% ISB File: VillageGirl_1945.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{baiThii huu.N terii yaad kaa le kar ke sahaaraa}%
\film{Village Girl}%
\year{1945}%
\starring{Noorjehan, Nazir}%
\singer{Noorjehan}%
\music{Shyamsunder}%
\lyrics{Wali Saheb}%

% Contributor: Nita Awatramani
% Transliterator: Nita Awatramani
% Date: 09/28/99

\printtitle
#indian

baiThii huu.N terii yaad kaa lekar ke sahaaraa
aa jaao ke chamake merii qismat kaa sitaaraa

din raat jalaa karatii huu.N furqat me.n tumhaarii
har saa.Ns dhuaa.N banake nikalataa hai hamaaraa
aa jaao ke chamake \threedots

chup chaap sahe jaatii huu.N mai.n dard kii choTe.n
le le ke jiye jaatii huu.N mai.n naam tumhaaraa
aa jaao ke chamake \threedots

aksar merii aa.Nkho.n ne tujhe niind me.n Dhuu.NDaa
uTh uTh ke tujhe dil ne ka_ii baar pukaaraa
aa jaao ke chamake \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kis tarah bhuulegaa dil unakaa Kayaal aayaa huaa}%
\film{Village Girl}%
\year{1945}%
\starring{Noorjehan, Nazir}%
\singer{Noorjehan}%
\music{Shyamsunder}%
\lyrics{Wali Saheb}%

% Contributor: Pavan Kumar Desikan (pkd@duke.cs.duke.edu) 
% Comments: Ramnik Productions

\printtitle
#indian

kis tarah bhuulegaa dil
unakaa Kayaal aayaa huaa
jaa nahii.n sakataa abhii
shiishe me.n daaG aayaa huaa

o ghaTaa kaalii ghaTaa, ab ke baras tuu naa baras\-2
mere priitam ko abhii parades hai bhaayaa huaa\-2
kis tarah bhuulegaa dil

aa chaman se
aa chaman se duur bulbul
jaake roye, roye saath saath
teraa dil bhii choT hai
merii tarah khaayaa  huaa \-2
kis tarah bhoolegaa dil

Kush rahe duniyaa me.n vo
jisane hai to.Daa dil meraa\-2
de rahaa hai ye duaa 
aa.Nkho.n me.n ashk aayaa huaa\-2
kis tarah bhoolegaa dil
unakaa Kayaal aayaa huaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye kaun ha.Nsaa kisane sitaaro.n ko ha.Nsaayaa}% 
\film{Village Girl}%
\year{1945}%
\starring{Noorjehan, Nazir}%
\singer{Noorjehan}%
\music{Shyamsunder}%
\lyrics{Wali Saheb}%

% Contributor: Hrishi Dixit
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Comments: Geetanjali Series

\printtitle
#indian

ye kaun \threedots
ye kaun ha.Nsaa kisane sitaaro.n ko ha.Nsaayaa
chupake se mere naino.n kii galiyo.n me.n aayaa
ye kaun \threedots
ye kaun ha.Nsaa kisane sitaaro.n ko ha.Nsaayaa
chupake se mere naino.n kii galiyo.n me.n aayaa
ye kaun \threedots

rahataa hai merii aa.Nkho.n me.n aashaa_o.n kaa melaa \-2
sapano.n me.n huaa karataa hai baalam se jhamelaa, hoy
sapano.n me.n huaa karataa hai baalam se jhamelaa
naino.n kii madhur biinaa pe
naino.n kii madhur biinaa pe kyaa raag sunaayaa
chupake se mere naino.n kii galiyo.n me.n aayaa

ye kaun \threedots
ye kaun ha.Nsaa kisane sitaaro.n ko ha.Nsaayaa
chupake se mere naino.n kii galiyo.n me.n aayaa
ye kaun \threedots

bhaatii nahii.n hai ab mujhe saavan kii javaanii \-2
ho.nTho.n pe sadaa rahatii hai saajan kii kahaanii, hoy
ho.nTho.n pe sadaa rahatii hai saajan kii kahaanii
is prem milan ne
is prem milan ne mujhe diivaanaa banaayaa 
chupake se mere naino.n kii galiyo.n me.n aayaa

ye kaun \threedots
ye kaun ha.Nsaa kisane sitaaro.n ko ha.Nsaayaa
chupake se mere naino.n kii galiyo.n me.n aayaa
ye kaun \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
