% ISB File: TumkoNaBhoolPaayenge_2002.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bi.ndiyaa chamake chuu.Dii khanake}%
\film{Tumko Na Bhool Payenge}%
\year{2002}%
\starring{Salman Khan, Sushmita Sen, Diya Mirza}%
\singer{Alka Yagnik, Sonu Nigam}%
\music{Dabbu Malik}%
\lyrics{Salim Bijanauri}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aa_ii re aa_ii re aa_ii re aa_ii
bi.ndiyaa chamake chuu.Dii khanake lau.ng maare lashkaare
ham ho ga_e tumhaare
o re sajan tohe mhaarii kasam
mhaarii maa.Ng maa.n bhar de taare
ho_y bi.ndiyaa chamake \threedots

chhupatii nahii.n dil kii baate.n
sab kah jaatii hai.n aa.Nkhe.n
mujh ko kuchh kuchh hotaa hai
jab thaame.n tuu ye baahe.n
ham khud ko bhuul jaa_e.Nge
tum ko naa bhuul paa_e.Nge
tum ko agar bhuul jaa_e.Nge
ham jiinaa naa chaahe.nge
puure hu_e aramaa.n saare
bas me.n nahii.n ham hamaare
ham ho ga_e tumhaare
o_y bi.ndiyaa chamake \threedots

huu.N dil ye jab lag jaataa hai
phir to jiyaa nahii.n jaataa hai
tum to nazar aa jaate ho
kuchh bhii nazar nahii.n aataa hai
haa.N pal do pal kii baat nahii.n ye janmo.n kaa naataa hai
jis se pyaar ho us kaa naam dil pe likh jaataa hai
o re dil ye de duu.N jaa.N bhii de duu.N
kar de agar tuu ishaare
ham ho ga_e tumhaare
ho_y bi.ndiyaa chamake \threedots

more sajan mohe thaarii kasam
thaarii maa.Ng maa.n bhar duu.N taare
ho_y bi.ndiyaa chamake \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa hu_aa tujhe bechain dil ho rahaa}%
\film{Tumko Na Bhool Payenge}%
\year{2002}%
\starring{Salman Khan, Sushmita Sen, Diya Mirza}%
\singer{Alka Yagnik, Sonu Nigam}%
\music{Dabbu Malik}%
\lyrics{Salim Bijanauri}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kyaa hu_aa tujhe
bechain dil ho rahaa
kyuu.N hu_aa bhalaa
mujh ko nahii.n kuchh pataa
aisaa bhii kyaa ho gayaa re
jaane mujhe kyaa hu_aa re
dha.Dakane.n ba.Dhii.n
dha.Dakane.n to ruk sii ga_ii.n
saa.Nso.n kaa kyaa
saa.Nse.n bhii bas me.n nahii.n
are re re ye kyaa hu_aa re
vo to nahii.n ho gayaa re
kyaa hu_aa tujhe \threedots

kitanaa mushkil chhupaanaa chhupaanaa
us se bhii mushkil bataanaa bataanaa
dil kii baato.n ko lekin apano.n se naa chhupaanaa
huu.N kahanaa chaahuu.N mai.n lekin kuchh kahaa bhii na jaa_e
rog tujh ko lagaa jo us se rab hii bachaa_e
is kii davaa
is kii davaa kuchh nahii.n
ab hogaa kyaa
are mujh ko pataa hii nahii.n
are re re ye kyaa hu_aa re
jaane mujhe kyaa hu_aa re
kyaa hu_aa tujhe \threedots

dil kii baato.n ko dilabar dilabar
jo naa ham se kahoge kahoge
dekhanaa zi.ndagii bhar tum ta.Dapate rahoge
kaun saa mo.D hai ye kaisii ye bekhudii hai
mai.n kahaa.N huu.N mujhe to
kuchh khabar hii nahii.n hai
kuchh to khabar lo tum zaraa apane dil kii
dil to meraa ab paas mere nahii.n
teraa hu_aa kyaa karuu.N re
are re re pyaar ho gayaa re
tujh se hii pyaar ho gayaa re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyuu.N khanake terii chuu.Dii kyuu.N chamake terii bi.ndiyaa}%
\film{Tumko Na Bhool Payenge}%
\year{2002}%
\starring{Salman Khan, Sushmita Sen, Diya Mirza}%
\singer{Alka Yagnik, Kamaal Khan}%
\music{Sajid Wajid}%
\lyrics{Jaliis Rashid}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kyuu.N khanake terii chuu.Dii kyuu.N chamake terii bi.ndiyaa
kyuu.N chhanake terii paayal kyuu.N khanake teraa ka.nganaa
merii chuu.Dii merii bi.ndiyaa merii paayal ka.nganaa
are apane hosh ga.Nvaa baiThe hai.n jab se mile to tum sajanaa
ho kyuu.N khanake terii \threedots

ho javaanii me.n aisaa hotaa hai gorii
khanakataa hai ka.nganaa bajatii hai chuu.Dii
muhabbat naa samajhe kaisaa hai anaa.Dii
muhobbat nahii.n to kaisii javaanii
rab ne banaa_ii hai jo.Dii hamaarii
merii chuu.Dii are merii chuu.Dii \threedots

ho mai.n naa milaa to kaise jiyogii
apanii muhobbat kis ko kahogii
kal jo bhii hogaa kis ko khabar hai
zaraa socho tanahaa kaise rahogii
mai.n to mar jaa_uu.Ngii kuchh kar jaa_uu.Ngii
tuune saath jo meraa chho.Daa
ho meraa sab kuchh tere sadake
haa.N meraa sab kuchh tere sadake sun le dilabar jaanii
are apanii jaan ga.Nvaa duu.Ngaa mai.n tujh pe o diivaanii haa
kyuu.N khanake terii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n to la.Dakii ku.nvaarii ... baaje baaje baaje re aisaa meraa Dhol}%
\film{Tumko Na Bhool Payenge}%
\year{2002}%
\starring{Salman Khan, Sushmita Sen, Diya Mirza}%
\singer{Sonu Nigam, Sneha Pant, Chorus}%
\music{Sajid Wajid}%
\lyrics{Jaliis Rashid}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ho mai.n to la.Dakii ku.nvaarii
mai.n to dil se huu.N haarii
mere dil pe chalaa naa jor
baaje baaje baaje re Dholii taaro Dhol

mai.n bhii la.Dakaa ku.nvaaraa
o mai.n bhii dil se huu.N haaraa
mere dil pe chalaa naa jor
baaje baaje baaje re aisaa meraa Dhol haa_y

vaage vaage vaage vaage Dhol vaage re muralii vaage
vaage vaage vaage more saiyaa.n

Dhol bajaa Dhol gorii kyuu.N machaa_e shor
saarii bastii hai aa_ii yahaa.N
ho o tuune Daalii nazar merii sarakii chunar
mera dha.Dake jiyaa tuune ye kyaa kiyaa
ho maine kuchh naa kiyaa dil kaa saudaa kiyaa
tujh ko dil de diyaa teraa dil le liyaa
are mujh ko bhii yaaro.n ko_ii aisii dilaa do
meraa dil bhii machaa_e shor
baaje baaje baaje re \threedots

ho ho dil se dil jab mile miT ga_e faasale
dil ne dil se kahaa pyaar ho hii gayaa
ho aisaa jaaduu chalaa kyaa se kyaa ho gayaa
dil ko khonaa hii thaa dil to kho hii gayaa
tuune paka.Dii kalaa_ii mai.n to dau.Dii chalii aa_ii
tuune khii.nchii hai aisii Dor
baaje baaje baaje re \threedots

he ye hai la.Dakii dhamaal is kii moranii sii chaal
dekho is kaa kamaal meraa dil le ga_ii
aisaa jaaduu kiyaa mujh ko ghaayal kiyaa
mujhe paagal kiyaa meraa dil le ga_ii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{meha.ndii hai rachii mere haatho.n me.n ... chakale muNDeyaa}%
\film{Tumko Na Bhool Payenge}%
\year{2002}%
\starring{Salman Khan, Sushmita Sen, Diya Mirza}%
\singer{Jaspindar Narula, Sonu Nigam, Chorus}%
\music{Dabbu Malik}%
\lyrics{Sudhakar Sharma}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

meha.ndii hai rachii mere haatho.n me.n
jhaa.njhar hai baa.ndhii mere paa.Nvo.n me.n
o chakale mu.nDiyaa chakale nachadii ku.Dii nuu chakale

mauqaa ye diyaa hai rab ne ma.njuur kiyaa hai sab ne
o chak de mu.nDeyaa chak de nachadii ku.Dii nuu chak de

nahii.n milanaa phir ye mauqaa mausam hai aramaano.n kaa
o melaa hai gharavaalo.n kaa svaagat hai mehamaano.n kaa
ye gha.Dii hai shaguno.n vaalii hai rasam muraado.n vaalii
chak de mu.nDeyaa \threedots

taaro.n se maa.Ng sajegii tuu merii dulhaniyaa banegii
le jaaye.nge chaa.Nd churaa ke shaguno.n kii chunariyaa u.Dhaa ke
phir der na kar saa.Nvariyaa le thaam le merii chunariyaa
o chakale mu.nDeyaa \threedots

ham ho.nge tere sajanaa ainuu baa.ndh paraa.nde rakhanaa
o pahan le meraa ka.nganaa tainuu.n pa.Degaa mai.nnuu chakanaa
naa maar tuu aisii bolii le chak de merii Dolii
chal Dhol bajaa ve Dholii taiyaar hai merii Dolii
mauqaa ye diyaa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye bekhudii diivaanagii tumhii se hai}%
\film{Tumko Na Bhool Payenge}%
\year{2002}%
\starring{Salman Khan, Sushmita Sen, Diya Mirza}%
\singer{Sonu Nigam}%
\music{Sajid Wajid}%
\lyrics{Jaliis Rashid}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ye bekhudii diivaanagii tumhii se hai merii jaan\-e\-jaanaa.n
aashiqii aavaaragii tumhii se hai merii jaan\-e\-jaanaa.n
jaan\-e\-jaa.n ye dil meraa tum ko bhulaa naa paa_egaa
ye bekhudii diivaanagii \threedots

tum mere dil me.n aise base ho
jaise ki dil kii dha.Dakan bane ho
tum ko merii jaa.n khabar hii nahii.n hai
mere li_e tum kyaa ban ga_e ho
ye bekhudii diivaanagii \threedots

chaahuu.N mai.n tum ko ye aashiqii hai
is aashiqii me.n ik bekhudii hai
ye bekhudii bhii diivaanaapan hai
diivaanepan me.n aavaaragii hai
ye bekhudii diivaanagii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye iid kaa tyohaar hai Kushiyo.n kaa hai tyohaar}%
\film{Tumko Na Bhool Payenge}%
\year{2002}%
\starring{Salman Khan, Sushmita Sen, Diya Mirza}%
\singer{Sonu Nigam, Arvindar Singh,  Sneha Pant}%
\music{Sajid Wajid}%
\lyrics{Jaliis Rashid}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

assalaamaalequm assalaam iid kaa hai yaaro ye payaam
ye iid kaa tyohaar hai Kushiyo.n kaa hai tyauhaar
na teraa hai na meraa hai ye sab kaa hai tyauhaar
ye pyaar kaa paigaam hai ye pyaar kaa paigaam
mubaarak iid mubaarak

chaahe.n vo rahamaan ho yaa bhaa_ii apanaa raam
hi.nduu muslim sikh iisaa_ii sabako hai salaam
bas pyaar hii aagaaz ho aur pyaar hii a.njaam
Kushiyo.n ke is mausam kii kabhii na aa_e shaam
ye iid kaa tyauhaar \threedots

ho ho ho ho 

ho jo bhii samajhe pyaar ko vo hai sabakaa yaar
pyaar nahii.n to kuchh bhii nahii.n pyaar se hai sa.nsaar
o_y iid te japphii paake yaaro.n rab daa shukar manaa_i_e
are teraa meraa chhaD ke yaaro.n sab nuu.n gale lagaa_i_e
kii mai.n jhuuTh bolayaa
o kii mai.n qufar tolayaa
o kii mai.n jhuuTh bolayaa
ko_ii naa
kii mai.n qufar tolayaa
ko_ii naa
kii mai.n jhuuTh bolayaa
kii mai.n qufr tolayaa
ye iid kaa tyauhaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
