% ISB File: Vachan_1974.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dil kaa guladastaa baa.Nho.n kaa haar}%
\film{Vachan}%
\year{1974}%
\starring{Shashi Kapoor, Vimi, Prem Chopra}%
\singer{Kishor, Sharda}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shaily Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11247 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	dil kaa guladastaa baa.Nho.n kaa haar
	saath me.n isake bahut saa pyaar \-2
	lekar aayaa sarakaar kar liiji_e sviikaar \-2
shaa \:	ho ho hamane kiyaa sviikaar ( mere yaar ) \-2

ki \:	ThaNDe mausam me.n aag ye kaisii lagii
shaa \:	haay
ki \:	kaise mo.D pe aa ga_ii zindagii
shaa \:	achchhaa
ki \:	bin pi_e aaj ye kyaa hamako ho gayaa
shaa \:	ho ho
ki \:	pyaar kaa har taraf chhaane lagaa hai nashaa
shaa \:	maar Daalaa
ki \:	chhaane lagaa hai nashaa \-2
shaa \:	dil kaa guladastaa \threedots
ki \:	lekar aayaa sarakaar \threedots
shaa \:	haa.N\-haa.N kar to liyaa sviikaar \threedots

ki \:	kho_e ham rahe in gorii\-gorii baa.Nho.n me.n
	reshamii zulf kii pyaarii\-pyaarii chhaa.Nv me.n
	Gam bhii ko_ii aane naa paa_egaa jahaa.N
	pyaar kii bastiyaa.N ham basaa_e.Nge vahaa.N \-3
do \:	are dil kaa guladastaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
