% ISB File: VeerZaara_2004.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jaane kyuu.N Kwaabo.n kaa mausam hai}%
\film{Veer-Zaara}%
\year{2004}%
\starring{Shahrukh Khan, Preity Zinta, Rani Mukherji}%
\singer{Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Javed Akhtar}%

% Audio on: RPG-SaReGaMa
% Contributor: Vinay P Jain
% Transliterator: Vinay P Jain
% Date: 22 Sep 2004
% Series: GEETanjali
% Comments: Music "recreated" by Sanjeev Kohli
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

jaane kyuu.N Kwaabo.n kaa mausam hai aur mai.n huu.N
mausam hai aur mai.n huu.N
jaane kyuu.N yaado.n kii shabanam hai aur mai.n huu.N
shabanam hai aur mai.n huu.N

yaade.n laaii.n hai.n Kushiyaa.N bhii aa.Nsuu bhii
jaane kyuu.N ik aisaa sa.ngam hai aur mai.n huu.N
sa.ngam hai aur mai.n huu.N

(barase jo ra.ng itane saare
ra.ngii.n hue sab nazaare) \-2
lekin meraa dil kahii.n bhii 
lagataa nahii.n bin tumhaare
tumako bas tumako dil Dhuu.NDhe dil maa.Nge
jaane kyuu.N har lamhaa ye sitam hai aur mai.n huu.N
ye sitam hai aur mai.n huu.N

jaane kyuu.N Kwaabo.n kaa \.\.\.

(ye waadii ab so gaI hai
kohare me.n hii kho gaI hai) \-2
saarii fizaa saa.Ns roke 
gumasum\-sii ab ho gaI hai
saarii duniyaa me.n ab koI nahii.n jaise
jaane kyuu.N bas meraa hamadam hai aur mai.n huu.N
hamadam hai aur mai.n huu.N

jaane kyuu.N yaado.n kii \.\.\.

yaade.n laaI hai.n \.\.\.

laa laa laa laa laa laa laa laa
huu.N huu.N huu.N aur mai.n huu.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{laharaatii huii.n raahe.n ... ye ham aa gaye hai.n kahaa.N}%
\film{Veer-Zaara}%
\year{2004}%
\starring{}%
\singer{Lata, Udit Narayan}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Javed Akhtar}%

% Audio on: RPG-SaReGaMa
% Contributor: Vinay P Jain
% Transliterator: Vinay P Jain
% Date: 28 Sep 2004. Lata's 75th birthday.
% Series: GEETanjali
% Comments: Music recreated by Sanjeev Kohli
% Credits: Satish Kalra
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

u:  laharaatii huii.n raahe.n khole hue hai.n baahe.n
    ye ham aa gaye hai.n kahaa.N
la: palako.n pe gahare halke hai.n reshamii dhu.Ndhalake
    ye ham aa gaye hai.n kahaa.N
u:  haa.N, ye ham aa gaye hai.n kahaa.N

u:  wo dekho zaraa parbato.n pe ghaTaae.N
    hamaarii daastaa.N haule se sunaae.N
la: suno to zaraa ye phuulo.n kii waadii 
    hamaarii hii koii kahaanii hai sunaatii
u:  sapano.n ke is nagar me.n 
    yaado.n kii rahaguzar me.n
    ye ham aa gaye hai.n kahaa.N
la: haa.N, ye ham aa gaye hai.n kahaa.N

la: jo raaho.n me.n hai rut ne sonaa bikheraa
    sunaharaa huaa teraa meraa saveraa
u:  zamii.n so ga_ii barf kii chaadaro.n me.n
    bas ik aag sii jalatii hai do dilo.n me.n
la: hawaae.N sanasanaae.N
    badan kaa.Np jaae.N
    ye ham aa gaye hai.n kahaa.N
u:  haa.N, ye ham aa gaye hai.n kahaa.N

u:  ye barasaat bhii kab thame kaun jaane
la: tumhe.n mil gaye pyaar ke sau bahaane
u:  sitaaro.n kii hai jaise baaraat aaii
l:  hamaare liye raat yuu.N jagamagaaii
u:  sapane bhii jhilamilaae.N
la: dil me.n diye jalaae.N
u:  ye ham aa gaye hai.n kahaa.N
la: haa.N ye ham aa gaye hai.n kahaa.N

dono.n:
haa.N ye ham aa gaye hai.n kahaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
