% ISB File: Tyaagi_1992.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##hello, hello## tanhaa dil ghabaraataa hai}%
\film{Tyaagi}%
\year{1992}%
\starring{Rajnikant, Jayaprada, Bhagyashri, Himalaya, Sujata Mehta, Gulshan}%
\singer{Kumar Sanu, Sapana Mukherji}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Indivar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##hello, hello## 
tanhaa dil ghabaraataa hai miiThaa dard jagaataa hai
aa jaa_o jaldii se dam ghuTataa saa jaataa hai
isali_e maine ##telephone## kiyaa hai

##hello, hello## abhii to ghar me.n ##daddy## hai.n
abhii nahii.n mai.n aa sakatii dil ko zaraa sambhaalo na
abhii to milake aa_ii huu.N
phir kisali_e tumane ##telephone## kiyaa hai

bataa_o na dekhaa diivaanaa banaa ke
aa jaa_o ko_ii bahaanaa banaa ke
tho.Dii kare.nge pyaar kii baate.n
chalii jaanaa meraa dil bahalaa ke
pal pal mujhe jalaataa hai terii yaad dilaataa hai
aa jaa_o tum jaldii se dam ghuTataa jaataa hai
isali_e maine ##telephone## kiyaa hai

kyaa karuu.N kuchh nahii.n samajh me.n aataa hai
mere binaa tumhe.n kyaa ho jaataa hai
##college## bhii band hai aaj hai ##sunday##
mil paa_uu.Ngii mai.n tumase ##sunday## kaise bataa_uu.N mai.n
mujhase bhii rahaa nahii.n jaataa dil ko zaraa sambhaalo na
abhii to milake aa_ii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{lauT ke aajaa re o aa ... chain nahii.n aa_e re}%
\film{Tyaagi}%
\year{1992}%
\starring{Rajnikant, Jayaprada, Bhagyashri, Himalaya, Sujata Mehta, Gulshan}%
\singer{Kumar Sanu, Kavita Subramaniam}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Indivar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

lauT ke aajaa re o aa
chain nahii.n aa_e re jiyaa nahii.n jaa_e re
tere bin mai.n huu.N kyaa mere bin tuu hai kyaa
lauT ke aajaa re \threedots

tujhako yahaa.N se kaise pukaaruu.N jaane ab tuu hogii kahaa.N
tuu naa milii qasam Kudaa kii jii naa sakuu.Ngaa tere binaa
chain nahii.n aa_e re \threedots

ko_ii ba.ndhan maane kahii.n naa jab ye dil ho diivaanaa
Thukaraa ke ye saaraa zamaanaa mujhako tere paas aanaa
chain nahii.n aa_e re \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mujhako to kuchh kuchh hotaa hai}%
\film{Tyaagi}%
\year{1992}%
\starring{Rajnikant, Jayaprada, Bhagyashri, Himalaya, Sujata Mehta, Gulshan}%
\singer{Kumar Sanu, Asha}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Indivar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

mujhako to kuchh kuchh hotaa hai
kyaa tumako bhii kuchh kuchh hotaa hai
jo kuchh mujhako hotaa hai
bolo aisaa hii tumhe.n bhii kuchh hotaa hai

aa_e.ngii bahaare.n tum kyaa karoge
chhaa_e.ngii fizaa_e.n tum kyaa karoge
mia.n ghaTaa_o.n me.n chhup jaa_uu.Ngii
are tumako nahii.n mil paa_uu.Ngii
jaa_oge tum jahaa.N jahaa.N paa_oge mujhako vahaa.N vahaa.N
mujhako to kuchh kuchh \threedots

bolo bolo la.Dako.n na na na
barasegaa saavan kyaa karoge
mai.n dil me.n kisii ko basaa luu.Ngii
saajan kahake apanaa luu.Ngii
chhupaa_o na mujhase kuchh dilabar
mujhako to kuchh kuchh \threedots

pahale khaa_o tum qasam chho.Doge na mujhako sanam
kisii aur ko tum na basaa_oge dil me.n apane ai hamadam
khaate hai.n ham rab kii qasam saath rahe.nge janm janm
mujhako to kuchh kuchh \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
