
\singer{Amit Kumar}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

dil kii baat kahii.n lab pe naa aa jaaye
ha.Nsate\-ha.Nsate aa.Nkh kahii.n na bhar aaye
o dil kii baat kahii.n lab pe naa aa jaaye
ha.Nsate\-ha.Nsate aa.Nkh kahii.n na bhar aaye
yaad rahe, yaad rahe, kyaa
dil kii baat kahii.n lab pe naa aa jaaye
ha.Nsate\-ha.Nsate aa.Nkh kahii.n na bhar aaye
o dil kii baat kahii.n lab pe naa aa jaaye
ha.Nsate\-ha.Nsate aa.Nkh kahii.n na bhar aaye

( chehare pe cheharaa lagaa lo
apanii suurat chhupaa lo ) \-2
kaise diiwaano.n ko ko_ii samajhaaye

dil kii baat kahii.n lab pe naa aa jaaye
ha.Nsate\-ha.Nsate aa.Nkh kahii.n na bhar aaye
yaad rahe, yaad rahe, kyaa
dil kii baat kahii.n lab pe naa aa jaaye
ha.Nsate\-ha.Nsate aa.Nkh kahii.n na bhar aaye

( jab haal dil kaa sunaanaa
ye baat naa bhuul jaanaa ) \-2
apane hai.n Gam log paraaye

dil kii baat kahii.n lab pe naa aa jaaye
ha.Nsate\-ha.Nsate aa.Nkh kahii.n na bhar aaye
yaad rahe, yaad rahe, kyaa
dil kii baat kahii.n lab pe naa aa jaaye
ha.Nsate\-ha.Nsate aa.Nkh kahii.n na bhar aaye

( dil me.n chubhe laakh kaa.NTe
patajhar me.n bhii phuul baa.NTe ) \-2
hamane bahaaro.n ke hii giit gaaye

dil kii baat kahii.n lab pe naa aa jaaye
ha.Nsate\-ha.Nsate aa.Nkh kahii.n na bhar aaye
yaad rahe, yaad rahe, kyaa
dil kii baat kahii.n lab pe naa aa jaaye
ha.Nsate\-ha.Nsate aa.Nkh kahii.n na bhar aaye
o dil kii baat kahii.n lab pe naa aa jaaye
ha.Nsate\-ha.Nsate aa.Nkh kahii.n na bhar aaye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham jis raste pe chale, us raste pe thii priit kha.Dii}%
\film{Teri Qasam}%
\year{1982}%
\starring{Kumar Gaurav, Poonam Dhillon}%
\singer{Amit Kumar, Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Himanshu Gupta (himanshu.gupta@eng.sun.com) 
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Tue Aug  8, 1995
% Credits: Rajeev Sivaram (rsivaram@cis.ohio-state.edu)
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) 

\printtitle
#indian

aa: ham jis raste pe chale, us raste pe thii priit kha.Dii
   priit ne hamako pahanaa dii, armaano.n kii hathaka.Dii
   tuu jahaa.N chale, mai.n vahaa.N chaluu.N
   tuu jahaa.N ruke, mai.n vahaa.N rukuu.N
la: ham jis raste \threedots

la: (ham anjaane ik duuje kii jaan bane
    pahale do dil the ab sau armaan bane) \-2
aa: are jaan ke dekho, ham kaise anjaan bane
   jaane kab dil Takaraae, jaane kab aa.Nkh se aa.Nkh la.Dii
la/aa: priit ne hamako \threedots

aa: (mausam hai yaa pyaar kaa ek paiGaam hai
    isiili_e ye pyaar ba.Daa badanaa hai) \-2
la: bhuul ga_e ham duniyaa kisakaa naam hai
   yaad rahe.nge hame.n hameshaa ye din, ye rut, ye gha.Dii
la/aa: priit ne hamako \threedots

aa: dekho abhii subah thii, ho ga_ii shaam abhii
la: dil phir ta.Dapaa aayaa thaa, aaraam abhii
aa: are, apane dil par likh do meraa naam abhii
la: o chhoTe se saajanaa tuu baate.n karataa hai ba.Dii
la/aa: priit ne hamako \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa huaa, ik baat par baraso.n kaa yaaraanaa gayaa}%
\film{Teri Qasam}%
\year{1982}%
\starring{Kumar Gaurav, Poonam Dhillon}%
\singer{Amit Kumar}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: rec.music.indian.misc 
% Transliterator: Ravi Kant Rai, Vivek Vohra 
% Credits: Vivek Vohra (vivek@oz.che.rochester.edu)
%          Arati Deo 
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

kyaa huaa, ik baat par baraso.n kaa yaaraanaa gayaa
is bahaane dosto.n kaa pyaar pahachaanaa gayaa
kyaa huaa, kyaa huaa
kyaa huaa, ik baat par baraso.n kaa yaaraanaa gayaa

kyaa sunaae.n ham kisii ko, pyaar kii ye daastaa.n \- (2)
pyaar kii ye daastaa.n
jaan jaane ko hai baakii, dil to dIvaanaa gayaa
kyaa huaa, ik baat par baraso.n kaa yaaraanaa gayaa \threedots

unakaa, unake Gam kaa ai dil, ab kare.n afasos kyaa \- (2)
ab kare.n afasos kyaa
jis ko aanaa thaa vo aayaa, jis ko thaa jaanaa gayaa
kyaa huaa, ik baat par baraso.n kaa yaaraanaa gayaa \threedots

unase milane kii ijaazat, ek bas hamako nahii.n \- (2)
ek bas hamako nahii.n
unase milane unake ghar, har apanaa begaanaa gayaa
kyaa huaa, ik baat par baraso.n kaa yaaraanaa gayaa

kyaa huaa, ik baat par baraso.n kaa yaaraanaa gayaa
kis bahaane dosto.n kaa pyaar pahachaanaa gayaa
kyaa huaa, kyaa huaa
kyaa huaa, ik baat par baraso.n kaa yaaraanaa gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye zamii.n gaa rahii hai, aasamaa.N gaa rahaa hai}%
\film{Teri Qasam}%
\year{1982}%
\starring{Kumar Gaurav, Poonam Dhillon}%
\singer{Amit Kumar}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Ravi Kant Rai 
% Credits: Arati Deo (arati@soma.rice.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ye zamii.n gaa rahii hai, aasamaa.N gaa rahaa hai
saath mere ye saaraa jahaa.N gaa rahaa hai

shokh kaliyo.n ke ghuu.NghaT sarakane lage hai.n
mast phuulo.n ke dil bhii dha.Dakane lage hai.n
ye bahaaro.n kaa dilakash samaa gaa rahaa hai
saath mere ye saaraa jahaa.N gaa rahaa hai

jhuumakar parbato.n pe ghaTaa chhaa rahii hai
pyaar kii umr shaayad kariib aa rahii hai
meraa dil pyaar kii ye daastaa.N gaa rahaa hai
saath mere ye saaraa jahaa.N gaa rahaa hai

bhuul kar raah koii hasii.n aa na jaae
is jagah koii paradaa\-nashii.n aa na jaae
is jagah aaj ek naujavaa.N gaa rahaa hai
saath mere ye saaraa jahaa.N gaa rahaa hai

ye zamii.n gaa rahii hai\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
