% ISB File: Vaastav_1999.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{apanii maa.N hai duniyaa kii sabase achchhii maa.N}%
\film{Vaastav/ The Reality}%
\year{1999}%
\starring{Sanjay Dutt, Namrata Shirodkar}%
\singer{Shankar Mahadevan, Chorus}%
\music{Rahul Ranade}%
\lyrics{Gautam Joglekar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

apanii maa.N hai duniyaa kii sabase achchhii maa.N
isakii mamataa ke saa_e me.n ham ba.Dhate jaa_e.n aage aage aage
apanii maa.N hai \threedots

apane khuun pasiine se jisane lagaa ke siine se
hame.n jiivan amR^it pilaayaa hame.n itanaa kaabil banaayaa
vo apanii maa.N apanii maa.N hai \threedots

apanii khushii ke sapane li_e har saa.Ns hai jisakii apane li_e
hamako jisakaa abhimaan hai jo apanii sahii pahachaan hai
vo apanii maa.N apanii maa.N hai \threedots

aaj khinn dukhiyaarii kyuu.n hai maa.N
aaj yuu.n haarii haarii kyuu.n hai maa.N
tere aa.Nsu_o.n ke khaarepan me.n ye ka.DavaahaT kaise aa_ii
shaayad hamii.n hai.n jisane terii aisii haalat banaa_ii
bahut hu_aa ab jaag ai hindustaanii
muskaan maa.N kii tujhe hai vaapas laanii
bhaa_ii bhaa_ii ke khuun kaa pyaasaa kyuu.n hai
mazahab kii kaisii hai ye kapaT kahaanii
mehanat aur prem kaa ma.ntr ghoSh
ik duuje me.n ye jagaa_o hosh
haath jo.D ye vinatii kar rahii terii dulaarii maa.N
terii bhaarat maa.N apanii maa.N hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chhoTaa kad aur peT ba.Daa hai ... chal bhii.Duu chal}%
\film{Vaastav/ The Reality}%
\year{1999}%
\starring{Sanjay Dutt, Namrata Shirodkar}%
\singer{Kumar Sanu, Atul Kale, Chorus}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chhoTaa kad aur peT ba.Daa hai
paise vaalaa seTh kha.Daa hai
bolo seTh kitanaa ##plate## maskaa maar ke
isako hai khaane kaa chaskaa
tavaa garam hai raghu maar de maskaa

chal bhii.Duu chal milii rakam ba.Dii
are apanii to nikal pa.Dii

lakhapati aur karo.Dapati ho.nge apane naukar naukar
duniyaa ke saare bai.nko.n me.n ho.nge apane ##locker locker##
ai khajuur baap kii gaa.Dii samajhaa kyaa
Takkar kyuu.n detaa hai be khaTaare vaale
ham to ##mercedeze## rakhane vaale haa.n
mu.nh dekhaa hai kyaa aa_iine me.n are haTaa saavan kii ghaTaa
ai bhaa_uu samajh jaa sudhar jaa patalii galii se nikal jaa chal chal chal
are ye ba.ngalaa kal apanaa hogaa ye gaa.Dii kal apanii hogii
ye hoTal kal apanaa hogaa ye baa.Dii kal apanii hogii
chal bhii.Duu chal \threedots

akkhaa ##india## kii sundariyaa.n ##line## apun ko de.ngii de.ngii
mushkil me.n pa.D jaa_e.ngii saalaa dil apun kaa le.ngii le.ngii
are o shaane ke taane mor kaa naach muragii kyaa jaane
chal baajuu haT dekh mai.n jaataa huu.n abhii haT
##micheal jackson## ban jaa_e.nge ##disco## karake dikhalaa_e.nge
##picture## ke gaane ham gaa_e.nge ##five star## me.n khaanaa khaa_e.nge
chal bhii.Duu chal \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{har taraf hai ye shor he aayaa gokul kaa chor}%
\film{Vaastav/ The Reality}%
\year{1999}%
\starring{Sanjay Dutt, Namrata Shirodkar}%
\singer{Vinod Rathod, Atul Kale, Chorus}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tujhaa gharaat naahii.n paanii ghaaghar utaanii re gopaalaa
are govi.ndaa re gopaalaa govi.ndaa re gopaalaa
yashode chaa kaanyaavaa.Daa yashode chaa kaanyaavaa.Daa

are Tolii banaa ke nikale gvaale karane ko hu.Dada.ng
govi.ndaa ke din sab ho ga_e hai.n govi.ndaa ke sa.ng are samajhe
har taraf hai ye shor he aayaa gokul kaa chor
aaj ham log mastii karegaa
kahii.n maTakii to.De kahii.n nainaa jo.De
aaj ga.Daba.D ghoTaalaa chalegaa
har taraf hai ye shor \threedots

aalaa re aalaa govi.ndaa aalaa he
chhat ke uupar kha.Dii dekhanaa phulajha.Dii
ham kare.nge ko_ii chhe.Dakhaanii
o ham chale jhuumane aasamaa.n chuumane
aaj mastii me.n hai zi.ndagaanii
haa.n de do du_aa_e.n maa.N jii maare.nge ham to baajii
dushman zamaanaa jalegaa
har taraf hai ye shor \threedots

daga.Duu maamaa daga.Duu maamaa peTii vaazav maamaa peTii vaazav
don ko.nbaDyaa de_iin naahiitar paThavuun soDav
is galii us galii baat apanii chalii ho gayaa apanaa hii bolabaalaa re ha haa
ho gayaa apanaa hii bolabaalaa
ho josh me.n hosh kaa dosto.n kaam kyaa
hamase Takkar na le ko_ii saalaa
ham sab hai.n dil ke raaje apanaa hii Da.nkaa baaje
apanaa hii sikkaa chalegaa
har taraf hai ye shor \threedots

bilkul chalegaa
aalaa re aalaa govi.ndaa aalaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{javaanii se ab ja.ng hone lagii}%
\film{Vaastav/ The Reality}%
\year{1999}%
\starring{Sanjay Dutt, Namrata Shirodkar}%
\singer{Preetha Majumdar}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

javaanii se ab ja.ng hone lagii
ye cholii merii ta.ng hone lagii
ko_ii maare aa.Nkho.n se ko_ii maare ishaaro.n se
o javaanii se ab ja.ng \threedots

umr kaisii bhalaa aa_ii hai mastiyaa.N kaun sii laa_ii hai
kaisii naadaan huu.N mai.n to pareshaan huu.N
taubaa merii karuu.n mai.n kyaa
ko_ii dil ko churaataa hai ko_ii paise luTaataa hai
ba.nd botal hai kyuu.n chuume hosh me.n na rahe jhuume
dekh to dilarubaa sochataa hai tuu kyaa sabase ba.Dhake nashaa meraa
ishq me.n ko_ii haaraa hai ho ho ho ho
ko_ii ka.Dakaa ku.nvaaraa hai
javaanii se ab ja.ng \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jay dev jay dev jay jay jay jay jay}%
\film{Vaastav/ The Reality}%
\year{1999}%
\starring{Sanjay Dutt, Namrata Shirodkar}%
\singer{Ravindra Sathe, Chorus}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

she.nduur laal cha.Dhaayo achchhaa gajamukha ko
do.ndil laal biraaje sut gauriihar ko
haath liye gu.Da laDDuu saa.n_ii sukhar ko
mahimaa kahe na jaay laagat huu.n pad ko jay dev jay dev

jay jay jay jay jay
jay jay jii gaNaraaj vidyaasukhadaataa
dhany tumhaaro darshan meraa mat ramataa jay dev jay dev
jay jay jay \threedots

bhaavabhagat se ko_ii sharaNaagat aave
sa.ntati sa.mpatti sabahii bharapuur paave
aise tum mahaaraaj moko ati bhaave
gosaaviina.ndan nishidin guN gaave jay dev jay dev
jay jay jay \threedots

ghaalin loTaa.ngaN va.ndiin charaN DoLyaa.nNii paahin ruup tujhe
preme aali.ngin aana.nde.n puujin bhaave.n ovaaLin mhaNe naamaa
tvamev maataa pitaa tvamev tvamev ba.ndhushch sakhaa tvamev
tvamev vidyaa draviN.m tvamev tvamev sarva.m mam dev dev
kaayen vaach manase.ndriyairvaa buddhyaatmanaa vaa prakR^itisvabhaavaa
karomi yadyat sakala.m parasmai naaraayaNaayeti samarpayaami
achyut keshav.m raamanaaraayaNa.m kR^iShNadaamodara.m vaasudeva.m hari
shriidhara.m maadhava.m gopikaavallabha.m jaanakiinaayaka.m raamacha.ndra.m bhaje
hare raam hare raam raam raam hare hare
hare kR^iShNa hare kR^iShNa kR^iShNa kR^iShNa hare hare

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{merii duniyaa hai tujhame.n kahii.n}%
\film{Vaastav/ The Reality}%
\year{1999}%
\starring{Sanjay Dutt, Namrata Shirodkar}%
\singer{Sonu Nigam, Kavita Subramaniam/ Sonu Nigam}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

merii duniyaa hai tujhame.n kahii.n
tere bin mai.n kyaa kuchh bhii nahii.n
merii jaan me.n terii jaan hai o saathii mere
merii duniyaa hai \threedots

palako.n me.n tere ruup kaa sapanaa sajaa diyaa
pahalii nazar me.n hii tujhe apanaa banaa liyaa
hai yahii aarazuu har gha.Dii baiThii raho mere saamane
merii duniyaa hai \threedots

tere bin mai.n kuchh bhii nahii.n
aisaa lagaa mere sanam ham jo yahaa.n mile
saharaa me.n jaise shabanamii chaahat ke gul khile
ye zamii.n aasamaa.n kah rahe ham to kabhii na ho.nge judaa
merii duniyaa hai \threedots

%Part 2:

merii duniyaa hai tujhame.n kahii.n
tere bin mai.n kyaa kuchh bhii nahii.n
merii jaan me.n terii jaan hai o saathii mere
merii duniyaa hai \threedots

palako.n me.n tere ruup kaa sapanaa sajaa diyaa
pahalii nazar me.n hii tujhe apanaa banaa liyaa
hai yahii aarazuu har gha.Dii baiThii raho mere saamane
merii duniyaa hai \threedots

aa.Nkho.n ke raaste mere dil me.n utar ga_ii
saa.Nso.n me.n tere jism kii khushbuu bikhar ga_ii
har jagah raat din pyaar se mai.n jaan\-e\-man teraa naam luu.n
merii duniyaa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{om om om shrii kR^iShNen ... yadaarjuno gatoduram}%
\film{Vaastav/ The Reality}%
\year{1999}%
\starring{Sanjay Dutt, Namrata Shirodkar}%
\singer{Ravindra Sathe, Chorus/ Ravindra Sathe}%
\music{Rahul Ranade}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

om om om
shrii kR^iShNen subhadraaye garbhavatyenirupitam
chakravyuuh praveshasya rahasyam chaatudambhitat
abhimanyu stitho garbhe dvivedyanaanayuto shruNo
rahasyam chakravyuuhasya sa.mpuurNam asatyaatavaa

%Part 2:

yadaarjuno gatoduram yoduu.n samshaptadaisaH
abhimanyu.m binaanaanyaH samardyovyuuhabhedane
bheditechakravyuuhepi ata_ev vibiNevaa
paarthaputrasya ekaakii kaurave nigurNevataH

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere pyaar ne sanam jaaduu kyaa kar diyaa}%
\film{Vaastav/ The Reality}%
\year{1999}%
\starring{Sanjay Dutt, Namrata Shirodkar}%
\singer{Kavita Subramaniam/ Kumar Sanu}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

tere pyaar ne sanam jaaduu kyaa kar diyaa haa.n
jaane kaisaa nashaa chhaa rahaa
tere pyaar ne sanam \threedots

jhuumatii havaa_o.n bataa_o zaraa mai.n kahaa.N huu.N ho
chhe.Datii fizaa_o.n samajhaa_o zaraa
anjaane hii mujhe kyaa hu_aa
tere pyaar ne sanam \threedots

baazu_o.n me.n aake ye mujhako lagaa sharm kyaa hai
naa kabhii ye pahale thaa mujhako pataa
haa.n tuune hamanavaa.n kyaa kiyaa
tere pyaar ne sanam \threedots

%Part 2:

tere pyaar ne sanam jaaduu kyaa kar diyaa haa.n
jaane kaisaa nashaa chhaa rahaa
tere pyaar ne sanam \threedots

jhuumatii havaa_o.n bataa_o zaraa mai.n kahaa.N huu.N ho
chhe.Datii fizaa_o.n samajhaa_o zaraa
anjaane hii mujhe kyaa hu_aa
tere pyaar ne sanam \threedots

naa ko_ii kamii hai ab jaan\-e\-vafaa zi.ndagii me.n haa.n
har khushii milii jo mujhe tuu milii
laa_ii hai ra.ng kyaa ye du_aa
tere pyaar ne sanam \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
