% ISB File: VictoriaNo203_1972.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dekhaa mai.nne dekhaa sapano.n kii ek raanii ko}%
\film{Victoria No. 203}%
\year{1972}%
\starring{Ashok Kumar, Saira Bano, Navin Nishchal, Pran}%
\singer{Kishor}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Verma Malik}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11193 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

dekhaa maine dekhaa \-2
sapano.n kii ek raanii ko ruup kii ik mastaanii ko
mastii bharii javaanii ko haay re haay maine dekhaa \-3

tan se aa.Nchal khisakaa chham se vo jab nikalii \-2
luuT ke le ga_ii mahafil ban ke vo nikalii \-2
sundar sii alabelii sii \-2
lagatii na_ii navelii sii pyaar kii ek pahelii sii
jisako maine dekhaa
dekhaa maine dekhaa \threedots

jii meraa ye chaahe maa.Ng mai.n usakii bhar duu.N \-2
apanaa saaraa jiivan usako arpaN kar duu.N \-2
duniyaa ko dikhalaa_uu.Ngaa
apanaa use banaa_uu.Ngaa kisii bhii suurat paa_uu.Ngaa
jisako maine dekhaa
dekhaa maine dekhaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{do bechaare binaa sahaare ... bin taale kii chaabhii lekar}%
\film{Victoria No. 203}%
\year{1972}%
\starring{Surendra, Munavvar Sultana, Himalaywala, Leela Mishra}%
\singer{Kishor, Mahendra Kapoor}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Verma Malik}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12112 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

do \:	do bechaare binaa sahaare \-2
	dekho puuchh\-puuchh kar haare
ki \:	bin taale kii
ma \: o chaabhii lekar
do \: phirate maare\-maare
ki \:	mai.n huu.N raajaa ye hai raanaa
ma \:	o mai.n diiwaanaa ye mastaanaa
do \:	dono.n milake gaaye gaanaa
	o hasiinaa aa
	o zaraa ruk jaanaa

	do bechaare binaa sahaare
	dekho puuchh\-puuchh kar haare

ki \:	tuu bataa de isakaa priitam kahaa.N pe chhupaa hai \-2
ma \:	o kuchh pataa de wo to nikalaa ba.Daa bewafaa hai
ki \:	kuchh bol bol o raanii
ma \:	bolo
ki \:	kuchh bol bol o raanii
ma \:	o kahaa.N isakaa ruuTh gayaa jaanii
	o mastaanii
do \:	ko_ii nishaanii yaa zubaanii
	bolo raanii meharabaanii
	o hasiinaa aa
	o kuchh bolo naa

##female## \:	mujhe kuchh nahii.n pataa
ma \:	kuchh nahii.n pataa
	chal raajaa
	ab yahaa.N bhii baj gayaa baajaa

do \:	do bechaare binaa sahaare
	dekho puuchh\-puuchh kar haare

ma \:	tuu bataa de isakaa milataa nahii.n hamko ##locker##
ki \:	kuchh pataa de tere ban jaaye.nge ham naukar
ma \:	o sasuuraal se dekho ham aaye
ki \:	haa.N
ma \:	sasuuraal se dekho ham aaye
ki \:	chaabhii lekar chakaraaye
	hai.n ghabaraaye
do \:	aake tumase hii Takaraaye
	dhakke khaaye
	samajh naa aaye

	o paape hay
	o kuchh bolo naa

##male## \:	oy mujhe kuchh nahii.n pataa
ma \:	chal raajaa
	paape ne bhii bajaa diyaa baajaa

do \:	do bechaare binaa sahaare
	dekho puuchh\-puuchh kar haare

ki \:	e swaamii
ma \:	e antaryaamii
ki \:	are diinabandhuu
ma \:	he jagadpatii kii jay

ki \:	o swaamii tuune kaisaa kiyaa hai ghoTaalaa
	antaryaamii tuune kaisaa kiyaa hai ghoTaalaa
ma \:	o de dii chaabhii par diyaa hai nahii.n hamako taalaa
ki \:	gar maal milegaa zaadaa \-2
ma \:	o tujhako de de.nge aadhaa
	ye hai waadaa
do \:	kyaa iraadaa
	ko_ii kaam nahii.n hai zyaadaa
	le ke jaanaa aadhaa\-aadhaa
	o baabaa haa.N
	o binatii sun lo aa

ki \:	o swaamii jii
ma \:	o antaryaamii jii
	kuchh bolo

do \:	do bechaare binaa sahaare
	dekho puuchh\-puuchh kar haare
ki \:	bin taale kii
ma \: o chaabhii lekar
do \: phirate maare\-maare
ki \:	mai.n huu.N raajaa ye hai raanaa
ma \:	o mai.n diiwaanaa ye mastaanaa
do \:	dono.n milake gaaye gaanaa
	o hasiinaa haa
	o zaraa ruk jaanaa

	do bechaare binaa sahaare
	dekho puuchh\-puuchh kar haare \-2
	dekho uu.n uu.n uu.n haare

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{he tuu naa milii to ham jogii ban jaa_e.Nge}%
\film{Victoria No. 203}%
\year{1972}%
\starring{Ashok Kumar, Saira Bano, Navin Nishchal, Pran}%
\singer{Kishor}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11194 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

( he tuu naa milii to ) \-2 ham jogii ban jaa_e.Nge
saarii umariyaa ke rogii ban jaa_e.Nge
tuu naa milii to \threedots

o mere sapano.n kii raanii tujhape nichhaavar merii javaanii
aa terii tasviir banaa duu.N chiir ke apanaa siinaa dikhaa duu.N
raam base hanumaan ke dil me.n tuu mere dil kii mahafil me.n
tujhako agar ho ko_ii sha.nkaa jalaa de.n apane dil kii la.nkaa
tere saamane ha.Nsate hu_e jal jaa_e.Nge
tuu naa milii to \threedots

aur suno
tere milan me.n sukh hai.n saare tere darshan sabase pyaare
tuu mahake jaise raat kii raanii a.ng\-a.ng se chhalake javaanii
tuune bahut mere dil ko sataayaa Daal de ab zulfo.n kaa saayaa
kamal kalii sii terii kaayaa ruup menakaa jaisaa paayaa
tujhe dekh ke jogii bhii bhogii ban jaa_e.Nge
tuu naa milii to \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{naa naa ... tho.Daa saa Thaharo}%
\film{Victoria No. 203}%
\year{1972}%
\starring{Ashok Kumar, Saira Bano, Navin Nishchal, Pran}%
\singer{Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 18, 2005

\printtitle
#indian

naa naa naa naa naa
tho.Daa saa Thaharo
( karatii huu.N tumase waadaa
puuraa hogaa tumhaaraa iraadaa ) \-2
mai.n huu.N saarii kii saarii tumhaarii
phir kaahe ko jaldii karo
tho.Daa saa Thaharo \-2

pahale mujhe apanaa hamaraaz banaa_o \-2
phir tum mere dil ke aramaan jagaa_o
waqt Dhalegaa dil machalegaa kare.nge ham tum pyaar
ek baat kii baat hii kyaa hai baate.n ho.ngii hazaar
are tho.Daa saa Thaharo
karatii huu.N tumase waadaa
puuraa hogaa tumhaaraa iraadaa
mai.n huu.N saarii kii saarii tumhaarii
phir kaahe ko jaldii karo
tho.Daa saa Thaharo \-2

dil ko mere jiito tab haath ba.Dhaa_o \-2
apanii muhabbat kaa ehasaas dilaa_o
gul bhii khile.nge ham bhii mile.nge milane to do jazbaat
tum mujhe samajho mai.n tumhe.n samajhuu.N tabhii nibhegaa saath
are tho.Daa saa Thaharo
karatii huu.N tumase waadaa
puuraa hogaa tumhaaraa iraadaa
mai.n huu.N saarii kii saarii tumhaarii
phir kaahe ko jaldii karo
tho.Daa saa Thaharo \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
