% ISB File: Upaasanaa_1971.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{darpaN ko dekhaa, tuune jab jab kiyaa shrR^i.ngaar}%
\film{Upaasana}%
\year{1971}%
\starring{Feroz Khan, Sanjay Khan, Mumtaz}%
\singer{Mukesh}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: Sender: usenet (news@bnr.ca)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

dap.raN ko dekhaa, tuune jab jab kiyaa shrR^i.ngaar
phuulo.n ko dekhaa, tuune jab jab aaI bahaar
ek badanasiib huu.N mai.n (3)
mujhe nahI.n dekhaa ek baar

suuraj kI pahalI kirano.n ko, dekhaa tuune alasaate hue
raato.n me.n taaro.n ko dekhaa, sapano.n me.n kho jaate hue
yuu.N kisI na kisI bahaane (2)
tuune dekhaa sab sa.nsaar (2)

dap.raN ko dekhaa, tuune jab jab kiyaa shrR^i.ngaar

kaajal kI qismat kyaa kahiye, naino.n me.n tuune basaayaa hai
aa.Nchal kI qismat kyaa kahiye, tuune a.ng lagaayaa hai
hasarat hI rahI mere dil me.n (2)
banuu.N tere gale kaa haar (2)

dap.raN ko dekhaa, tuune jab jab kiyaa shrR^i.ngaar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
