% ISB File: TooteKhilaune_1954.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{tere pyaar me.n huye badanaam ham loTe kii qasam}%
\film{Toote Khilaune}%
\year{1954}%
\starring{Shekhar, Poornima, Gulab, Ranjeet Kumari, Ginger (dog)}%
\singer{Shamshad, Chitragupt}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Raja Mehdi Ali Khan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12290 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

chi \:	tere pyaar me.n huye badanaam ham
	loTe kii qasam Thaalii kii qasam \-2
sha \:	bhuule ghar ke sab kaam ham
	aaluu kii qasam gobhii kii qasam \-2
chi \:	tere pyaar me.n huye badanaam ham
	loTe kii qasam Thaalii kii qasam
sha \:	bhuule ghar ke sab kaam ham
	aaluu kii qasam gobhii kii qasam

chi \:	( din raat muhobbat me.n terii
	chuulhe kii tarah ham jalate rahe
	haay jalate rahe ) \-2
sha \: ( ham dil kii ka.Dhaa_ii me.n baalam
	tere pyaar ke bhajiye talate rahe ) \-2
chi \:	chuulhe kii tarah ham jalate rahe
	jalate rahe subah\-o\-shaam ham
	koyale kii qasam laka.Dii kii qasam \-2

sha \:	tere pyaar me.n huye badanaam ham
	loTe kii qasam Thaalii kii qasam
chi \:	bhuule ghar ke sab kaam ham
	aaluu kii qasam gobhii kii qasam

sha \:	( naino.n kii raqaabii me.n rakh ke
	ham pyaar kii barafii laa na sake
	haay laa na sake ) \-2
chi \:	teraa jalawaa miiThaa halawaa hai
	jii bhar ke ise ham khaa na sake
	o teraa jalawaa miiThaa halawaa hai
	jii bhar ke ise ham khaa na sake \-2
sha \:	tum piste aur baadaam ham
	pe.De kii qasam barfii kii qasam \-2

do \:	tere pyaar me.n huye badanaam ham
	loTe kii qasam Thaalii kii qasam \-2
	bhuule ghar ke sab kaam ham
	aaluu kii qasam gobhii kii qasam \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
