% ISB File: TumhaariQasam_1978.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ye naa hogaa ... ham dono.n mil ke kaaGaz pe dil ke}%
\film{Tumhaari Qasam}%
\year{1978}%
\starring{Jeetendra, Navin Nishchal, Mausami Chaterji, Padmini Kapila, Paintal}%
\singer{Mukesh, Asha}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10425 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa \:	ye naa hogaa
mu \:	nahii.n hogaa hogaa
aa \:	kaise
mu \:	maano tum agar meraa kahanaa
	ham dono.n mil ke kaaGaz pe dil ke
	chiTThii likhe.nge javaab aa_egaa

aa \:	chiTThii ke lifaafe pe naam kyaa likhe.nge
mu \:	naam chho.Do puuchho paiGaam kyaa likhe.nge
aa \:	o likhe.nge ki chiTThii milate hii chale aa_o
mu \:	baaGo.n me.n phuulo.n ke khilate hii chale aa_o
aa \:	chamake.nge taare dil me.n hamaare
	aur ban ke vo mahataab aa_egaa
mu \:	ham dono.n mil ke \threedots

aa \:	vaadaa thaa tumhaaraa kabhii doge ik nishaanii
mu \:	duu.Ngaa abhii to baaqii hai saarii zindagaanii
aa \:	jab ham na ho.nge tab shaayad ye baat ho
mu \:	ho sakataa hai aaj hii vo pyaar bharii raat ho
aa \:	hai vo safar me.n is suune ghar me.n
	ban ke mehamaa.n o janaab aa_egaa
mu \:	ham dono.n mil ke \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
