% ISB File: Vinaashak_1998.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bamba_ii kii chhoriyaa.n bachaa baappaa moriyaa}%
\film{Vinaashak}%
\year{1998}%
\starring{Sunil Shetty, Raveena, Danny, Tinu, Aloknath, Mohan Joshi, Om Puri}%
\singer{Vinod Rathod}%
\music{Viju Shah}%
\lyrics{Deepak Choudhary}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

moriyaa moriyaa re baappaa moriyaa re 
bamba_ii kii chhoriyaa.n bachaa baappaa moriyaa
inhe.n aa_e hai pha.nsaanaa ye jaane.n dil lubhaanaa
inakii miiThii baato.n me.n yaaro.n tum naa aanaa
haay haay ye la.Dakiyaa.n bilkul Taporiyaa.n
bamba_ii kii chhoriyaa.n \threedots

aashiq ye haay dil lagaanaa naa jaane
palako.n pe sapane sajaanaa naa jaane
ho.nTho.n kii ra.ngat churaanaa naa jaane
pyaar karake nibhaanaa naa jaane
suno suno re jaano jaano re merii batiyaa.n maano maano re
bholii suratiyaa pe naa jaanaa inhe.n pahachaano.n re
taubaa inake bahaane hathaka.nDe puraane
bhole bhaale mardo.n ko jaal me.n pha.nsaane
Daale.n dilo.n pe naino.n kii Doriyaa.n
bamba_ii kii chhoriyaa.n \threedots

dekho ye kaisaa bedardii balam hai
detaa hai jo apane dilabar ko Gam hai
maanaa pahalavaan me.n dam hii dam hai
chaahat me.n lekin ye tho.Daa saa kam hai
o merii jaanaa.n mai.n huu.N diivaanaa
tuu hai shamaa to mai.n paravaanaa
jaane zamaanaa yahii to hai bas meraa fasaanaa
ye muhabbat kii baazii to maine hii maarii
ki mujhase bhii pahale dil apanaa ye haarii
haarii re haarii paagal nigo.Diyaa.n
bamba_ii kii chhoriyaa.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chal mere saajan chal mat kar saajan kal}%
\film{Vinaashak}%
\year{1998}%
\starring{Sunil Shetty, Raveena, Danny, Tinu, Aloknath, Mohan Joshi, Om Puri}%
\singer{Manahar Udhas, Alka Yagnik}%
\music{Viju Shah}%
\lyrics{Deepak Choudhary}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chal chal chal chal
chal mere saajan chal mat kar saajan kal dil me.n hai halachal
chal ku.Diye cha.nchal chal chal virahaa me.n jal virahaa kaa har pal
chal mere saajan \threedots

ye merii javaanii aahaa hai terii diivaanii aahaa
o dilabar jaanii tuu aag mai.n paanii
chal aa.Nkh la.Daa le aahaa chal tiir chalaa le aahaa
tuufaan uThaa le ye rog lagaa le
meraa shiishe jaisaa a.ng a.ng a.ng a.ng me.n uma.ng
ise resham kahuu.n yaa malamal
chal ku.Diye cha.nchal \threedots

haa.N ye dil kaa lagaanaa aahaa hai rog lagaanaa oh
naa aa.Nkh la.Daanaa naa baat ba.Dhaanaa aisaa kyaa
naa nii.nd ga.nvaanaa naa jii ko jalaanaa
chaahe.n mar jaanaa par dil naa lagaanaa
isame.n jo gir jaa_e kabhii ubhar naa paa_e
ye pyaar hai aisaa daladal
chal ku.Diye cha.nchal \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kho di_e jitane lamhe mai.nne terii nigaah me.n}%
\film{Vinaashak}%
\year{1998}%
\starring{Sunil Shetty, Raveena, Danny, Tinu, Aloknath, Mohan Joshi, Om Puri}%
\singer{Sadhana Sargam}%
\music{Viju Shah}%
\lyrics{Deepak Choudhary}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kho di_e jitane lamhe maine terii nigaah me.n
utane janam mere sanam guzare terii chaah me.n
kho di_e jitane lamhe \threedots

terii khushii teraa hii Gam terii vafaa teraa saath ho
sapane tere yaad merii dil me.n sanam din raat ho.n
kho ga_e jitane bhii pal ye terii panaaho.n me.n
utane janam mere sanam \threedots

jaan\-e\-chaman ba.ndhane lage ham nazaro.n kii Dor me.n
dil kii sazaa sunane lage ham saa.Nso.n ke shor me.n
chal di_e jitane kadam maine sanam terii raaho.n me.n
utane janam mere sanam \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{vinaashak ... zulmo.n kaa bhuuchaal yahaa.n jab aa jaataa hai}%
\film{Vinaashak}%
\year{1998}%
\starring{Sunil Shetty, Raveena, Danny, Tinu, Aloknath, Mohan Joshi, Om Puri}%
\singer{Amit Kumar}%
\music{Viju Shah}%
\lyrics{Deepak Choudhary}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

vinaashak vinaashak
zulmo.n kaa bhuuchaal yahaa.n jab aa jaataa hai
baato.n kaa jab vikaraal ruup chhaa jaataa hai
jab jab dharatii par adharm kaa taa.nDav hotaa hai
ho kar laachaar jab yahaa.n majahab rotaa hai
tab zulm kaa karane naash tab paap kaa karane vinaash vinaashak aataa hai
paap kaa zulm kaa tuu vinaashak hai
tuu haa.N vinaashak hai isame.n kyaa shaq hai
tuu vinaashak hai \threedots

aadamii hii haivaan yahaa.n jab ban jaataa hai
i.nsaan hii jab shaitaan yahaa.n ban jaataa hai
aata.nk se haahaakaar jab mach jaataa hai
Daratii hai zamii.n aakaash bhii jab tharraataa hai
haivaan kaa karane naash shaitaan kaa karane vinaash vinaashak aataa hai
har aata.nk kaa tuu vinaashak hai
tuu vinaashak hai \threedots

chehare par jab zulm kaa cheharaa cha.Dh jaataa hai
aata.nk dari.ndo.n kaa jab jab ba.Dh jaataa hai
kaanuun kaa jab bhaxak ban jaataa hai
har duShT kaa daaman paap se jab bhar jaataa hai
chehare se pardaafaash zaalim kaa karane naash vinaashak aataa hai
paap kaa zulm kaa tuu vinaashak hai
haa.N vinaashak hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
