% ISB File: TuChorMainSipaahi_1996.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chal kar le tho.Daa pyaar nahii.n te}%
\film{Tu Chor Main Sipaahi}%
\year{1996}%
\starring{Akshay Kumar, Saif, Tabbu, Pratibha Sinha, Anupam, Deven, Amrish}%
\singer{Kumar Sanu, Poornima}%
\music{Dilip Sen Sameer Sen}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chal kar le tho.Daa pyaar nahii.n te mar jaavaa.nge dono.n
haa.N kar de merii jaan nahii.n te mar jaavaa.nge dono.n
ab na kar i.ntazaar nahii.n te mar jaavaa.nge dono.n
chal kar le tho.Daa \threedots

haa.N kar de mere yaar nahii.n te mar jaavaa.nge dono.n

tere piichhe kabase pa.Dii huu.N mai.n zid pe aaj a.Dii huu.N
mai.n to bechain ba.Dii huu.N kab se taiyaar kha.Dii huu.N
tuu bhii ho jaa taiyaar nahii.n te mar jaavaa.nge dono.n
chal kar le tho.Daa \threedots

merii saa.Ns chale yuu.n ruk ruk ke terii nazar uThe yuu.n jhuk jhuk ke
ham saathii dono.n duHkh sukh ke haay ji.nda.Dii rah ga_ii jal phu.nk kar
kar ko_ii jatan diladaar nahii.n te mar jaavaa.nge dono.n
chal kar le tho.Daa \threedots

dil me.n tasviir banaa le mujhe apanii hiir banaa le
zulfe.n za.njiir banaa le a.Nkhiyo.n ke tiir chalaa le
kar tiir jigar ke paar nahii.n te mar jaavaa.nge dono.n
chal kar le tho.Daa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham do premii chhat ke uupar}%
\film{Tu Chor Main Sipaahi}%
\year{1996}%
\starring{Akshay Kumar, Saif, Tabbu, Pratibha Sinha, Anupam, Deven, Amrish}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Dilip Sen Sameer Sen}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ham do premii chhat ke uupar galii galii me.n shor shor shor
ai aa raa raa raa aa haa o re
prem ke kachche dhaage se mujhe khii.nch le apanii or or or
ai aa raa raa raa aa haa o re
ham do premii \threedots

ho teraa rastaa kisii ne na rokaa mil gayaa kaise tujhako ye mauqaa
o deke aayaa huu.N mai.n sabako dhokhaa are mai.n to havaa kaa huu.N jho.nkaa
chorii chorii cupake chupake aanaaa chhup ke jaanaa chhup ke
meraa baapuu paka.D na le kahii.n tujhako samajh kar chor chor chor
aa raa raa raa aa haa o re
ham do premii \threedots

ho dil kii dushman ye duniyaa nigo.Dii isali_e maine duniyaa hii chho.Dii
o ek laakho.n me.n hai apanii jo.Dii Gam na kar der bas ab hai tho.Dii
kab tak aise ham tarase.nge ek din khulakar ham barase.nge
mere saajan tuu saavan mai.n mast ghaTaa ghanaghor ghor ghor
aa raa raa raa aa haa o re
ham do premii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{merii nii.nd churaane vaalii ... dekho paka.Dii ga_ii hasiinaa}%
\film{Tu Chor Main Sipaahi}%
\year{1996}%
\starring{Akshay Kumar, Saif, Tabbu, Pratibha Sinha, Anupam, Deven, Amrish}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Dilip Sen Sameer Sen}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tak dhinnaa
tak dhinnaa tak dhinnaa haay mushkil hai jiinaa
merii nii.nd churaane vaalii o meraa chain churaane vaalii
dekho paka.Dii ga_ii hasiinaa

taa thaiyaa taa thaiyaa mai.n mar ga_ii haay da_iyaa
merii nii.nd churaane vaalaa o meraa chain churaane vaalaa
dekho paka.Daa ga_ii sipahiyaa
taa thaiyaa \threedots

ye ruupanagar ke premii hai.n ye prem galii me.n rahate hai.n
ye inakii prem kahaanii hai ik raajaa hai ik raanii hai

ye chuu.Diyaa.n jo chhanakaa rahii hai kis baat pe tuu itaraa rahii hai
pi.njare me.n pa.nchhii ghabaraa rahaa hai isakaa mazaa mujhako aa rahaa hai
sapano.n me.n aane vaalaa mujhe raat jagaane vaalaa
dekho paka.Daa ga_ii sipahiyaa
taa thaiyaa \threedots

ik terii bi.ndiyaa ik teraa kaajal dono.n ne kar Daalaa mujhako paagal
joban kaa ye pahalaa saal meraa tuune kiyaa hai kyaa haal meraa
meraa ra.ng churaane vaalaa meraa ruup u.Daane vaalaa
dekho paka.Daa ga_ii sipahiyaa
taa thaiyaa \threedots

ye chorii chorii milate hai.n khvaabo.n me.n phuul khilate hai.n
ik cha.ndaa sa.ng chakorii hai ik chhoraa hai ik chhorii hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
