% ISB File: TheBurningTrain_1980.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kisii ke waade pe kyuu.N aitabaar hamane kiyaa}%
\film{The Burning Train}%
\year{1980}%
\starring{Dharmendra, Hema Malini, Vinod Khanna, Parveen Babi, Neetu Singh, Danny, Vinod Mehra, Jeetendra, Simi}%
\singer{Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

aa.a
kisii ke waade pe kyuu.N
kisii ke waade pe kyuu.N aitabaar hamane kiyaa \-2
na aane waalo.n kaa kyuu.N
na aane waalo.n kaa kyuu.N i.ntazaar hamane kiyaa
kisii ke waade pe kyuu.N aitabaar hamane kiyaa

na wo hamaare huye aur na ham rahe apane
haa.N na wo hamaare huye aur na ham rahe apane
muhabbato.n kaa ajab
muhabbato.n kaa ajab kaar\-o\-baar hamane kiyaa
kisii ke waade pe kyuu.N aitabaar hamane kiyaa

wo khel khel rahe the wo khel khel chuke
haa.N wo khel khel rahe the wo khel khel chuke
Kataa hamaarii thii kyuu.N
Kataa hamaarii thii kyuu.N unase pyaar hamane kiyaa
kisii ke waade pe kyuu.N aitabaar hamane kiyaa

bichha.D ke unase na jab dil kisii tarah badalaa
ho bichha.D ke unase na jab dil kisii tarah badalaa
sharaabaKaane kaa ruK
sharaabaKaane kaa ruK iKtiyaar hamane kiyaa

na aane waalo.n kaa kyuu.N
na aane waalo.n kaa kyuu.N i.ntazaar hamane kiyaa \-2
kisii ke waade pe kyuu.N aitabaar hamane kiyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pahalii nazar me.n hamane to apanaa}%
\film{The Burning Train}%
\year{1980}%
\starring{Dharmendra, Vinod Khanna, Danny}%
\singer{Rafi, Amit Kumar, Asha, Usha, R D Burman}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Anand Kuppuswamy <akuppusw@vt.edu>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 07/31/1996
% Credits: Ashok Dhareshwar <adhareshwar@worldbank.org>

\printtitle
#indian

pahalii nazar me.n hamane to apanaa
dil de diyaa thaa tumako
par tumane der lagaaii
ruk\-ruk ke baat ba.Dhaaii

dekhaa tumhe.n to hamane
sabase nazar uThaa lii
khone kii chiiz kho lii
paane kii chiiz paa lii
ho, o siidhe na sahii
ghuum ke sahii mil to gaye hai.n 
laa laa laa laa laa \threedots
pahali nazar me.n hamane \threedots

hamane tumhaarii khaatir
kyaa\-kyaa kie bahaane
ho, o asaan nahii.n mohabbat
ab to ye baat maanii
ho, o chho.Daa nahii.n dam
jaise bhii ho ham mil to gae hai.n
laa laa laa laa laa
pahali nazar me.n hamane \threedots

likhaa thaa aasmaa.n par
yuu.N hii ye khel honaa
pahale nazar ulajhanaa
phir dil kaa mel honaa
ho, o chho.Do ye gile
jaise bhii mile \threedots mil to gaye hai.n
laa laa laa laa laa \threedots
pahali nazar me.n hamane \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pal do pal kaa saath hamaaraa}%
\film{The Burning Train}%
\year{1980}%
\starring{Dharmendra, Hema Malini, Vinod Khanna, Parveen Babi, Neetu Singh, Danny, Vinod Mehra, Jeetendra, Simi}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11613 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	pal do pal kaa saath hamaaraa pal do pal ke yaaraane hai.n
	is ma.nzil pe milane vaale us ma.nzil par kho jaane hai.n
	pal do pal kaa \threedots

	nazaro.n ke shoK nazaare ho.nTho.n ke garm paimaane
aa \:	hai.n aaj apanii mahafil me.n kal kyaa ho ko_ii kyaa jaane
	ye pal Kushii kii jannat hai is pal me.n jii le diivaane
	aaj kii Kushiyaa.N ek haqiiqat kal kii Kushiyaa.N afasaane hai.n
	pal do pal kaa \threedots

	har Kushii kuchh der kii mehamaan hai
	puuraa kar le dil me.n jo aramaan hai
ra \:	zindagii ik tez rau (?) isakaa jo piichhaa kare naadaan hai
aa \:	gumashudaa Kushiyo.n par kyo.n hairaan hai
	vaqt lauTe isakaa kab imtehaan hai
ko \:	jhuum jab tak jhuum
aa \:	jhuum jab tak dha.Dakano.n me.n jaan hai
	jhuumanaa hii zindagii kii shaan hai
ra \:	avval aaKir har ko_ii anajaan hai
	zindagii bas raah kii pahachaan hai
	dosto apanaa to ye iimaan hai
	jo bhii jitanaa saath de ehasaan hai
	umr kaa rishtaa jo.Dane vaale
aa \:	apanii nazar me.n diivaane hai.n
	pal do pal kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{vaadaa haa.N vaadaa jab tak ambar par taare ho.n}%
\film{The Burning Train}%
\year{1980}%
\starring{Dharmendra, Hema Malini, Vinod Khanna, Parveen Babi, Neetu Singh, Danny, Vinod Mehra, Jeetendra, Simi}%
\singer{Kishore, Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11612 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

vaadaa haa.N vaadaa
jab tak ambar par taare ho.n aur dharatii par phuul khile.n
isii jagah aur isii tarah ham do matavaale roz mile.n
samajhe karo vaadaa
haa.N jii haa.N vaadaa

dekho ab bichha.De na mil ke nigaah
kahaa hai to ham sadaa kare.nge nibaah
tapii\-tapii dhulii\-dhulii saa.Nse.n hai.n gavaah
ji_e.N chaahe mare.n ab ghaTegii na chaah
jab tak nadiyo.n me.n paanii ho aur pe.Do.n ke haath hile.n
isii jagah aur isii \threedots

dekho kal Dhuu.NDhe nahii.n hamako ye raah
judaa ho ke jiinaa ho to jiinaa hai Gunaah
mile ye sadaa yuu.Nhii baa.Nho.n kii panaah
ghaTe na kabhii meraa pyaar hai athaah
vaadaa bolo bol diyaa na vaadaa
phuul bichhe ho.n is raste me.n yaa kaa.NTo.n se paa.Nv chhile.n
isii jagah aur isii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
