% ISB File: TumseAchchaKaunHai_1969.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa.Nkho.n me.n aa.Nkhe.n naa Daalo mujhe kuchh hotaa hai}%
\film{Tumse Achcha Kaun Hai}%
\year{1969}%
\starring{Shammi Kapoor, Babita, Mehmood, Lalita Pawar}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 18, 2005

\printtitle
#indian

aa.Nkho.n me.n aa.Nkhe.n naa Daalo mujhe kuchh hotaa hai \-2
baa.Nho.n me.n baa.Nhe.n naa Daalo mujhe kuchh hotaa hai \-2
ho ho ho ho ho \-2
aa.Nkho.n me.n aa.Nkhe.n naa Daalo mujhe kuchh hotaa hai \-2

jaane kyaa tumane kiyaa hai bataa_uu.N kaise \-2
zaKm jo dil pe lagaa hai dikhaa_uu.N kaise \-2
tiir is dil se nikaalo mujhe kuchh hotaa hai
aa.Nkho.n me.n aa.Nkhe.n naa Daalo mujhe kuchh hotaa hai
ho ho ho ho ho \-2
aa.Nkho.n me.n aa.Nkhe.n naa Daalo mujhe kuchh hotaa hai

bolo kyaa baat hai daaman bachaate kyuu.N ho \-2
mai.n ko_ii Gair nahii.n baat chhupaate kyuu.N ho \-2
apanii palako.n me.n chhupaa lo mujhe kuchh hotaa hai
aa.Nkho.n me.n aa.Nkhe.n naa Daalo mujhe kuchh hotaa hai
ho ho ho ho ho \-2
aa.Nkho.n me.n aa.Nkhe.n naa Daalo mujhe kuchh hotaa hai

tum pe mai.n jaan bhii de duu.N ishaaraa kar do \-2
shart itanii hai merii pyaar kii jholii bhar do \-2
tum mujhe dil me.n samaa lo mujhe kuchh hotaa hai
aa.Nkho.n me.n aa.Nkhe.n naa Daalo mujhe kuchh hotaa hai
ho ho ho ho ho \-2
aa.Nkho.n me.n aa.Nkhe.n naa Daalo mujhe kuchh hotaa hai \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{janam\-janam kaa saath hai nibhaane ko}%
\film{Tumse Achcha Kaun Hai}%
\year{1969}%
\starring{Shammi Kapoor, Babita, Mehmood, Lalita Pawar}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12244 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

( janam-janam kaa saath hai
nibhaane ko
sau\-sau baar maine janam liye ) \-3

( pyaar amar hai duniyaa me.n
pyaar kabhii nahii.n marataa hai ) \-2
maut badan ko aatii hai
ruh kaa jalawaa rahataa hai

( janam-janam kaa saath hai
nibhaane ko
sau\-sau baar maine janam liye ) \-2

( o shahjaadii sapano.n kii
itanii tuu hairaan na ho ) \-2
mai.n bhii teraa sapanaa huu.N
jaan mujhe a.njaan na ho

( janam-janam kaa saath hai
nibhaane ko
sau\-sau baar maine janam liye ) \-2

( tuu ma.nzil mai.n raahii huu.N
ek din tujhako paa_uu.Ngaa ) \-2
kaun mujhe ab rokegaa
haradam yuu.Nhii aa_uu.Ngaa

janam-janam kaa saath hai
nibhaane ko
sau\-sau baar maine janam liye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kabhii hamane ... tumase achchhaa kaun hai}%
\film{Tumse Achcha Kaun Hai}%
\year{1969}%
\starring{Shammi Kapoor, Babita, Mehmood, Lalita Pawar}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

yaa yaa

yaa yaa \-3

( kabhii hamane nahii.n sochaa thaa aisaa din bhii aayegaa
paanii me.n aag lagegii patthar bhii pighal jaayegaa
dekho tumase achchhaa kaun hai ) \-2

yaa yaa \-2

haragiz na yaqii.n thaa hamako anahonii baat hogii
tum jaan ho do aalam kii aur jaan hamii.n par dogii \-3

kabhii hamane nahii.n sochaa thaa aisaa din bhii aayegaa
paanii me.n aag lagegii patthar bhii pighal jaayegaa
dekho tumase achchhaa kaun hai

ek husn kii bahatii ga.ngaa taqadiir bhii ban jaaye
pyaase ke paas nadii bhii Kud pyaas bujhaane aaye \-3

kabhii hamane nahii.n sochaa thaa aisaa din bhii aayegaa
paanii me.n aag lagegii patthar bhii pighal jaayegaa
dekho tumase achchhaa kaun hai

yaa yaa \-2

kab hamako Kabar thii ai dil ra.ngiin sahar bhii hogii
jo aaG hai apane dil me.n wo aaG udhar bhii hogii \-3

kabhii hamane nahii.n sochaa thaa aisaa din bhii aayegaa
paanii me.n aag lagegii patthar bhii pighal jaayegaa
dekho tumase achchhaa kaun hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
