% ISB File: UmarQaid_1975.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{yaad rahegaa pyaar kaa ye ra.ngiin zamaanaa}%
\film{Umar Qaid}%
\year{1975}%
\starring{Sunil Dutt, Vinod Mehra, Mausami Chaterjii, Reena Roy, Jeetendra}%
\singer{Mukesh, Lata}%
\music{Sonik Omi}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10387 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mu \:	yaad rahegaa pyaar kaa ye ra.ngiin zamaanaa yaad rahegaa
la \:	is duniyaa me.n chhoTii sii apanii duniyaa basaanaa yaad rahegaa
	ho yaad rahegaa pyaar \threedots

mu \:	ek hai.n ham aur ek rahe.nge sukh me.n bhii aur dukh me.n bhii
la \:	jab\-tak hai saa.Nso.n kaa ba.ndhan ye ba.ndhan TuuTe na kabhii
mu \:	janam\-janam ye rasme.n nibhaane kii qasame.n khaanaa yaad rahegaa
do \:	ho yaad rahegaa pyaar \threedots

la \:	apane jahaa.N me.n madhur hasii.n kii guu.Nj kabhii naa maa.Nd pa.De
mu \:	jo bhii qadam ba.Dhataa hai apanaa ek duuje kii or ba.Dhe
la \:	pyaar me.n chhup ke do saayo.n kaa ek ho jaanaa yaad rahegaa
do \:	ho yaad rahegaa pyaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
