% ISB File: Vidhaataa_1982.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bandhu_o.n bajaa_ii_e Dhol ... saat saheliyaa.N kha.Dii\-kha.Dii}%
\film{Vidhaataa/ Creator Of Universe}%
\year{1982}%
\starring{Dilip Kumar, Shammi Kapoor, Sanjeev Kumar, Sanjay Dutt, Padmini Kolhapuri, Sarika, Amrish Puri}%
\singer{Kishor, Anuradha, Alka, Padmini, Sadhna Sargam, Shivangi Kolhapure, Hemlata, Kanchan}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11310 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	bandhu_o.n bajaa_ii_e Dhol bajaa_i_e baajaa
	haa.N to sajjano.n suno saheliyo.n kii kahaanii
	ek nahii.n do nahii.n tiin nahii.n chaar nahii.n
	paa.Nch nahii.n chhH nahii.n haa.N are hii hii hii

	saat saheliyaa.N kha.Dii\-kha.Dii
	fariyaad sunaa_e.N gha.Dii\-gha.Dii
ko \:	hoy saat saheliyaa.N \threedots

ki \:	ek sahelii kaa miyaa.N thaa ##doctor##
ko \:	miyaa.N thaa ##doctor## \-2
ki \:	kahane lagii
ko \:	kyaa kahane lagii
ki \:	are kahane lagii
anu \:	o haay haay are sach\-sach mai.n kahatii huu.N sun lo sabhii
ki \:	sun lo sabhii
anu \:	are ##doctor## kii biivii na bananaa kabhii
ki \:	naa bananaa kabhii
anu \:	( raat bhar mu_aa ) \-2 sone na de
	##injection## lagaa_e gha.Dii\-gha.Dii
ki \:	are saat saheliyaa.N \threedots

	ek sahelii kaa miyaa.N thaa ##driver##
ko \:	miyaa.N thaa ##driver## \-2
al \:	sach\-sach mai.n kahanii haa.N suN lo sabhii
ki \:	oy suN lo sabhii
al \:	##driver## kii biivii naa bananaa kabhii
ki \:	naa bananaa kabhii
al \:	( haa.N raat bhar moyaa ) \-2 sone na de
	bho.npuu bajaa_e gha.Dii\-gha.Dii \-2
ki \:	are saat saheliyaa.N \threedots

	ek sahelii kaa miyaa.N thaa darzii
ko \:	miyaa.N thaa darzii \-2
ki \:	darzii kii bhii sun lo marzii
pa \:	ho sach\-sach mai.n kahatii huu.N sun lo sabhii
ki \:	sun lo sabhii
pa \:	darzii kii biivii naa bananaa kabhii
ki \:	naa bananaa kabhii
pa \:	( haa.N raat bhar mu_aa ) \-2 sone na de
	Taa.Nkaa lagaa_e gha.Dii\-gha.Dii \-2
ki \:	are saat saheliyaa.N \threedots

	ek sahelii kaa miyaa.N thaa ##dancer##
ko \:	miyaa.N thaa ##dancer## \-2
saa \:	( raat bhar mu_aa ) \-2 sone na de
	taa taa thaiyaa karaave gha.Dii\-gha.Dii \-2
ki \:	are saat saheliyaa.N \threedots

	ai saahibaa.N haa.N\-haa.N
	ek sahelii kaa miyaa.N sharaabii
ko \:	miyaa.N sharaabii
ki \:	he ##micheal## kii daaruu jhaTakaa detii hai \-2
shi \:	( raat bhar makaa ) \-2 sone na de
	botal dikhaa_e gha.Dii\-gha.Dii \-2
ki \:	are saat saheliyaa.N \threedots

	ek sahelii kaa miyaa.N thaa Daakiyaa
ko \:	miyaa.N thaa Daakiyaa
he \:	aa sach\-sach mai.n boluu.N jii suN lo sabhii
ki \:	suN lo sabhii
he \:	Daaki_e kii biivii na baNiyo kabhii
ki \:	na baNiyo kabhii
he \:	are raat bhar mane raam ro
	 raat bhar mu_aa sovaN naa de
	Thappo lagaave gha.Dii\-gha.Dii \-2
ki \:	are saat saheliyaa.N \threedots

	aahaa aalii re aalii kolhaapuur vaalii hii hii
ka.n \:	a_iigo
	ek sahelii kaa miyaa.N kolhaapurii
ko \:	miyaa.N kolhaapurii \-2
ki \:	are aa_iikaa ho aa_iikaa
	o ghoDo.mbaa are o paa.NDobaa \-2
	poragii phasalii re phasalii hii hii hii hii
ka.n \:	raat bhar makaa sone na de
	chappal dikhaaye gha.Dii\-gha.Dii \-2
ki \:	o paa.NDuura.ngaa
	are saat saheliyaa.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o saathiyaa saare sahaare TuuT jaa_e.N}%
\film{Vidhaataa/ Creator Of Universe}%
\year{1982}%
\starring{Dilip Kumar, Shammi Kapoor, Sanjeev Kumar, Sanjay Dutt, Padmini Kolhapuri, Sarika, Amrish Puri}%
\singer{Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11311 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

o saathiyaa \-2
saare sahaare TuuT jaa_e.N ruuTh jaa_e.N log hamase kyaa hu_aa
teraa sahaaraa huu.N mai.n meraa sahaaraa hai tuu
teraa sahaaraa huu.N mai.n
o saathiyaa \threedots

ik duuje ke ho jaa_e.N ik duuje me.n kho jaa_e.N \-2
mahalo.n se achchhii galiyaa.N chal apane ghar jaa_e.N
ho aa thaam le tuu merii baa.Nhe.n sab nigaahe.n pher le.n to kyaa hu_aa
pyaar kii dhaaraa huu.N mai.n meraa kinaaraa hai tuu
pyaar kii dhaaraa huu.N mai.n
o saathiyaa \threedots

jiinaa hai ham jii le.nge zaKmo.n ko bhii sii le.nge \-2
aayaa jo pyaasaa saavan apane aa.Nsuu pii le.nge
o ban jaa_e.N kaa.NTe phuul saare ye nazaare Duub jaa_e.N kyaa hu_aa
terii nazar huu.N mai.n meraa nazaaraa hai tuu
terii nazar huu.N mai.n
o saathiyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
