% ISB File: TheLovesOfRunaLaila_1987(NON-FILM).txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aaj chaahe ho.nTh sii do kaaT do chaahe zabaa.N}%
\film{The Loves Of Runa Laila (Non-Film)}%
\year{1987}%
\starring{}%
\singer{Runa Laila}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Noor Dewasi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004

\printtitle
#indian

he he
aaj chaahe ho.nTh sii do kaaT do chaahe zabaa.N
kal zamaanaa Kud hii doharaayegaa merii daastaa.N

mai.n rahuu.N yaa naa rahuu.N charche rahe.nge pyaar ke
josh phir bhii kam na ho.nge mujhe dil\-e\-biimar ke
ban ke gul mahake.nge dekho ghaav bhii talawaar ke
maut bhii gahanaa banegii zi.ndagii hogii javaa.N

ye junuun\-e\-ishq hai isakaa nashaa utaregaa kyaa
raah\-e\-dil se kaaravaa.N ab duusaraa guzaregaa kyaa
ishq se yaarii na ho to husn phir nikharegaa kyaa
jaanatii hai ye zamii.n aur jaanataa hai aasamaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ho laal merii pat rakhiyo balaa ... damaadam mast kalandar}%
\film{The Loves Of Runa Laila (Non-Film)}%
\year{1987}%
\starring{}%
\singer{Runa Laila}%
\music{Nisar Bazmi}%
\lyrics{Purnam Allahbadi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004

\printtitle
#indian

o ho
ho ho ho
ho laal merii pat rakhiyo balaa jhuule laalaN
o laal merii pat rakhiyo balaa jhuule laalaN
si.nda.Dii daa sevaN daa
sakhii shaah baaz kalandar
damaadam mast kalandar
alii dam dam de andar
damaadam mast kalandar
alii daa pailaa na.mbar
ho laal merii \-2

chaar charaaG tere baraN hameshaa \-3
pa.njawaa mai.n baaraN aa_ii balaa jhuule laalaN
ho pa.njawaa mai.n 
pa.njawaa mai.n baaraN aa_ii balaa jhuule laalaN

si.nda.Dii daa sevaN daa
sakhii shaah baaz kalandar
damaadam mast kalandar
alii dam dam de andar
damaadam mast kalandar
alii daa pailaa na.mbar
ho laal merii \-2

hi.nd si.nd piiraa terii naubat baaje \-3
naal baje gha.Diyaal balaa jhuule laalaN
ho naal baje 
naal baje gha.Diyaal balaa jhuule laalaN

si.nda.Dii daa sevaN daa
sakhii shaah baaz kalandar
damaadam mast kalandar
alii dam dam de andar
damaadam mast kalandar
alii daa pailaa na.mbar
ho laal merii \-2

o ho
har dam piiraa terii Kair hove \-3
naam\-e\-alii be.Daa paar lagaa jhuule laalaN
ho naam\-e\-alii
naam\-e\-alii be.Daa paar lagaa jhuule laalaN

si.nda.Dii daa sevaN daa
sakhii shaah baaz kalandar
damaadam mast kalandar
alii dam dam de andar
damaadam mast kalandar
alii daa pailaa na.mbar
ho laal merii \-2

ho laal merii pat rakhiyo balaa jhuule laalaN
si.nda.Dii daa sevaN daa
sakhii shaah baaz kalandar
damaadam mast kalandar
alii dam dam de andar
damaadam mast kalandar
alii daa pailaa na.mbar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jo chaahe kahe duniyaa ... allaah re is dil ne}%
\film{The Loves Of Runa Laila (Non-Film)}%
\year{1987}%
\starring{}%
\singer{Runa Laila}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Noor Dewasi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004

\printtitle
#indian

jo chaahe kahe duniyaa jiine kaa mazaa le.nge
mar ke bhii jahaa.N waalo bas ye hii sadaa de.nge

allaah re is dil ne kyaa chiiz pasand kii hai
dikhane me.n to titalii hai
chhuute hai.n to bijalii hai

a.ndaaz\-e\-bayaa.N usakaa kyaa phuul barasate hai.n
aa.Nkho.n me.n nashaa wo hai jazbaat ubharate hai.n
ab kaise kahe.n tumase dil hai to ye zi.ndagii hai

chaahaa hai use jabase betaab huye tabase
jaarii hai du_aa lab se maa.Ngaa hai use rab se
ye aaj muhabbat ne aawaaz buland kii hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kah do is raat se ke ruk jaaye}%
\film{The Loves Of Runa Laila (Non-Film)}%
\year{1987}%
\starring{}%
\singer{Runa Laila}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Noor Dewasi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004

\printtitle
#indian

kah do is raat se ke ruk jaaye dard\-e\-dil minnato.n se soyaa hai
ye wohii dard hai jise lekar lailaa ta.Dapii thii majanuu royaa hai

mai.n bhii is dard kii pujaaran huu.N ye na milataa to kab kii mar jaatii
isake ek ek hasiin motii ko raat din palako.n me.n piroyaa hai

ye wohii dard hai jise Gaalib jazb karate the apanii Gazalo.n me.n
miir ne jabase isako apanaayaa daaman\-e\-ziist ko bhigoyaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaTate hai.n din kaise re}%
\film{The Loves Of Runa Laila (Non-Film)}%
\year{1987}%
\starring{}%
\singer{Runa Laila, Chorus}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Bimla Khaitan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004

\printtitle
#indian

kaTate hai.n din kaise re
bin tere kR^iShnaa jaa_uu.N mai.n kahaa.N, bolo re

saaraa saaraa raatii jaaguu.N
itii ut kR^iShnaa bhaaguu.N
giradhar gopaalaa, ban terii miiraa naachuu.N re
kaTate hai.n din kaise re

prabhu paad mai.n to tere
charano.n kii bha_ii daasii
kR^iShNaa mai.n dhan paayaa
tere haatho.n gej baasii
hare kR^iShNaa hare kR^iShNaa
kR^iShNaa kR^iShNaa hare hare
hare raam hare raam
raam raam hare hare

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{merii dilabar hasiinaa}%
\film{The Loves Of Runa Laila (Non-Film)}%
\year{1987}%
\starring{}%
\singer{Runa Laila}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Madhuri Joglekar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004

\printtitle
#indian

he he he he
merii dilabar hasiinaa 
laakho.n hazaaro.n me.n ho tum nagiinaa
muhabbat kii tasviir terii jawaanii
ba.Dii Kuubasuurat hai ye zi.ndagaanii

badan chaa.Nd jaisaa nashiilii nazar
yuu.Nhii bin piye ho gaye be\-Kabar
mulaaqaat hote hii ham kho gaye
kho kar sanam ham tere ho gaye

kisii chaa.Nd kii chaa.Ndanii banake tum
khilaa do muhabbat kaa aisaa chaman
sharaabii sharaabii samaa ho gayaa
nigaaho.n me.n terii ko_ii kho gayaa

machalatii jawaanii ne mujhase kahaa
abhii raat baakii hai Thaharo zaraa
gulaabii gulaabii javaa.N raat hai
zaraa paas aa_o to kyaa baat hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{merii jaa.N mai.n tujhape fidaa}%
\film{The Loves Of Runa Laila (Non-Film)}%
\year{1987}%
\starring{}%
\singer{Runa Laila}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Madhuri Joglekar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004

\printtitle
#indian

merii jaa.N mai.n tujhape fidaa
de sazaa chaahe jitanii mujhe
aane lagaa jiine kaa mazaa
jaan\-e\-jaa.N milaa tuu jo mujhe

bas ek terii ye adaa
jaan\-e\-man tujhe kyaa pataa
har ratiyaa dil le liyaa
le ke meraa dil, diiwaanaa kiyaa
haay Gazab ho gayaa

miiThaa miiThaa dard jawaa.N
le chalaa hai mujhako kahaa.N
chalii re chalii pyaar kii hawaa
kisane mujhe dii hai sadaa
kaisaa ajab ho gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mohe aa_ii na jag kii laaj ... ghu.Ngharuu TuuT gaye}%
\film{The Loves Of Runa Laila (Non-Film)}%
\year{1987}%
\starring{}%
\singer{Runa Laila}%
\music{Maqbool Sabri}%
\lyrics{Qateel Shifai}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004

\printtitle
#indian

waa_iz ke Tokane pe mai.n kyuu.N raks rok luu.N
unakaa ye huqm hai ke abhii naachatii rahuu.N

mohe aa_ii na jag se laaj
mai.n itanii zor se naachii aaj
ke ghu.Ngharuu TuuT gaye

kuchh mujhape nayaa joban bhii thaa
kuchh pyaar kaa paagalapan bhii thaa
ek palak palak ban tiir merii
ek zulf banii za.njiir merii
liyaa dil saajan kaa jiit
wo chhe.De paayaliyaa ne giit
ke ghu.Ngharuu TuuT gaye

mai.n basii thii jisake sapano.n me.n
wo ginegaa ab mujhe apano.n me.n
kahatii hai merii har a.nga.Daa_ii
mai.n piyaa kii nii.nd churaa laa_ii
mai.n ban ke ga_ii thii chor
ke merii paayal thii kamazor
ke ghu.Ngharuu TuuT gaye

dharatii pe na mere pair lage
bin piyaa mujhe sab Gair lage
mujhe a.ng mile parawaano.n ke
mujhe pa.Nkh mile aramaano.n ke
jab milaa piyaa kaa gaa.Nv
to aisaa lachakaa meraa paa.Nv
ke ghu.Ngharuu TuuT gaye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o meraa baabuu chhail\-chhabiilaa, mai.n to naachuu.Ngii}%
\film{Haar Jeet}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Runa Laila}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{}%
 
% Contributor: Ritu Pawa <rp6@jaguar.ucs.uofs.edu>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 06/12/1996
% Credits: bose.2@nd.edu (Surajit A. Bose)

\printtitle
#indian

(o meraa baabuu chhail chhabiilaa, mai.n to naachhuu.Ngii
 o meraa balmaa ra.Ng ra.Ngilla, mai.n to naachuu.Ngii)	\-2
kajaraa lagaake, gajaraa sajaake, mai.n sharmaauu.N re
o meraa baabuu chhail chhabiilaa \threedots

aa.Nkho.n me.n pyaar basaake, karataa hai miiThii\-miiThii batiyaa.N \-2
ho.nTho.n pe phuul khushii ke, ha.Ns de to bikhare.n pattiyaa.N
nain la.De, mai.n kit jaauu.N re, haay mai.n kit jaauu.N re
o meraa baabuu chhail chhabiilaa \threedots

aaj ha.Nsegii dekhake, mujhako saarii sakhiyaa.N	\-2
paas bulaake chupake se, puuchhe.Ngii sajanaa ki batiyaa.N
kuchh na bataauu.N, sab se chhupaauu.N, mai.n ghabaraauu.N re
o meraa baabuu chhail chhabiilaa \threedots

(o meraa baabuu chhail chhabiilaa, mai.n to naachhuu.Ngii
 o meraa balmaa ra.Ng ra.Ngilla, mai.n to naachuu.Ngii)	\-3

#endindian
\endsong

\startsong
\stitle{sayyaa.N jaa jaa jaa re jaa}%
\film{The Loves Of Runa Laila (Non-Film)}%
\year{1987}%
\starring{}%
\singer{Runa Laila}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Madhuri Joglekar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004

\printtitle
#indian

aa
sayyaa.N jaa jaa jaa re jaa
jaa mai.n naahii.n boluu.N
naa mai.n ghu.NghaTaa kholuu.N
sayyaa.N jaa jaa jaa re jaa

mai.n dulhan terii na_ii navelii
pyaar tere kii huu.N ek sahelii
pahale mujhame.n praan basaaye
phir bhad aane ke ruup me.n aaye
sayyaa.N kaisaa ye jaaduu kar diyaa
sayyaa.N jaa jaa jaa re jaa

sayyaa.N re mohe ka.nganaa laa de
apane pyaar kaa ra.ng cha.Dhaa de
a.ng se a.ng laguu.N jab sajanaa
khanakegaa mere pyaar kaa ka.nganaa
hogii anokhii barakhaa
sayyaa.N jaa jaa jaa re jaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sajanaa o sajanaa mai.nne tujhase pyaar kiyaa}%
\film{The Loves Of Runa Laila (Non-Film)}%
\year{1987}%
\starring{}%
\singer{Runa Laila, Chorus}%
\music{Rahman Rajan}%
\lyrics{Ali Shehzad}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004

\printtitle
#indian

sajanaa o sajanaa 
mai.nne tujhase pyaar kiyaa
puraa hu_aa meraa sapanaa
pyaar hai aisaa apanaa

tuu hii hai ab Kaabo.n me.n mere
chaahuu.N tujhako ab saa.Njh savere
chho.D na denaa mujhako sanam
saath nibhaanaa apanaa

jiiwan bhar ye pyaar hamaaraa
banake rahegaa apanaa sahaaraa
TuuT na paaye ab ye qasam
pyaar na badale apanaa

teraa pyaar hai duniyaa merii
tuu na milaa to mar jaa_uu.Ngii
saath rahe.n ham janam janam
saath na chhuuTe apanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{waadiyaa.N waadiyaa.N raaste raaste}%
\film{The Loves Of Runa Laila (Non-Film)}%
\year{1987}%
\starring{}%
\singer{Runa Laila}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Noor Dewasi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004

\printtitle
#indian

waadiyaa.N waadiyaa.N raaste raaste
maare maare phire ham tere waaste

aabashaaro.n se puuchhaa kahaa.N hai sanam
aur nazaaro.n ke jaa jaa ke paka.De qadam
in bahaaro.n ne farmaayaa kyaa jaane.n ham
khaa rahaa hai hame.n ab judaa_ii kaa Gam
chhaale pa.Date gaye bhaagate bhaagate

machalii jaaye.n laTe.n lipaTii jaaye hawaa
jalataa jaaye badan rotii jaaye wafaa
bewafaa mat sataa mil bhii jaa aa bhii jaa
kii Kataa kyaa bataa kyuu.N ye de dii sazaa
aa.Nkhe.n patharaa ga_ii.n jaagate jaagate

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye kaisaa ai nikharate baadalo ... dil kii haalat ko ko_ii kyaa jaane}%
\film{The Loves Of Runa Laila (Non-Film)}%
\year{1987}%
\starring{}%
\singer{Runa Laila}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Noor Dewasi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004

\printtitle
#indian

ye kaisaa ai nikharate baadalo tum par shabaab aayaa
ko_ii iimaan kho baiThaa ko_ii iimaan le aayaa
farishto.n kii ibaadat se bataa_o dushmanii kyuu.N hai
kisii ke waaste ko_ii ta.Dap kar jaan de aayaa

dil kii haalat ko ko_ii kyaa jaane
yaa to ham jaane yaa Kudaa jaane

subah ke saath hai.n hasii.n kirane.n
raat saj jaaye chaa.Nd taaro.n se
ek ham hai.n ke kyaa muqaddar hai
ko_ii rishtaa nahii.n bahaaro.n se
kaash de de.n haay
kaash de de.n suquun viiraane.n

kyaa sitam hai ke motiyaa buu.Nde.n
kachche zaKmo.n ko gudagudaatii hai.n
in ghaTaa_o.n kaa kyaa kare ko_ii
jo sadaa Kuun hii rulaatii hai.n
ab kahaa.N jaaye.n haay
ab kahaa.N jaaye.n jii ko bahalaane

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
