% ISB File: UdanKhatolaa_1955.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aaii thii raat ... sitaaro.n kii mahafil sajii tum na aaye}%
\film{Udan Khatola}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumar,Nimmi}%
\singer{Lata}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator:Srinivas Ganti
% Date:29 March 2001
% Credits:Urzung Khan
% Comments:LATAnjali

\printtitle
#indian

aaii thii raat josh\-e\-tamannaa liye hue
jaatii hai ab luTii huii duniyaa liye hue

(sitaaro.n kii mahafil sajii tum na aaye)\-2
sajii tum na aaye
tumhe hamane aavaaz dii sajanaa 
tumhe hamane aavaaz dii,tum na aaye
(haaye tum na aaye)\-2

bichha.Dane ko ab raat kaa kaarvaa.n hai          
haaye kaaravaa.N hai 
huaa chaa.Nd benuur,chup aasamaa.N hai
chup aasamaa.N hai
chalii ruuThakar chaa.Ndanii,tum na aaye
(haaye tum na aaye)\-2

abhii jaag uThe hai.n ummiido.n ke taare
ummido.n ke taare
chale aao pyaare muhabbat pukaare
muhabbat pukaare
bahaaro.n ko nii.nd aa ga_ii,tum naa aaye
(haaye tum na aaye)\2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chale aaj tum jahaa.N se ... o duur ke musaafir}%
\film{Udan Khatola}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumar, Nimmi}%
\singer{Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Hrishi Dixit

\printtitle
#indian

chale aaj tum jahaa.N se, huii zi.ndagii paraayii
tumhe.n mil gayaa Thikaanaa, hame.n maut bhii na aayii

o duur ke musaafir ham ko bhii saath le le re
ham ko bhii saath le le
ham rah gaye akele

tuune vo de diyaa Gam, bemaut mar gaye ham
dil uTh gayaa jahaa.N se, le chal hame.n yahaa.N se
le chal hame.n yahaa.N se
kis kaam kii ye duniyaa jo zi.ndagii se khele re
ham ko bhii saath le le, ham rah gaye akele

suunii hai.n dil kii raahe.n, khaamosh hai.n nigaahe.n
naakaam hasarato.n kaa uThane ko hai janaazaa
uThane ko hai janaazaa
chaaro.n taraf lage hai.n barabaadiyo.n ke mele re
ham ko bhii saath le le, ham rah gaye akele

o duur ke musaafir ham ko bhii saath le le re
ham ko bhii saath le le
ham rah gaye akele

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Duubaa taaraa ummiido.n kaa sahaaraa chhuuT gayaa}%
\film{Udan Khatolaa}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumar, Nimmi}%
\singer{Lata}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10667 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

Duubaa taaraa ummiido.n kaa sahaaraa chhuuT gayaa \-2
jab unake haath se daaman hamaaraa chhuuT gayaa
o Duubaa taaraa \threedots

giit milan ke gaatii duniyaa dekh sakii naa hamako
pyaar pe ko_ii bas naa chalaa to \-2
chhiin liyaa priitam ko \-2
haay priitam ko
nagarii mere aramaano.n kii zamaanaa luuT gayaa
jo mere haath se \threedots

pyaase ko saagar dikhalaa ke chhiin liyaa kyo.n paanii o
o jag vaale
o jag vaale tuune bhii mere \-2
dil kii lagii naa jaanii \-2
haay naa jaanii
Tuka.De ho ga_e mere dil ke nasiibaa phuuT gayaa
jo mere haath se \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gariibo.n ko tuu e duniyaa sataa le jitanaa jii chaahe}%
\film{Udan Khatolaa}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumar, Nimmi}%
\singer{Lata}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10668 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

gariibo.n ko tuu e duniyaa sataa le jitanaa jii chaahe \-3
( terii hasarat naa rah jaa_e ) \-2 rulaa le jitanaa jii chaahe
gariibo.n ko tuu e duniyaa \threedots

mujhe naakaam rahane de mujhe barabaad rahane de \-2
magar TuuTe hu_e dil me.n kisii kii yaad rahane de \-2
ha.Nsii uja.Dii mohabbat kii u.Daa le jitanaa jii chaahe
gariibo.n ko tuu e duniyaa \threedots

naa ham ho.nge naa Gam ho.nge zamaane vo bhii aa_e.Nge \-2
mohabbat jiit jaa_egii sitamagar haar jaa_e.Nge
sitam ke tiir siine par chalaa le jitanaa jii chaahe
terii hasarat naa rah jaa_e \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ghar aayaa mahamaan koii jaan na pahachaan}%
\film{Udan Khatola}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumar,Nimmi}%
\singer{Lata}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator:Srinivas Ganti
% Date:30 March 2001
% Comments:LATAnjali

\printtitle
#indian

la:
ghar aayaa mahamaan koii jaan na pahachaan bane baalamaa
o ba.Daa zaalamaa ho ba.Daa zaalamaa

ko:
o ghar aayaa mehamaan
ghar aayaa mahamaan koii jaan na pahachaan bane baalamaa
o ba.Daa zaalamaa ho ba.Daa zaalamaa

la:
pahale naina.n me.n phir man me.n aayaa
chaa.Ndanii mere jiivan me.n laayaa ho
ko:
pahale naina.n me.n phir man me.n aayaa ho
chaa.Ndanii mere jiivan me.n laayaa ho
la:
o~ o~ cha.ndaa kii khi.Dakii se dekhe jo ghuur
kha.Daa duur, jiyaa chuur
ko:
hoy cha.ndaa kii khi.Dakii se dekhe jo ghuur
kha.Daa duur jiyaa chuur
la:
mohe chhe.De har aan 
kare maan beimaan bane baalamaa
o ba.Daa zaalamaa ho ba.Daa zaalamaa

la:
o~ kare naTakhaT ishaaro.n me.n batiyaa.N \-2
jiyaa dha.Dake moraa \-2
pha.Dake a.Nkhiyaa.N
ko:
o~ pha.Dake a.Nkhiyaa.N
la:
o~ o~ pha.Dake a.Nkhiyaa.N ho
ko:
kare naTakhaT ishaaro.n me.n batiyaa.\N
ho jiyaa dha.Dake moraa, pha.Dake a.Nkhiyaa.n
la:
o~ o~ laage naa manavaa pe birahaa kaa tiir
bahe niir uThe piir
ko:
hoy laage naa manavaa pe birahaa kaa tiir
bahe niir uThe piir
la:
kahii.n jaaye naa jaan
mai.n naadaan huu.N anajaan bane baalamaa
o ba.Daa zaalamaa ho ba.Daa zaalamaa

ko:
o ghar aayaa mehamaan
ghar aayaa mahamaan koii jaan na pahachaan bane baalamaa
o ba.Daa zaalamaa ho ba.Daa zaalamaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{haal\-e\-dil mai.n kyaa kahuu.N}%
\film{Udan Khatola}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumar,Nimmi}%
\singer{Lata}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator:Srinivas Ganti
% Date:5 April 2001
% Comments:LATAnjali

\printtitle
#indian

haal\-e\-dil mai.n kyaa kahuu.N
mushakil hai mere saamane

haal\-e\-dil main kyaa kahuu.N \-2
mushakil hai mere saamane \-2
bhole bhaale ruup me.n \-2
qaatil hai mere saamane \-2

haal\-e\-dil \threedots

( merii ummiido.n kii kashtii
  paar ho jaane bhii de
  paar ho jaane bhii de ) \-2
ruk jaa ai tuufaan tuu \-2
saahil hai mere saamane \-2
haal\-e\-dil \threedots

( josh kahataa hai ke chal
  aur hosh kahataa hai sa.mbhal ) \-2
hosh kahataa hai sa.mbhal
kisakaa kahanaa maan luu.N \-2
ma.nzil hai mere saamane \-2

haal\-e\-dil main kyaa kahuu.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hamaare dil se na jaanaa}%
\film{Udan Khatola}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumar,Nimmi}%
\singer{Lata}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator:Srinivas Ganti 
% Date:20 March 2001
% Comments:LATAnjali

\printtitle
#indian

hamaare dil se na jaanaa,dhokaa na khaanaa,duniyaa ba.Dii  beimaa.n
o piyaa duniyaa badii beimaa.n
hamaare dil se na jaanaa,dhokaa na khaanaa,duniyaa ba.Dii beimaa.n
hamaare

(mai.n huu.n jii pyaar kii pahalii nishaanii)\-2
(aa.Nkho.n se aaj kahuu.n dil kii kahaanii)\-2
o~oo~ sun lo jii pai.nyaa pa.Duu.N ho~oo~
(dekho jii vinatii karuu.n)\-2
ho~oo~,hamaare ghar laaj nibhaanaa
dil na dukhaanaa 
balamaa kahanaa meraa maan
oo~ piyaa duniyaa ba.Dii  beimaa.n
hamaare \threedots

(miiThe do bol yahaa.n,mushakil hai bolanaa)\-2
(duniyaa kii riit(?) kabhii,man ke na kholanaa)\-2
o~oo~ jhuuTii hai priit yahaa.n,ho~oo~
(koii na miit yahaa.n)\-2
ho~oo~,buraa hai aaj zamaanaa
TuuTe jiyaa naa
ulajhan me.n hai merii jaan
oo~ piyaa duniyaa ba.Dii beimaa.n
hamaare \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hayyaa ho hayyaa re hayyaa ... more sayyaa.Njii utare.nge paar ho}%
\film{Udan Khatola}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumar, Nimmi}%
\singer{Lata}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Hrishi Dixit
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: 10/04/99
% Comments: GEETAnjali Series

\printtitle
#indian

(haiyyaa ho haiyyaa re haiyyaa, haiyyaa ho)
o more sai.nyaa jii 
o more sai.nyaa jii utare.nge paar ho
nadiyaa dhiire baho
more sai.nyaa jii

cha.nchal dhaaraa bahataa paanii bahataa paanii
(haiyyaa ho haiyyaa re haiyyaa)
jalathal nadiyaa ho jalathal nadiyaa(?)
(haiyyaa ho haiyyaa re haiyyaa)
naav puraanii sar pe kha.Daa ma.Njhadhaar ho
(haiyyaa re haiyyaa)
sar pe kha.Daa ma.Njhadhaar ho
nadiyaa dhiire baho, more sai.nyaa jii \threedots

(? please fill in ?) duniyaa maane o duniyaa maane
(haiyyaa ho haiyyaa)
man kaa saagar ko_uu na jaane, ko_uu na jaane
(haiyyaa ho haiyyaa)
mai.n jaanuu.N yaa moraa yaar ho
(haiyyaa re haiyyaa)
mai.n jaanuu.N yaa moraa yaar ho
nadiyaa dhiire baho, more sai.nyaa jii \threedots

chalatii naiyaa roke aa.Ndhii roke aa.Ndhii
(haiyyaa ho haiyyaa re haiyyaa, haiyyaa ho)
chup chup dekhe ho chup chup dekhe
(haiyyaa ho haiyyaa re haiyyaa)
bebas maa.Njhii chhuuTe jaaye patavaar ho
(haiyyaa re haiyyaa)
chhuuTe jaaye patavaar ho
nadiyaa dhiire baho, more sai.nyaa jii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{meraa salaam le jaa}%
\film{Udan Khatola}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumar,Nimmi}%
\singer{Lata}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator:Srinivas Ganti
% Date:25 March 2001
% Comments:LATAnjali

\printtitle
#indian

ko: ahaahahaa ahaa ha haa haa
    ahaa ha haa ha haa meraa salaam le jaa
la: meraa salaam le jaa, dil kaa payaam le jaa, ulfat kaa jaam le jaa
    (u.Dan khaTole vaale aa re)\-2
ko: meraa salaam le jaa, dil kaa payaam le jaa, ulfat kaa jaam le jaa
    (u.Dan khaTole vaale aa re)\-2

la: la la la laa la laa laa la ho~
ko: la la la laa la laa laa la ho~
la: u.Dataa havaao.n me.n, baadal ke chhaa.Nv me.n, kaun se gaa.Nv me.n
    jaayegaa tuu
ko: u.Dataa havaao.n me.n, baadal ke chhaa.Nv me.n, kaun se gaa.Nv me.n
    jaayegaa tuu
la: niiche zamiin hai, duniyaa hasiin hai, dil ko yakiin hai
    aayegaa tuu
ko: niiche zamiin hai, duniyaa hasiin hai, dil ko yakiin hai
    aayegaa tuu
    hoy, meraa salaam le jaa, dil kaa payaam le jaa, ulfat ka jaam le jaa
    (u.Dan khaTole vaale aa re)\-2

la: la la la laa la laa laa la ho~
ko: la la la laa la laa laa la ho~
la: uu.Nchii u.Daan hai, palako.n pe jaan hai, aage tuufaan hai
    jaanaa kahii.n
ko: uu.Nchii u.Daan hai, palako.n pe jaan hai, aage tuufaan hai
    jaanaa kahii.n
la: ma.nzil bhii duur hai, himmat bhii chuur hai, aanaa zaruur hai
    aajaa yahii.n
ko: ma.nzil bhii duur hai, himmat bhii chuur hai, aanaa zaruur hai
    aajaa yahii.n
    hoy, meraa salaam le jaa, dil kaa payaam le jaa, ulfat ka jaam le jaa
    (u.Dan khaTole vaale aa re)\-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{muhabbat kii raaho.n me.n, chalanaa sambhal ke}%
\film{Udan Khatola}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumar, Nimmi}%
\singer{Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

muhabbat kii raaho.n me.n
chalanaa sambhal ke
yahaa.N jo bhii aayaa
gayaa haath mal ke

na paaii kisii ne muhabbat kii ma.nzil
qadam Dagamagaae, zaraa duur chal ke

hame.n Dhuu.NDhatii hai, bahaaro.n kii duniyaa
kahaa.N aa gae ham, chaman se nikal ke

kahii.n Duub jaae na, hasarat bharaa dil
na yuu.N tiir fe.nko, nishaanaa badal ke

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{na ro ai dil kahii.n rone se taqadiire.n badalatii hai.n}%
\film{Udan Khatola}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumar,Nimmi}%
\singer{Lata}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator:Srinivas Ganti
% Date:7 April 2001
% Comments:LATAnjali

\printtitle
#indian

na ro ai dil kahii.n rone se taqadiire.n badalatii hai.n \-2
kahii.n aa.Nsuu bahaane se tamannae.n nikalatii hai.n
na ro ai dil \-2

natiijaa mil gayaa hamako kisii se dil lagaane kaa \-2
sitam dekhaa nasiibo.n kaa karam dekhaa zamaane kaa \-2
muhabbat aah bharatii hai, vafaae.n haath malatii hai.n
na ro ai dil \threedots

liye jaate the ai dil ham terii naiyyaa kinaare par \-2
muhabbat ke bharose par, ummiido.n ke sahaare par \-2
khabar kyaa thii ke zaalim aa.Ndhiyaa.N bhii saath chalatii hai
na ro ai dil \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sa.mbhalakar khelanaa ... naa tuufaa.N se khelo}%
\film{Udan Khatolaa}%
\year{1955}%
\starring{Dilip Kumar, Nimmi}%
\singer{Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10669 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa
sa.mbhalakar khelanaa
dariyaa se maujo.n kii rawaanii me.n
jale.nge dil hazaaro.n
aag lag jaayegii paanii me.n

( naa tuufaa.N se khelo
naa saahil se khelo
mere paas aa_o
mere dil se khelo ) \-2
naa tuufaa.N se khelo

( ye kahate hai.n tumase
uma.ngo.n ke dhaare ) \-2
lagaa do muhabbat kii
naiyaa kinaare \-2
chalo dil kii duniyaa me.n
sa.ng\-sa.ng hamaare \-2
milaa hai jo rastaa to ma.nzil se khelo

mere paas aa_o
mere dil se khelo
naa tuufaa.N se khelo

( lagii dil kii paanii se
bujh naa sakegii ) \-2
jahaa.N tak bujhaa_oge
ba.Dhatii rahegii \-2
na socho ke duniyaa
hame.n kyaa kahegii \-2
muhabbat hai mushaqil to mushkil se khelo

mere paas aa_o
mere dil se khelo
naa tuufaa.N se khelo
mere paas aa_o
mere dil se khelo
naa tuufaa.N se khelo

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
